Categories
Mata Rani Bhajan

Sherowali Ki Jai Bolo Lyrics

Sherowali Ki Jai Bolo Lyrics
Sherowali Ki Jai Bolo Lyrics

Sherowali Ki Jai Bolo Lyrics

Meri Maiya Sherowali Hai,

Kare Bhakto Ki Rakhwali Hai,

Sab Bhakto Milkar Jai Bolo,

Sherawali Ki Jai Bolo ॥

Shlok – Naam Jo Ambe Rani Ka,

Man Se Prani Gayega,

Uska Beda Bhav Sagar Se,

Pal Bhar Mein Tar Jayega,

Laaj Rakhti Hai Bhakto Ki,

Bin Mange Hi Sab Payega,

Aur Sachche Man Ye ‘Lakha’,

Jo Jaijaikar Bulayega ॥

Meri Maiya Sherowali Hai,

Kare Bhakto Ki Rakhwali Hai,

Sab Bhakto Milkar Jai Bolo,

Sherawali Ki Jai Bolo ॥

Maan Sarv Manala Kali Hai,

Navdurga Khappar Wali Hai,

Khappar Wali Ki Jai Bolo,

Sherawali Ki Jai Bolo ॥

Mamta Mai Mamta Lutati Hai,

Bhakto Ki Bigdi Banati Hai,

Mamta Mai Maa Ki Jai Bolo,

Sherawali Ki Jai Bolo ॥

Jo Sachche Man Se Dhyata Hai,

Munh Manga Var Vo Pata Hai,

Sachche Darbaar Ki Jai Bolo,

Sherawali Ki Jai Bolo ॥

Jo Sharan Mein Maan Ki Aaya Hai,

Vo Jholi Bhar Kar Laya Hai,

Phir Sachche Man Se Jai Bolo,

Sherawali Ki Jai Bolo ॥

Tarachand Mahima Gata Hai,

‘Lakha’ Bhi Shish Jhukata Hai,

Ek Baar Jara to Jai Bolo,

Sherawali Ki Jai Bolo ॥

Meri Maiya Sherowali Hai,

Kare Bhakto Ki Rakhwali Hai,

Sab Bhakto Milkar Jai Bolo,

Sherawali Ki Jai Bolo ॥

Sherawali Ki Jai Bolo,

Mehrawali Ki Jai Bolo,

Amberani Ki Jai Bolo,

Vaishnorani Ki Jai Bolo,

Jotawali Ki Jai Bolo,

Pahadawali Ki Jai Bolo,

Sherawali Ki Jai Bolo ॥

Disclaimer:

All Lyrics Published on Lyricspedia are informational and provided for educational purposes only. No representation is made or warranty given as to their content. All lyrics & videos published on Lyricspedia are property and copyright of their respective owners. If you discover any mistake in the lyrics or you have any issue in reading the lyrics then please contact us now.

Follow Us

Categories
Mata Rani Bhajan

Shri Mahalaxmi Ashtakam Lyrics

Shri Mahalaxmi Ashtakam Lyrics
Shri Mahalaxmi Ashtakam Lyrics

Shri Mahalaxmi Ashtakam Lyrics, is hindi Mata Rani Bhajan sung by Anuradha Paudwal. Music of song ‘Shri Mahalaxmi Ashtakam’ given by Shailesh Dani, while lyrics of song ‘Shri Mahalaxmi Ashtakam’ is traditional.

