Ho Gaya Hai Pyaar Lyrics – Yasser Desai, is latest hindi song sung by Yasser Desai. Music of song ‘Ho Gaya Hai Pyaar’ given by Jeet Gannguli, while lyrics of song ‘Ho Gaya Hai Pyaar’ written by Kunaal Vermaa. Starring Arjun Bijlani and Surbhi Chandra
Ho Gaya Hai Pyaar Lyrics
Saara din tere hi qisse
Dil sunayenga
Pyaar se bhi jyada tumse
Ho gaya hai pyaar
Zindagi se kya main chaahu
Tu hai mere paas
Saath tere dhoop bhi ye
Jaise hai barsaat
Khwaab dekha hai aakhon mein
Aaj pehli baar
Pyaar se bhi jyada tumse
Ho gaya hai pyaar
Maine likh di dhadkano pe dastaan apni
Ab se mere jeena marna hai tumhi se hi
Ye nahi hum jaante hai zindagi kitni
Jo bhi hai humko wo tere saath hai likhni
Sirf tujhpe main hoon kurbaan
Ab hazaaro baar
Pyaar se bhi jyada tumse
Ho gaya hai pyaar
Khwaab dekha hai aakhon mein
Aaj pehli baar
Pyaar se bhi jyada tumse
Ho gaya hai pyaar
Kya bharosa zindagi ka
Kab chali jaaye
Kab safar me chalte chalte
Saam aa jaaye
Ek janm kya, sau janm bhi
Saath ho apna
Paas mere rehna bas tum
Hum jaha jaaye
Do kadam ya phir chale hum
Chaand ke uss paar
Pyaar se bhi jyada tumse
Ho gaya hai pyaar
Khwaab dekha hai aakhon mein
Aaj pehli baar
Pyaar se bhi jyada tumse
Ho gaya hai pyaar
Pyaar se bhi jyada tumse
Ho gaya hai pyaar
Pyaar se bhi jyada tumse
Ho gaya hai pyaar
Song Details
Song – Ho Gaya Hai Pyaar | ||
Singer – Yasser Desai | ||
Music – Jeet Gannguli | ||
Lyrics – Kunaal Vermaa | ||
Label – DRJ Records |