Zindagi Mein Aa Jaana Lyrics – Snigdhajit Bhowmik, is hindi song sung by Snigdhajit Bhowmik from album ‘Himesh Ke Dil Se’. Music and lyrics of song ‘Zindagi Mein Aa Jaana’ given by Himesh Reshammiya
Zindagi Mein Aa Jaana Lyrics
Aankhon ne wo bayaan kar diya hai
Jo zubaan kah na saki
Maano ya na maano dhadkane
Tumse kabhi juda Rah na saki
Dil ke aaine mein tum rahte ho
Meri zindagi mein aa jaana
Sapno mein raato din rahte ho
Meri zindagi mein aa jaana
Tasawwur tumhara
Kar rahe hai ham jaane kab se
Tasawwur tumhara
Kar rahe hai ham jaane kab se
Meri zindagi mein aa jaana
Dil ke aaine mein tum rahte ho
Meri zindagi mein aa jaana
Sapno mein raato din rahte ho
Meri zindagi mein aa jaana
Tasawwur tumhara
Kar rahe ham jaane kab se
Tasawwur tumhara
Kar rahe hai ham jaane kab se
Dil ke aaine mein tum rahte ho
Meri zindagi mein aa jaana
Sapno mein raato din rahte ho
Meri zindagi mein aa jaana
Na mile tum hamko to
Zindagi hogi mushkil
Har gali har mod pe
Raahon me tadpegaa ye dil
Intzaar tumhara
Kar rahe hai ham jaane kab se
Intzaar tumhara
Kar rahe hai ham jaane kab se
Meri zindagi mein aa jaana
Dil ke aaine mein tum rahte ho
Meri zindagi me aa jaana
Sapno mein raato din rahte ho
Meri zindagi mein aa jaana
Chaandani raat hai
Taare bhi baaraati hai
Teri kami teri yaad
Har ghadi tarsaati hai
Intzaar tumhara
Kar rahe hai ham jaane kab se
Intzaar tumhara
Kar rahe hai ham jaane kab se
Meri zindagi mein aa jaana
Dil ke aaine mein tum rahte ho
Meri zindagi me aa jaana
Sapno mein raato din rahte ho
Meri zindagi mein aa jaana
Tasawwur tumhara
Kar rahe ham jaane kab se
Tasawwur tumhara
Kar rahe ham jaane kab se
Meri zindagi mein aa jaana
Dil ke aaine mein tum rahte ho
Meri zindagi me aa jaana
Sapno mein raato din rahte ho
Meri zindagi mein aa jaana
Song Details
Song – Zindagi Mein Aa Jaana | ||
Singer – Snigdhajit Bhowmik | ||
Music – Himesh Reshammiya | ||
Lyrics – Himesh Reshammiya | ||
Album – Himesh Ke Dil Se | ||
Label – Himesh Reshammiya Melodies |
Disclaimer:
All Lyrics Published on Lyricspedia are informational and provided for educational purposes only. No representation is made or warranty given as to their content. All lyrics & videos published on Lyricspedia are property and copyright of their respective owners. If you discover any mistake in the lyrics or you have any issue in reading the lyrics then please contact us now.