Categories
Mohammad Faiz

Kabhi Shaam Dhale Lyrics – Mohammad Faiz

Kabhi Shaam Dhale Lyrics - Mohammad Faiz

Kabhi Shaam Dhale Lyrics – Mohammad Faiz, is hindi song sung by Mohammad Faiz. Music of song ‘Kabhi Shaam Dhale’ given by Hunny Bunny, while lyrics of song ‘Kabhi Shaam Dhale’ written by Jaani

Kabhi Shaam Dhale Lyrics

Kabhi shaam dhale toh mere dil me aa jana

Lage gham gale toh mere dil me aa jana 

Mera ghar jalaane waale sun meri 

Tera ghar jale toh mere dil me aa jana

Magar aana is tarah se ke phir laut ke na jana

O Kabhi shaam dhale to mere dil me aa jana

Lage gam gale to mere dil me aa jana

O mera ghar jalaane waale sun meri 

Tera ghar jale to mere dil me aa jana

Magar aana is tarah se ke phir laut ke na jana

Hoo…

Jab tere apne bhi tujhe chhod ke jayenge ,

Or paani me milake tujhe zaher pilaayenge,

Jab tere apne bhi tujhe chhod ke jayenge ,

Or paani me milake tujhe zaher pilaayenge,

Vahi hath kaatenge tere jo hath milayenge 

Jinhe jaan jaan kehte ho vahi jaan lejayenge 

Kon apna hai tera kon paraya 

Yeh na pata chale toh mere dil me aa jana

Magar aana is tarah se ke phir laut ke na jana

Kabhi shaam dhale toh mere dil me aa jana

Lage gam gale toh mere dil me aa jana

O mera ghar jalaane waale sun meri 

Tera ghar jale toh mere dil me aa jana

Magar aana is tarah se ke phir laut ke na jana

Haa…

Song Details

Song – Kabhi Shaam Dhale
Singer – Mohammad Faiz
Music – Hunny Bunny
Lyrics – Jaani
Label – VYRL Originals

Disclaimer:

All Lyrics Published on Lyricspedia are informational and provided for educational purposes only. No representation is made or warranty given as to their content. All lyrics & videos published on Lyricspedia are property and copyright of their respective owners. If you discover any mistake in the lyrics or you have any issue in reading the lyrics then please contact us now.

Follow Us

Categories
Mohammad Faiz

Nashaa Lyrics – Mohammad Faiz

Nashaa Lyrics - Mohammad Faiz

Nashaa Lyrics – Mohammad Faiz, is hindi song sung by Mohammad Faiz. Music and lyrics of song ‘Nashaa’ given by Himesh Reshammiya. Music video directed by Sahil Baghra and Jerry Batra. Starring Mohammad Faiz and Ruhana Khanna.

Nashaa Lyrics

Aa gale lag jao mere yaar

Tumhara hi intezaar hai

Dil ko behad tumse pyaar hai

Tere bin din mera

Gujarta nahi

Hai nashaa tera aisa

Jo utarta nahi

Hai nasha tera aisa

Jo utarta nahi

Tere bin din mera

Gujarta nahi

Hai nashaa tera aisa

Jo utarta nahi

Tera ishq deewana

Kyun mujhe din rain kare

Teri har adaa mujhko

Itna kyun bechain kare

Sau botalon ka nasha

Teri inn aankhon mein hai

Shehad se bhi meetha zeher

Teri inn baaton mein hai

Tu na ho to ye dil

Sambhalta nahi

Hai nasha tera aisa

Jo utarta nahi

Hai nasha tera aisa

Jo utarta nahi

Meri saari gustakhiyan

Tere hi liye hai bas

Meri saari manmarziyan

Tere aage hai bebas

Ab to hai rabb se dua

Tu rahe meri sada

Khwabon mein bhi na ho yaar

Tu kabhi mujhse juda

Yaadon ka silsila

Rukta nahi

Hai nasha tera aisa

Jo utarta nahi

Hai nasha tera aisa

Jo utarta nahi

Song Details

Song – Nashaa
Singer – Mohammad Faiz
Music – Himesh Reshammiya
Lyrics – Himesh Reshammiya
Director – Sahil Baghra and Jerry Batra
Label – Himesh Reshammiya Melodies

Disclaimer:

All Lyrics Published on Lyricspedia are informational and provided for educational purposes only. No representation is made or warranty given as to their content. All lyrics & videos published on Lyricspedia are property and copyright of their respective owners. If you discover any mistake in the lyrics or you have any issue in reading the lyrics then please contact us now.