Shri Mahalaxmi Ashtakam Lyrics

Namastestu Mahaa-Maaye

Shrii-Piitthe Sura-Puujite।

Shangkha-Cakra-Gadaa-Haste

Mahalakshmi Namostute॥1॥

Namaste Garudda-Aaruuddhe

Kolaa-Aasura-Bhayamkari।

Sarva-Paapa-Hare Devi

Mahalakshmi Namostute॥2॥

Sarvajnye Sarva-Varade

Sarva-Dusstta-Bhayamkari।

Sarva-Duhkha-Hare Devi

Mahalakshmi Namostute॥3॥

Siddhi-Buddhi-Prade Devi

Bhukti-Mukti-Pradaayini।

Mantra-Muurte Sadaa Devi

Mahalakshmi Namostute॥4॥

Aadi-Anta-Rahite Devi

Aadya-Shakti-Maheshvari।

Yogaje Yoga-Sambhuute

Mahalakshmi Namostute॥5॥

Sthuula-Suukssma-Mahaaraudre

Mahaa-Shakti-Mahodare।

Mahaa-Paapa-Hare Devi

Mahalakshmi Namostute॥6॥

Padmaa-Asana-Sthite Devi

Para-Brahma-Svaruupinni।

Parameshi Jaganmaatar

Mahalakshmi Namostute॥7॥

Shveta-Ambara-Dhare Devi

Naana-Alangkaara-Bhuussite।

Jagat-Sthite Jaganmaatar

Mahalakshmi Namostute॥8॥

Mahalakshmy-Ashtakam Strotram

Yah Patthed-Bhaktimaan-Narah।

Sarva-Siddhim-Avaapnoti

Raajyam Praapnoti Sarvadaa॥9॥

Eka-Kaale Patthen-Nityam

Mahaa-Paapa-Vinaashanam।

Dvi-Kaalam Yah Patthen-Nityam

Dhana-Dhaanya-Samanvitah॥10॥

Tri-Kaalam Yah Patthen-Nityam

Mahaa-Shatru-Vinaashanam।

Mahaalakshmirbhavennityam

Prasannaa Varadaa Shubhaa॥11॥

॥ Iti Shri Mahalakshmistava ॥

Song Details

Song – Shri Mahalakshmi Ashtakam
Singer – Anuradha Paudwal
Music – Shailesh Dani
Lyrics – Traditional
Label – Times Music Spritual

Watch ‘ Shri Mahalakshmi Ashtakam ‘ Music Video

Get Exciting Offer On Customised T-SHIRTS For Order Visit – @noddyme

Follow Us

Categories
Anuradha Paudwal Mata Rani Bhajan

Main Pardeshi Hoon Lyrics – Anuradha Paudwal

Main Pardeshi Hoon Lyrics - Anuradha Paudwal
Main Pardeshi Hoon Lyrics – Anuradha Paudwal

Main Pardeshi Hoon Lyrics – Anuradha Paudwal, is hindi Mata Rani Bhajan sung by Anuradha Paudwal and Udit Narayan from ‘Jagran Ki Raat’. Lyrics of song ‘Main Pardeshi Hoon’ written by Saral Kavi

Main Pardeshi Hoon Lyrics

Main Pardesi Hun Pehli Bar Aaya Hun,
Darshan Karne Maiya Ke Darbar Aaya Hun ।
Ai Lal Chunariya Wali Beti
Ye to Batao Maa Ke Bhawan Jane Ka Rasta
Kidhar Se Hai Idhar Se Hai Ya Udhar Se
Sun Re Bhakt Pardesi,
Itni Jaldi Hai Kaisi
Are Jara Ghum Lo Phir,
Lo Raunak Dekho Katra Ki

Jao Tum Wahan Jao,
Pahale Parchi Katao
Dhyan Maiya Ka Dharo,
Ik Jaikara Lagao
Chale Bhakton Ki Toli,
Sang Tum Mil Jao,
Tumhe Rasta Dikha Doon,
Mere Pichhe Chale Aao

Ye Hai Darshni Dayodhi,
Darshan Pahla Hai Ye
Karo Yatra Shuru to,
Jay Mata Di Kah
Yahan Talak to Layi Beti,
Aage Bhi Le Jao Na
॥ Main Pardesi Hun Pehli Bar Aaya Hun ॥
Itna Sheetal Jal,
Ye Kaun Sa Sthan Hai Beti?

Ye Hai Banganga,
Pani Amrit Saman,
Hota Tan Man Pawan,
Karo Yahan Re Snaan
Matha Mandir Mein Teko,
Karo Aage Prasthan,
Charan Paduka Vo Aai,
Jane Mahima Jahan
Maiya Jag Kalyani,
Maaf Karna Meri Bhool,
Mainne Mathe Pe Lagai,
Teri Charnon Ki Dhool
Yahan Talak to Layi Beti,
Aage Bhi Le Jao Na
॥ Main Pardesi Hun Pehli Bar Aaya Hun ॥
Ye Ham Kaha Aa Pahunche,
Ye Kaun Sa Sthan Hai Beti?

Ye Hai Aadi Kuwari,
Mahima Hai Iski Bhari
Garbhjoon Vo Gupha Hai,
Katha Hai Jiski Nyari
Bhairon Jati Ik Jogi,
Maas Madira Aahari,
Lene Maa Ki Pariksha,
Baat Usne Vichari
Maas Aur Madhu Mange,
Mati Uski Thi Mari
Hui Antardhyan Mata,
Aaya Peechhe Durachari
Nau Maheene Isi Me Rahi,
Maiya Avtari
Ise Gupha Garbhjoon Jane,
Duniya Ye Sari
Aur Gupha Se Nikalkar Mata Vaishno Rani,
Upar Pawan Gupha Mein Pindi Roop Me Prakat Hui

Dhany Dhany Meri Mata,
Dhany Teri Shakti
Milti Paapon Se Mukti,
Karke Teri Bhakti
Yahan Talak to Layi Beti,
Aage Bhi Le Jao Na
॥ Main Pardesi Hun… ॥
Oh Meri Maiya !
Itni Kathin Chadhai,
Ye Kaun Sa Sthan Hai Beti?

