Categories
Rahat Fateh Ali Khan

Zaroori Tha 2 Lyrics – Rahat Fateh Ali Khan

Zaroori Tha 2 Lyrics  - Rahat Fateh Ali Khan

Zaroori Tha 2 Lyrics – Rahat Fateh Ali Khan

Kya Ye Lajim Tha Har Ek Roj Tadpte Jana

Hijar Ki Aag Mein Jal Jal Ke Pinghalte Jana

Mein to Anjaan Tha Tume Ne Hi Sikhaya Hai Mujhe

Waqat Ke Sath Hai Kaise Badalte Jana

Teri Bebaak Nazro Se Uljhna Bhi Zaroori Tha 

Zaroori Thi Mohbat to Samjhna Bhi Zaroori Tha

Kya Hota Ek Manjil Ke Musafir Sath Hi Rhte

Tha Rahana Zakham Tera Jo Wo Bharna Bhi Zaroori Tha

Teri Bebaak Nazro Se Uljhna Bhi Zaroori Tha 

Abhi to Sath Chlne Me Sukun Tum Se Mila Hi Tha

Mnane Ki Jo Rasme Thi Hai Baki Ruthna Bhi Tha

Sikayat Tum Ko Thi Mujh Se to Mujh Se Hi Gila Karte

Jo Aansu Bahna Chahte Ho Nhi Unko Kiya Karte

Btao Kya Ye Lazim Tha Tadpte Chod Kar Jana

Sile Me in Wafao Ke Tadpna Bhi Zaroori Tha

Teri Bebaak Nazro Se Uljhna Bhi Zaroori Tha

Jhan Milte the Hum Dono Wha Jakar Bhut Roya

Jise Khone Se Darta Tha Wo Aakhir Mne Hai Khoya

Teri Tasveer Dekhu To Nhi Aata Yakin Mujh Ko

Magar Do Rukh Hai is Tasveer Ke Ab Hai Yakin Mujh Ko

Kaha Tu Mujh Me Mosam Sa Yahan Aaya Kha Badla

Mujhe Tum Ne Ye Sikhlaya Badlna Bhi Zaroori Tha

Zaroori Thi Mohbat to Samjhna Bhi Zaroori Tha

Abhi to Sath Chlne Me Sukun Tum Se Mila Hi Tha

Mnane Ki Jo Rasme Thi Hai Baki Ruthna Bhi Tha

Disclaimer:

All Lyrics Published on Lyricspedia are informational and provided for educational purposes only. No representation is made or warranty given as to their content. All lyrics & videos published on Lyricspedia are property and copyright of their respective owners. If you discover any mistake in the lyrics or you have any issue in reading the lyrics then please contact us now.

Follow Us

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *