Toota Taara Lyrics – Stebin Ben ft. Shivin Narang, is latest hindi song sung by Stebin Ben. Music of song ‘Toota Taara’ given by Sham Balkar, while lyrics of song ‘Toota Taara’ written by Kumaar. Music video featuring Shivin Narang and Mahima Makwana
Toota Taara Lyrics
Khwaahish poori karta hai
Khatam yeh doori karta hai
Kehte hain sab toota taara
Kaam zaroori karta hai
Marham deke door kare yeh
Dard bichhode ka
Par toota taara khud toota hai
Dil kya jodega
Par toota taara phir toota hai
Dil kya jodega
Reh na saka jab tere bin
Toote taare ko ek din
Reh na saka jab tere bin
Toote taare ko ek din
Dil ke kehne main akhir
Maine dua bheji lekin
Laut ke wo aayi
Poori na ho payi
Sab kehte the yeh na kisi ko
Khaali modega
Par toota taara khud toota hai
Dil kya jodega
Par toota taara khud toota hai
Dil kya jodega
Taareya ve taareya
Sab kuchh haareya taareya
Taareya ve taareya
Sab kuchh haareya taareya
Song Details
Song – Toota Taara | |
Singer – Stebin Ben | |
Music – Sham Balkar | |
Lyrics – Kumaar | |
Label – Zee Music Company |