Follow Us

Categories
Mohammad Faiz

Pyaar Aayaa Lyrics – Mohammad Faiz

Pyaar Aayaa Lyrics - Mohammad Faiz

Pyaar Aayaa Lyrics – Mohammad Faiz, is hindi song sung by Mohammad Faiz from album ‘Himesh Ke Dil Se’. Music of song ‘Pyaar Aayaa’ given by Himesh Reshammiya, while lyrics of song ‘Pyaar Aayaa’ written by Shabbir Ahmed

Pyaar Aayaa Lyrics

Ishq aur mohabbat ki

Baatein wahi karte hain

Jinhone ishq kiya ho

Dard aur jajbaat ki

Baate wohi karte hain

Jinhone dard jiya ho

Jab se chehere pe tere

Mujhe pyaar aaya hai

Mujhe pyaar aaya hai

Mujhe pyaar aaya hai

Dhadkano ne meri kahin

Chain na paya hai

Chain na paya hai

Chain na paya hai

Tera milna is dil mein

Barson baad

Ishq le aaya hai

Ishq le aaya hai

Jab se chehere pe tere

Mujhe pyar aaya hai

Mujhe pyar aaya hai

Mujhe pyar aaya hai

Dhadkano ne meri kahin

Chain na paya hai

Chain na paya hai

Chain na paya hai

Ab dil kahin bhi

Kyun lagta nahin hai

Tumhare bina din

Gujarta nahin

Har lamha rehti

Badi bekarari

Bina tere ishq ye

Sanwarta nahi

Tera milna is dil mein

Barson baad

Ishq le aaya hai

Ishq le aaya hai

Jab se chehere pe tere

Mujhe pyaar aaya hai

Mujhe pyaar aaya hai

Mujhe pyaar aaya hai

Dhadkano ne meri kahin

Chain na paya hai

Chain na paya hai

Chain na paya hai

Apna to bas hai

Tu hi thikana

Tere siva ab hai

Jaana kahan

Jab jhank kar tum

Dekhoge dil main

Paaoge bas tum

Hamein hi wahan

Tera milna is dil mein

Barson baad

Ishq le aaya hai

Ishq le aaya hai

Jab se chehere pe tere

Mujhe pyaar aaya hai

Mujhe pyaar aaya hai

Mujhe pyaar aaya hai

Dhadkano ne meri kahin

Chain na paya hai

Chain na paya hai

Chain na paya hai

Song Details

Song – Pyaar Aayaa
Singer – Mohammad Faiz
Music – Himesh Reshammiya
Lyrics – Shabbir Ahmed
Album – Himesh Ke Dil Se
Label – Himesh Reshammiya Melodies

Disclaimer:

All Lyrics Published on Lyricspedia are informational and provided for educational purposes only. No representation is made or warranty given as to their content. All lyrics & videos published on Lyricspedia are property and copyright of their respective owners. If you discover any mistake in the lyrics or you have any issue in reading the lyrics then please contact us now.