Dekho Unche Vo Pahad,
Aur Gahari Ye Khai
Jara Chadhna Sambhal Ke,
Hathi Matthe Ki Chadhai
Tedhe Medhe Raste Hai,
Par Darna Na Bhai
Dekho Samne Vo Dekho,
Sanjhi Chhat Ki Dikhai
Pardesi Yahan Kuchh Kha Lo Pi,
Thoda Aaram Kar Lo,
Lo Bas Thodi Yatra Aur Baki Hai

Aisa Lagta Hai,
Mujhko Mukam Aa Gaya
Mata Vaishno Ka,
Nikat Hi Dham Aa Gaya
Yahan Talak to Layi Beti,
Aage Bhi Le Jao Na
॥ Main Pardesi Hun… ॥
Wah Kya Sundar Nazara,
Aakhir Ham Maa Ke Bhawan Pahunch Hi Gaye Na
Ye Pawan Gupha Kidhar Hai Beti?

Dekho Samane Gupha Hai,
Maiya Rani Ka Duara
Mata Vaishno Ne Yahan,
Roop Pindiyon Ka Dhara
Chalo Ganga Mein Naha Lo,
Thali Pooja Ki Saja Lo
Leke Laal Laal Chunri,
Apne Sar Pe Bandhwa Lo
Jake Sinduri Gupha Mein,
Maa Ke Darshan Pa Lo
Bin Mange Hi Yahan Se,
Mann Ichchha Phal Pa Lo

Gupha Se Bahar Aakar,
Kanjke Bithate Hain,
Unko Halwa Poori Aur,
Dakshina Dekar Aashirwad Paten Hai,
Aur Lautte Samay
Baba Bhairo Nath Ke
Darshan Karne Se Yatra
Sampoorn Mani Jati Hai

Aaj Tumne Saral Pe,
Upkar Kar Diya
Daman Khushiyon Se,
Aanand Se Bhar Diya
Bhej Bulava Agle Baras Bhi,
Pardesi Ko Bulao Maa
Har Saal Aaunga,
Jaise Is Baar Aaya Hun
॥ Main Pardesi Hun… ॥
Main Pardesi Hun Pehli Bar Aaya Hun,
Darshan Karne Maiya Ke Darbar Aaya Hun ।

Song Details

Song – Main Pardeshi Hoon
Singer – Anuradha Paudwal and Udit Narayan
Lyrics – Saral Kavi
Album – Jagran Ki Raat
Label – T-Series

Watch ‘ Main Pardeshi Hoon ‘ Music Video

Get Exciting Offer On Customised T-SHIRTS For Order Visit – @noddyme

Follow Us

Categories
Mata Rani Bhajan

Maiya Ka Chola Hai Rangla Lyrics – Lakhbir Singh Lakkha

Maiya Ka Chola Hai Rangla Lyrics - Lakhbir Singh Lakkha
Maiya Ka Chola Hai Rangla Lyrics – Lakhbir Singh Lakkha

Maiya Ka Chola Hai Rangla Lyrics – Lakhbir Singh Lakkha, is Mata Rani Bhajan sung by Lakhbir Singh Lakkha. Music of song ‘Maiya Ka Chola Hai Rangla’ given by Surinder Kohli, while lyrics of song ‘Maiya Ka Chola Hai Rangla’ is traditional

Maiya Ka Chola Hai Rangla Lyrics

Maiya Ka Chola Hai Rangla
Maiya Ka Chola Hai Rangla
Sherowali Ka Chola Hai Rangla
Mehrowali Ka Chola Hai Rangla
Jyotowali Ka Chola Hai Rangla
Ambe Rani Ka Chola Hai Rangla
Maa Vaishno Ka Chola Hai Rangla
Ho Bhawan Maiya Ka Laal
Chola Hai Rangla Rangla Rangla

Maiya Ka Chola Hai Rangla
Ambe Rani Ka Chola Hai Rangla
Sherowali Ka Chola Hai Rangla
Sua Chola Ang Biraje
Sua Chola Ang Biraje
Sua Sua Chola Ang Biraje
Sua Sua Chola Ang Biraje

Lagi Kinari Laal
Chola Hai Rangla Rangla Rangla

Maiya Ka Chola Hai Rangla
Ambe Rani Ka Chola Hai Rangla
Sherowali Ka Chola Hai Rangla
Hoye Sir Sone Ka Chhatar Biraje
Sir Sone Ka Chhatar Biraje
Sir Sone Ka Chhatar Biraje
Sir Sone Ka Chhatar Biraje

