Categories
Panther

Bohot Aagey Lyrics – Panther

Bohot Aagey Lyrics  - Panther

Bohot Aagey Lyrics – Panther, is hindi song sung by Panther. Music and lyrics of song ‘Bohot Aagey’ given by Panther

Bohot Aagey Lyrics

Baitha apne ghar pe and I’m comfy
Zindagi ki ride hai gi bumpy
Woh poochhte sukoon tujhe milta hai kahan
To main bola meri maa jab karti sarpe mere
Champi Aata hi na game mein gar hota ni main best


Account mein bhi racks pairon mein bhi checks
Karke dekh diss tujhe ghante mein check
Agar baap ka hai paisa to phir ghante ka flex Underpass na jile mein itna underground main


Hua na main found out kaisa kar loon sound mein
They never gave a fu*k
Abhi lakh sath khade khada har ek town tera bhai


Dekh bete dekh aaj poore maze le raha
Bhai main jaga raha neend mein
Tab dekha yeh savera Bhai saanp sath rahein yeh paisa hai sapera


Bhai chale ek move yeh to cheeta chal dera dhai Abhi bohot aagey
Jeeni zindagi phir chaiye mujhe maut aage
Main chale jaa raha tu baith ke bas bhonkta rahe


Yeh chamche aur kaam inka idhar udhar chaunkna hai Abhi bohot aagey
Jeeni zindagi phir chaiye mujhe maut aage
Main chale jaa raha hoon tu baith ke bas bhonkta rahe


Yeh chamche aur kaam inka idhar udhar chaunkna hai Waqt kisi ke liye ruke ni
Paaye dost ban na shady par wo ban gaye nashedi


Gharpe baap dera pressure bandi call pe bakegi
Maa ka dard dekha kaise na aulaad yeh karegi Change time
Aukat jitni choti utne bade sapne bhai


Khoye rishte khoye log mere bache apne nahi
Jawani mein tu soya to ni teri meri vibe
If u fu*kin around rehne de mera circle tight Abhi se waqt ki kami hai


Yeh dil hai mera thanda
Ya phir sard yeh zameen hai
Wog chahti dil mein aana par ek gard si jami hai
Jaisa mara saalon pehle dil aur kabra si bani hai Sukoon mauj jab yeh dard zindagi hai


Raha real tabhi meri kaafi kam se bani hai
Logon se zyada chaiye dhan company mein
Clear vision bhari mehnat cheetey padhte lateefe
Tera bhai Abhi bohot aagey


Jeeni zindagi phir chaiye mujhe maut aage
Main chale jaa raha tu baith ke bas bhonkta rahe


Yeh chamche aur kaam inka idhar udhar chaunkna hai Abhi bohot aagey
Jeeni zindagi phir chaiye mujhe maut aage
Main chale jaa raha hoon tu baith ke bas bhonkta rahe


Yeh chamche aur kaam inka idhar udhar chaunkna hai

Song Details

Song – Bohot Aagey
Singer – Panther
Music – Panther
Lyrics – Panther
Label – Sony Music India

Disclaimer:

All Lyrics Published on Lyricspedia are informational and provided for educational purposes only. No representation is made or warranty given as to their content. All lyrics & videos published on Lyricspedia are property and copyright of their respective owners. If you discover any mistake in the lyrics or you have any issue in reading the lyrics then please contact us now.

Follow Us

Categories
Panther

Dard-E-Dil Lyrics – Panther

Dard-E-Dil Lyrics - Panther

Dard-E-Dil Lyrics – Panther, is hindi song sung by Panther. Music of song ‘Dard-E-Dil’ given by Ankee, while lyrics of song ‘Dard-E-Dil’ written by Panther

Dard-E-Dil Lyrics

Suno mera dard-e-dil

Usne zakham diya phir

Wo hanske chal padi

Hum to unke muntazir

Shikwe lakho par

Chehre pe shikan nahi 

Suno mera dard-e-dil

Usne zakham diya phir

Wo hanske chal padi

Hum to unke muntazir

Shikwe lakho par

Chehre pe shikan nahi

Usne jalaya humko main usse jala kab

Hota zara bata aisa insaaf kaha par

Daga kar phir uski dawa kar

Baat bas itni si ki gaya ni tu bata kar

Tumne rulaya humko aansu na baha par

Hota zara bata aisa insaaf kaha par

Jyaada sunaya tune aur phir suna kam

Baat bas itni si ki gaya ni tu bata kar

Padha kar tu mere baare padha kar

Jaana hai kya upar leke wafa tujhe bachakar

Hansi gaya fansakar, hansi gayi bhula kar

Koi ghayal na chute jab koi chodhe galey lagakar

Nazm tere naam pe to deta hu kuch bada padh

Ho gayi tu kharch karunga kya itna kama kar

Jyaada sunaya tune aur fir suna kam

Baat bas itni si ki gaya ni tu bata kar

Suno mera dard-e-dil

Usne zakham dia fir wo hanske chal padi

Hum to unke muntazir shikwe lakho par

Chehre pe shikan nahi 

Suno mera dard-e-dil

Usne zakham dia fir wo hanske chal padi

Hum to unke muntazir shikwe lakho par

Chehre pe shikan nahi 

Kehna to hai kaafi tumse

Shayad ek baar to mang logi maafi mujhse

Log kehte hum na reh gaye hai pehle jaise

Shayad tu reh gayi hai kaafi mujhme

Bhari duniya lagti khaali si hai

Na hu akela par akelepan ka sath bhi hai

Tu gayi to chala gaya sukoon bhi

Ab kisi jism me tere jism sa araam ni hai

Chehre kaafi par hai tera chehra nahi

Kehte sab par koi tumsa kehta nahi

Rehne ko hai kaafi ghar mere paas

Par na gharme hoti tu to ghar bhi gharsa lagta nahi

Sab kuch paakar bhi sab kho diya hai

Kiya itna sab par tu na to fir kyun kiya hai

Jhagadta na hai mujhse ab koyi

Apne me hu rehta kyuki apno ko hi kho diya hai

Suno mera dard-e-dil

Usne zakham dia fir wo hanske chal padi

Hum to unke muntazir shikwe lakho par

Chehre pe shikan nahi

Song Details

Song – Dard-E-Dil
Singer – Panther
Music – Ankee
Lyrics – Panther
Director – Divyansh Joshi
Label – Sony Music India

Disclaimer:

All Lyrics Published on Lyricspedia are informational and provided for educational purposes only. No representation is made or warranty given as to their content. All lyrics & videos published on Lyricspedia are property and copyright of their respective owners. If you discover any mistake in the lyrics or you have any issue in reading the lyrics then please contact us now.

Follow Us