Follow Us

Categories
Mohammad Faiz

Tere Ho Gaye Lyrics – Mohammad Faiz

Tere Ho Gaye Lyrics - Mohammad Faiz

Tere Ho Gaye Lyrics – Mohammad Faiz, is hindi song sung by Mohammad Faiz from album ‘Tumse Milney Ki Chaahat’. Music of song ‘Tere Ho Gaye’ given by Prini Siddhant Madhav, while lyrics of song ‘Tere Ho Gaye’ written by Sameer Anjaan

Tere Ho Gaye Lyrics

Jabse dekha tujhko

Pehli baar tere ho gaye

Teri yaadon mein jaage

Teri yaadon mein so gaye

Ho jabse dekha tujhko

Pehli baar tere ho gaye

Teri yaadon mein jaage

Teri yaadon mein so gaye

Zindagi ka tere bin

Guzarna ab toh mushkil hai

Meri saari uljhano ka

Ek tu hi hal hai

Teri ore khincha jaaun teri ore ve

Teri ore khincha jaaun teri ore ve

Main teri ore khincha jaaun teri ore ve

Teri aur khincha jaaun teri ore ve

Kis kadar deewana hoon main

Tujhko na khabar koi

Meri beqarariyon ka

Tujh pe na asar koi

Ho kis kadar deewana hoon main

Tujhko na khabar koi

Meri bekarariyon ka

Tujh pe na asar koi

Ab toh mera mujhpe bhi

Na hai koi jor ve

Teri ore khincha jaaun teri ore ve

Teri ore khincha jaaun teri ore ve

Main teri ore khincha jaaun teri ore ve

Teri aur khincha jaaun teri ore ve

Teri kali aankhon ne toh

Jaadu kar diya mujh pe

Apna sab lutane laga

Meri jaan main tujh pe

Ho teri kali aankhon ne toh

Jaadu kar diya mujh pe

Apna sab lutane laga

Meri jaan main tujh pe

Tere dil ki mere dil se

Bandh gayi dor ve

Teri ore khincha jaaun teri ore ve

Teri ore khincha jaaun teri ore ve

Main teri ore khincha jaaun teri ore ve

Teri aur khincha jaaun teri ore ve

Song Details

Song – Tere Ho gaye
Singer – Mohammad Faiz
Music – Prini Siddhant Madhav
Lyrics – Sameer Anjaan
Album – Tumse Milney Ki Chaahat
Label – Himesh Reshammiya Music and Melodies

Disclaimer:

All Lyrics Published on Lyricspedia are informational and provided for educational purposes only. No representation is made or warranty given as to their content. All lyrics & videos published on Lyricspedia are property and copyright of their respective owners. If you discover any mistake in the lyrics or you have any issue in reading the lyrics then please contact us now.

Follow Us

Categories
Mohammad Faiz

Achchaa Hotaa Lyrics – Mohammad Faiz

Achchaa Hotaa Lyrics - Mohammad Faiz
Achchaa Hotaa Lyrics – Mohammad Faiz

Achchaa Hotaa Lyrics – Mohammad Faiz, is hindi song sung by Mohammad Faiz from album ‘Himesh Ke Dil Se’. Music and lyrics of song ‘Achchaa Hotaa’ given by Himesh Reshammiya

Achchaa Hotaa Lyrics

Dooriyon ka mausam saha nahi jaata

Tumhare bina ab raha nahi jaata

Mohabbat rog ban jaaye to

Use bhoolna achha

Mohabbat rog ban jaaye to

Use bhoolna achha

Magar ye mumkin nahi

Haan magar ye mumkin nahi

Agar mumkin hota to achchaa hotaa

Agar mumkin hota to acha hota

Ho..

Hum to samjhe the hum bhool gaye

Hum bhool gaye the unko

Hum to samjhe the hum bhool gaye

Hum bhool gaye the unko

Magar ye mumkin nahi

Haan magar ye mumkin nahi

Agar mumkin hota to acha hotaa

Agar mumkin hota to acha hota

Unse kehna hai tum bewafa ho

Tum bewafa ho yaara

Unse kehna hai tum bewafa ho

Tum bewafa ho yaara

Magar ye mumkin nahi

Haan magar ye mumkin nahi

Agar mumkin hota to acha hotaa

Agar mumkin hota to acha hota

Humne socha tha hum bhi karenge

Hum bhi karenge bewafaai

Humne socha tha hum bhi karenge

Hum bhi karenge bewafaai

Magar ye mumkin nahi

Haan magar ye mumkin nahi

Agar mumkin hota to acha hotaa

Agar mumkin hota to acha hota

Song Details

Song – Achchaa Hotaa