Heere Aprampaar
Chola Hai Rangla Rangla Rangla
Ashvin Chait Mahina Aave
Ashvin Chait Mahina Aave
Ashvin Chait Mahina Aave
Ashvin Chait Mahina Aave
Chale Pawan Ki Chaal
Chola Hai Rangla Rangla Rangla

Meri Maa Ka Chola Hai Rangla
Ambe Rani Ka Chola Hai Rangla
Sherowali Ka Chola Hai Rangla
Paan Supari Dhwaja Nariyal
Paan Supari Dhwaja Nariyal
Paan Supari Dhwaja Nariyal
Paan Supari Dhwaja Nariyal
Maa Ki Bhent Chadha Ke
Chola Hai Rangla Rangla Rangla

Meri Maa Ka Chola Hai Rangla
Ambe Rani Ka Chola Hai Rangla
Sherowali Ka Chola Hai Rangla
Ho Sherawali Mata Meri
Sherawali Mata Meri
Mehro Wali Mata Meri
Mehro Wali Mata Meri

Sabko Kare Nihaal
Chola Hai Rangla Rangla Rangla
Meri Maa Ka Chola Hai Rangla
Sherowali Ka Chola Hai Rangla
Mehrowali Ka Chola Hai Rangla
Jyotowali Ka Chola Hai Rangla
Ambe Rani Ka Chola Hai Rangla
Maa Vaishno Ka Chola Hai Rangla
Bhawan Maiya Ka Laal
Chola Hai Rangla

Meri Maa Ka Chola Hai Rangla
Sherowali Ka Chola Hai Rangla
Mehrowali Ka Chola Hai Rangla
Jyotowali Ka Chola Hai Rangla
Ambe Rani Ka Chola Hai Rangla
Maa Vaishno Ka Chola Hai Rangla
Meri Maa Ka Chola Hai Rangla
Sherowali Ka Chola Hai Rangla
Mehrowali Ka Chola Hai Rangla
Jyotowali Ka Chola Hai Rangla
Ambe Rani Ka Chola Hai Rangla
Maa Vaishno Ka Chola Hai Rangla

Song Details

Song – Maiya Ka Chola Hai Rangla
Singer – Lakhbir Singh Lakkha
Music – Surinder Kohli
Lyrics – Traditional
Label – T-Series

Watch ‘ Maiya Ka Chola Hai Rangla ‘ Music Video

Get Exciting Offer On Customised T-SHIRTS For Order Visit – @noddyme

Follow Us

Categories
Mata Rani Bhajan

Phulon Mein Saj Rahi Hai Lyrics – Mata Rani Bhajan

Phulon Mein Saj Rahi Hai Lyrics - Mata Rani Bhajan
Phulon Mein Saj Rahi Hai Lyrics – Mata Rani Bhajan

Phulon Mein Saj Rahi Hai Lyrics – Mata Rani Bhajan

Phulon Mein Saj Rahi Hai,
Maan Ambe Durge Raani,
Aur Haath Me Trishul Hai,
Kare Sinh Ki Savaari,
Phulon Mein Saj Rahi Hai,
Maan Ambe Durge Raani.
Sone Ka Mukut Sar Par,
Lagata Hai Kitana Pyaara,

Mukh Par Tej Hai Itana,
Suraj Mein Nahi Jitana,
Or Lambe Lambe Kesh Hai,
Jaise Ghata Ho Kaali,
Phulon Mein Saj Rahi Hai,
Maan Ambe Durge Raani,
Aur Haath Me Trishul Hai,
Kare Sinh Ki Savaari,
Phulon Mein Saj Rahi Hai,
Maan Ambe Durge Raani.

Maathe Pe Bindiya Jaise,
Chanda Chamak Raha Ho,
Aankhon Me Jyoti Aisi,
Pyaar Baras Raha Ho,
Bhagato Ke Lie Pyaar Hai,
Dushman Ke Lie Kaali,
Phulon Mein Saj Rahi Hai,
Maan Ambe Durge Raani,
Aur Haath Me Trishul Hai,
Kare Sinh Ki Savaari,
Phulon Mein Saj Rahi Hai,
Maan Ambe Durge Raani.

Pushpon Ki Gal Me Maala,
Lagati Hai Kitani Pyaari,
Laal Chunariyaan Odhe,
Bhakton Ke Man Ko Bhaati,
Tere Charanon Se Laga Le,
Jaangid Ko Maan Bhavaani,
Phulon Mein Saj Rahi Hai,
Maan Ambe Durge Raani,
Aur Haath Me Trishul Hai,
Kare Sinh Ki Savaari,
Phulon Mein Saj Rahi Hai,
Maan Ambe Durge Raani

Watch ‘ Phulon Mein Saj Rahi Hai ‘ Music Video

Get Exciting Offer On Customised T-SHIRTS For Order Visit – @noddyme

Follow Us