Shri Mahalaxmi Ashtakam Lyrics, is hindi Mata Rani Bhajan sung by Anuradha Paudwal. Music of song ‘Shri Mahalaxmi Ashtakam’ given by Shailesh Dani, while lyrics of song ‘Shri Mahalaxmi Ashtakam’ is traditional.
Shri Mahalaxmi Ashtakam Lyrics
Namastestu Mahaa-Maaye
Shrii-Piitthe Sura-Puujite।
Shangkha-Cakra-Gadaa-Haste
Mahalakshmi Namostute॥1॥
Namaste Garudda-Aaruuddhe
Kolaa-Aasura-Bhayamkari।
Sarva-Paapa-Hare Devi
Mahalakshmi Namostute॥2॥
Sarvajnye Sarva-Varade
Sarva-Dusstta-Bhayamkari।
Sarva-Duhkha-Hare Devi
Mahalakshmi Namostute॥3॥
Siddhi-Buddhi-Prade Devi
Bhukti-Mukti-Pradaayini।
Mantra-Muurte Sadaa Devi
Mahalakshmi Namostute॥4॥
Aadi-Anta-Rahite Devi
Aadya-Shakti-Maheshvari।
Yogaje Yoga-Sambhuute
Mahalakshmi Namostute॥5॥
Sthuula-Suukssma-Mahaaraudre
Mahaa-Shakti-Mahodare।
Mahaa-Paapa-Hare Devi
Mahalakshmi Namostute॥6॥
Padmaa-Asana-Sthite Devi
Para-Brahma-Svaruupinni।
Parameshi Jaganmaatar
Mahalakshmi Namostute॥7॥
Shveta-Ambara-Dhare Devi
Naana-Alangkaara-Bhuussite।
Jagat-Sthite Jaganmaatar
Mahalakshmi Namostute॥8॥
Mahalakshmy-Ashtakam Strotram
Yah Patthed-Bhaktimaan-Narah।
Sarva-Siddhim-Avaapnoti
Raajyam Praapnoti Sarvadaa॥9॥
Eka-Kaale Patthen-Nityam
Mahaa-Paapa-Vinaashanam।
Dvi-Kaalam Yah Patthen-Nityam
Dhana-Dhaanya-Samanvitah॥10॥
Tri-Kaalam Yah Patthen-Nityam
Mahaa-Shatru-Vinaashanam।
Mahaalakshmirbhavennityam
Prasannaa Varadaa Shubhaa॥11॥
॥ Iti Shri Mahalakshmistava ॥
Song Details
Song – Shri Mahalakshmi Ashtakam
Singer – Anuradha Paudwal
Music – Shailesh Dani
Lyrics – Traditional
Label – Times Music Spritual
Watch ‘ Shri Mahalakshmi Ashtakam ‘ Music Video
Get Exciting Offer On Customised T-SHIRTS For Order Visit – @noddyme
Main Pardeshi Hoon Lyrics – Anuradha Paudwal, is hindi Mata Rani Bhajan sung by Anuradha Paudwal and Udit Narayan from ‘Jagran Ki Raat’. Lyrics of song ‘Main Pardeshi Hoon’ written by Saral Kavi
Main Pardeshi Hoon Lyrics
Main Pardesi Hun Pehli Bar Aaya Hun, Darshan Karne Maiya Ke Darbar Aaya Hun । Ai Lal Chunariya Wali Beti Ye to Batao Maa Ke Bhawan Jane Ka Rasta Kidhar Se Hai Idhar Se Hai Ya Udhar Se Sun Re Bhakt Pardesi, Itni Jaldi Hai Kaisi Are Jara Ghum Lo Phir, Lo Raunak Dekho Katra Ki
Jao Tum Wahan Jao, Pahale Parchi Katao Dhyan Maiya Ka Dharo, Ik Jaikara Lagao Chale Bhakton Ki Toli, Sang Tum Mil Jao, Tumhe Rasta Dikha Doon, Mere Pichhe Chale Aao
Ye Hai Darshni Dayodhi, Darshan Pahla Hai Ye Karo Yatra Shuru to, Jay Mata Di Kah Yahan Talak to Layi Beti, Aage Bhi Le Jao Na ॥ Main Pardesi Hun Pehli Bar Aaya Hun ॥ Itna Sheetal Jal, Ye Kaun Sa Sthan Hai Beti?
Ye Hai Banganga, Pani Amrit Saman, Hota Tan Man Pawan, Karo Yahan Re Snaan Matha Mandir Mein Teko, Karo Aage Prasthan, Charan Paduka Vo Aai, Jane Mahima Jahan Maiya Jag Kalyani, Maaf Karna Meri Bhool, Mainne Mathe Pe Lagai, Teri Charnon Ki Dhool Yahan Talak to Layi Beti, Aage Bhi Le Jao Na ॥ Main Pardesi Hun Pehli Bar Aaya Hun ॥ Ye Ham Kaha Aa Pahunche, Ye Kaun Sa Sthan Hai Beti?
