Chaiyaan Mein Saiyaan Ki Lyrics – Khuda Haafiz 2, is latest hindi song sung by Jubin Nautiyal and Asees Kaur from movie ‘Khuda Haafiz 2’. Music and lyrics of song ‘Chaiyaan Mein Saiyaan Ki’ given by Mithoon. Starring Shivaleeka Oberoi and Vidyut Jamwal
Chaiyaan Mein Saiyaan Ki Lyrics
Pee mohe dhun toone aisi lagayi
Mann mein kahin tori preet jagayi
Akhiyan ve akhiyan nu kol bulave
Aayi ve tohre paas main aayi
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Mohe yoon hi tu rakhna ji
Mohe yoon hi tu rakhna ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Sajna haan tore preet mein
Saaton janam bitana
Taras gaye the nain mere
Tere chehre ke is noor ko
Rab ne milaya hai humko
Phir rehna kaahe door ko
Akhiyan ve akhiyan nu kol bula le
Aayi to more paas ve aayi
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Sajni yoon hi tu rehna ji
Sajni yoon hi tu rehna ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Deen ilahi mera maan hai maahi
Main to sajda karun unko
Farz rubayi meri farz gawayi meri
Ishq hua mujhko
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Saiyaan ji
Song Details
Song – Chaiyaan Mein Saiyaan Ki | ||
Singer – Asees Kaur and Jubin Nautiyal | ||
Music – Mithoon | ||
Lyrics – Mithoon | ||
Album – Khuda Haafiz 2 | ||
Label – Zee Music Company |