Ye Hai Aadi Kuwari, Mahima Hai Iski Bhari Garbhjoon Vo Gupha Hai, Katha Hai Jiski Nyari Bhairon Jati Ik Jogi, Maas Madira Aahari, Lene Maa Ki Pariksha, Baat Usne Vichari Maas Aur Madhu Mange, Mati Uski Thi Mari Hui Antardhyan Mata, Aaya Peechhe Durachari Nau Maheene Isi Me Rahi, Maiya Avtari Ise Gupha Garbhjoon Jane, Duniya Ye Sari Aur Gupha Se Nikalkar Mata Vaishno Rani, Upar Pawan Gupha Mein Pindi Roop Me Prakat Hui
Dhany Dhany Meri Mata, Dhany Teri Shakti Milti Paapon Se Mukti, Karke Teri Bhakti Yahan Talak to Layi Beti, Aage Bhi Le Jao Na ॥ Main Pardesi Hun… ॥ Oh Meri Maiya ! Itni Kathin Chadhai, Ye Kaun Sa Sthan Hai Beti?
Dekho Unche Vo Pahad, Aur Gahari Ye Khai Jara Chadhna Sambhal Ke, Hathi Matthe Ki Chadhai Tedhe Medhe Raste Hai, Par Darna Na Bhai Dekho Samne Vo Dekho, Sanjhi Chhat Ki Dikhai Pardesi Yahan Kuchh Kha Lo Pi, Thoda Aaram Kar Lo, Lo Bas Thodi Yatra Aur Baki Hai
Aisa Lagta Hai, Mujhko Mukam Aa Gaya Mata Vaishno Ka, Nikat Hi Dham Aa Gaya Yahan Talak to Layi Beti, Aage Bhi Le Jao Na ॥ Main Pardesi Hun… ॥ Wah Kya Sundar Nazara, Aakhir Ham Maa Ke Bhawan Pahunch Hi Gaye Na Ye Pawan Gupha Kidhar Hai Beti?
Dekho Samane Gupha Hai, Maiya Rani Ka Duara Mata Vaishno Ne Yahan, Roop Pindiyon Ka Dhara Chalo Ganga Mein Naha Lo, Thali Pooja Ki Saja Lo Leke Laal Laal Chunri, Apne Sar Pe Bandhwa Lo Jake Sinduri Gupha Mein, Maa Ke Darshan Pa Lo Bin Mange Hi Yahan Se, Mann Ichchha Phal Pa Lo
Gupha Se Bahar Aakar, Kanjke Bithate Hain, Unko Halwa Poori Aur, Dakshina Dekar Aashirwad Paten Hai, Aur Lautte Samay Baba Bhairo Nath Ke Darshan Karne Se Yatra Sampoorn Mani Jati Hai
Aaj Tumne Saral Pe, Upkar Kar Diya Daman Khushiyon Se, Aanand Se Bhar Diya Bhej Bulava Agle Baras Bhi, Pardesi Ko Bulao Maa Har Saal Aaunga, Jaise Is Baar Aaya Hun ॥ Main Pardesi Hun… ॥ Main Pardesi Hun Pehli Bar Aaya Hun, Darshan Karne Maiya Ke Darbar Aaya Hun ।
Song Details
Song – Main Pardeshi Hoon
Singer – Anuradha Paudwal and Udit Narayan
Lyrics – Saral Kavi
Album – Jagran Ki Raat
Label – T-Series
Watch ‘ Main Pardeshi Hoon ‘ Music Video
Get Exciting Offer On Customised T-SHIRTS For Order Visit – @noddyme
Maiya Ka Chola Hai Rangla Lyrics – Lakhbir Singh Lakkha
Maiya Ka Chola Hai Rangla Lyrics – Lakhbir Singh Lakkha, is Mata Rani Bhajan sung by Lakhbir Singh Lakkha. Music of song ‘Maiya Ka Chola Hai Rangla’ given by Surinder Kohli, while lyrics of song ‘Maiya Ka Chola Hai Rangla’ is traditional
Maiya Ka Chola Hai Rangla Lyrics
Maiya Ka Chola Hai Rangla Maiya Ka Chola Hai Rangla Sherowali Ka Chola Hai Rangla Mehrowali Ka Chola Hai Rangla Jyotowali Ka Chola Hai Rangla Ambe Rani Ka Chola Hai Rangla Maa Vaishno Ka Chola Hai Rangla Ho Bhawan Maiya Ka Laal Chola Hai Rangla Rangla Rangla
Maiya Ka Chola Hai Rangla Ambe Rani Ka Chola Hai Rangla Sherowali Ka Chola Hai Rangla Sua Chola Ang Biraje Sua Chola Ang Biraje Sua Sua Chola Ang Biraje Sua Sua Chola Ang Biraje
Lagi Kinari Laal Chola Hai Rangla Rangla Rangla
Maiya Ka Chola Hai Rangla Ambe Rani Ka Chola Hai Rangla Sherowali Ka Chola Hai Rangla Hoye Sir Sone Ka Chhatar Biraje Sir Sone Ka Chhatar Biraje Sir Sone Ka Chhatar Biraje Sir Sone Ka Chhatar Biraje
Heere Aprampaar Chola Hai Rangla Rangla Rangla Ashvin Chait Mahina Aave Ashvin Chait Mahina Aave Ashvin Chait Mahina Aave Ashvin Chait Mahina Aave Chale Pawan Ki Chaal Chola Hai Rangla Rangla Rangla
Meri Maa Ka Chola Hai Rangla Ambe Rani Ka Chola Hai Rangla Sherowali Ka Chola Hai Rangla Paan Supari Dhwaja Nariyal Paan Supari Dhwaja Nariyal Paan Supari Dhwaja Nariyal Paan Supari Dhwaja Nariyal Maa Ki Bhent Chadha Ke Chola Hai Rangla Rangla Rangla
Meri Maa Ka Chola Hai Rangla Ambe Rani Ka Chola Hai Rangla Sherowali Ka Chola Hai Rangla Ho Sherawali Mata Meri Sherawali Mata Meri Mehro Wali Mata Meri Mehro Wali Mata Meri
Sabko Kare Nihaal Chola Hai Rangla Rangla Rangla Meri Maa Ka Chola Hai Rangla Sherowali Ka Chola Hai Rangla Mehrowali Ka Chola Hai Rangla Jyotowali Ka Chola Hai Rangla Ambe Rani Ka Chola Hai Rangla Maa Vaishno Ka Chola Hai Rangla Bhawan Maiya Ka Laal Chola Hai Rangla
Meri Maa Ka Chola Hai Rangla Sherowali Ka Chola Hai Rangla Mehrowali Ka Chola Hai Rangla Jyotowali Ka Chola Hai Rangla Ambe Rani Ka Chola Hai Rangla Maa Vaishno Ka Chola Hai Rangla Meri Maa Ka Chola Hai Rangla Sherowali Ka Chola Hai Rangla Mehrowali Ka Chola Hai Rangla Jyotowali Ka Chola Hai Rangla Ambe Rani Ka Chola Hai Rangla Maa Vaishno Ka Chola Hai Rangla
Song Details
Song – Maiya Ka Chola Hai Rangla
Singer – Lakhbir Singh Lakkha
Music – Surinder Kohli
Lyrics – Traditional
Label – T-Series
Watch ‘ Maiya Ka Chola Hai Rangla ‘ Music Video
Get Exciting Offer On Customised T-SHIRTS For Order Visit – @noddyme
Phulon Mein Saj Rahi Hai Lyrics – Mata Rani Bhajan
Phulon Mein Saj Rahi Hai Lyrics – Mata Rani Bhajan
Phulon Mein Saj Rahi Hai, Maan Ambe Durge Raani, Aur Haath Me Trishul Hai, Kare Sinh Ki Savaari, Phulon Mein Saj Rahi Hai, Maan Ambe Durge Raani. Sone Ka Mukut Sar Par, Lagata Hai Kitana Pyaara,
Mukh Par Tej Hai Itana, Suraj Mein Nahi Jitana, Or Lambe Lambe Kesh Hai, Jaise Ghata Ho Kaali, Phulon Mein Saj Rahi Hai, Maan Ambe Durge Raani, Aur Haath Me Trishul Hai, Kare Sinh Ki Savaari, Phulon Mein Saj Rahi Hai, Maan Ambe Durge Raani.
Maathe Pe Bindiya Jaise, Chanda Chamak Raha Ho, Aankhon Me Jyoti Aisi, Pyaar Baras Raha Ho, Bhagato Ke Lie Pyaar Hai, Dushman Ke Lie Kaali, Phulon Mein Saj Rahi Hai, Maan Ambe Durge Raani, Aur Haath Me Trishul Hai, Kare Sinh Ki Savaari, Phulon Mein Saj Rahi Hai, Maan Ambe Durge Raani.
Pushpon Ki Gal Me Maala, Lagati Hai Kitani Pyaari, Laal Chunariyaan Odhe, Bhakton Ke Man Ko Bhaati, Tere Charanon Se Laga Le, Jaangid Ko Maan Bhavaani, Phulon Mein Saj Rahi Hai, Maan Ambe Durge Raani, Aur Haath Me Trishul Hai, Kare Sinh Ki Savaari, Phulon Mein Saj Rahi Hai, Maan Ambe Durge Raani
Watch ‘ Phulon Mein Saj Rahi Hai ‘ Music Video
Get Exciting Offer On Customised T-SHIRTS For Order Visit – @noddyme
Namaskar Devi Lyrics – Jaya Kishori, is hindi bhajan sung by Jaya Kishori. Music of song ‘Namaskar Devi’ given by Ashish Dadhich , while lyrics of song ‘Namaskar Devi’ is traditional
Namaskar Devi Lyrics
Namaskar Devi Jayanti Maharani, Shri Mangla Kaali Durga Bhavani, Kapalani Aur Bhadrakali Kshama Maa, Shiva Dhatri Shri Svaha Rama Maa, Namaskar Chamunde Jag Tarini Ko, Namaskar Madhu Ketabh Sangharini Ko, Namaskara Brahma Ko Var Dene Wali, O Bhakto Ke Sankat Ko Har Lene Wali.
Tu Sansar Mein Bhakto Ko Yash Dilae, Tu Dushto Ke Panje Se Sab Ko Bachae, Tere Charan Pujun Tera Nam Gaun, Tere Divya Darshan Ko Hirade Se Chahun, Mere Naino Ki Maiya Shakti Badha De, Mere Rog Sankat Kripa Kar Mita De, Teri Shakti Se Main Vijay Pata Jaun, Tere Naam Ke Yash Ko Phailata Jaun, Namaskar Devi Jayanti Maharani, Shri Mangala Kaali Durga Bhavani.
Meri Aan Rakhana Meri Shaan Rakhana, Meri Maiya Bete Ka Tum Dhyan Rakhana, Banana Mere Bhagya Dukh Dur Karna, Tu Hai Lakshmi Mere Bhandar Bharana, Na Niraash Dar Se Mujhe Tum Lotana, Sada Beriyon Se Mujhe Tum Bachana, Mujhe To Tera Bal Hai Vishvas Tera, Tere Charano Mein Hai Namaskar Mera, Namaskar Devi Jayanti Maharani, Shri Mangala Kali Durga Bhavani.
Namaskar Parameshvari Indarani, Namaskar Jagadambe Jag Ki Maharani, Mera Ghar Grihasthi Svarg Sam Banana, Mujhe Nek Santan Shakti Dilana, Sada Mere Parivar Ki Raksha Karna, Na Apradhon Ko Mere Dil Mahi Dharana, Namaskar Aur Koti Paranam Mera, Sada Hi Main Japata Rahun Naam Tera, Namaskar Devi Jayanti Maharani, Shri Mangala Kali Durga Bhavani.
Jo Strotr Ko Prem Se Padh Raha Ho, Jo Har Vaqt Stuti Teri Kar Raha Ho, Use Kya Kami Hai JaMaae Mein Mata, Bhare Sampati Kul Khajane Mein Mata, Jise Teri Kripa Ka Anubhav Hua Hai, Vo Hi Jiv Duniya Mein Ujaval Hua Hai, Jagat Janani Maiya Ka Varadan Pao, Chaman Prem Se Path Durga Ka Gao, Namaskar Devi Jayanti Maharani, Shri Mangla Kali Durga Bhavani.
Sukh Sampati Sabako Mile, Rahe Klesh Na Lesh, Prem Se Nishchay Dhar Kar, Padhe Jo Path Hamesh, Sanskrt Ke Shlokon Mein, Gudh Hai Ras Lav Leen, Rshi Vakyon Ke Bhavo Ko, Samajhe Kaise Deen. Ati Krpa Bhagavan Ki, chaman Jabhi Ho Jae, Padhe Path Maa KaMaaa, Puran Sab Ho Jae.
Namaskar Devi Jayanti Maharani, Shri Mangla Kaali Durga Bhavani, Kapalani Aur Bhadrakali Kshama Maa, Shiva Dhatri Shri Svaha Rama Maa, Namaskar Chamunde Jag Tarini Ko, Namaskar Madhu Ketabh Sangharini Ko, Namaskara Brahma Ko Var Dene Wali, O Bhakto Ke Sankat Ko Har Lene Wali.
Song Details
Song – Namaskar Devi
Singer – Jaya Kishori
Music – Ashish Dadhich
Lyrics – Traditional
Label – Jaya Kishori
Get Exciting Offer On Customised T-SHIRTS For Order Visit – @noddyme