Kya Karte The Saajna Lyrics – Zara Khan, is latest hindi song from movie ‘Shubh Mangal Zyada Saavdhan’ sung by Zara Khan. Music of song ‘Kya Karte The Saajna’ given by Tanishk Bagchi, while lyrics of song ‘Kya Karte The Saajna’ written by Vayu. Video directed by Hitesh Kewalya. Starring Ayushmann Khurrana Gajraj Rao Neena Gupta and Jitendra Kumar.
Kya Karte The Saajna Lyrics
Kya, Kya
Kya Kya..
Kya Karte The
Date Ke Hi Chakkar Mein
Banda Hai Full Lattu
Jaana Tha Japan Magar
Pahuncha Hai Timbuktoo
Kya Kya..
Date Ke Hi Chakkar Mein
Banda Hai Full Lattu
Jaana Tha Japan Magar
Pahuncha Hai Timbuktoo
Le Main Tere Naam Jaan Likha Doon
Kya Kasam Koyi Maar Bhi Khaa Loon
Pyaar Hai Jeevan Mera Kya
Samjaun Main Keh Ke
Kya Kya..
Kya Karte The Saajna
Tum Humse Door Reh Ke
Kya Karte The Saajna
Tum Humse Door Reh Ke
Hum Judai Mein Akele
Chhup Chhup Ke Roya Karte The
Meri Saasein Yun Toh Hain Haq Tere
Par Jaan Hi Le Lenge Shaq Tere
Meri Saasein Yun Toh Hain Haq Tere
Par Jaan Hi Le Lenge Shaq Tere
Dekh Zamana Ye Toh Pyaar Se Jalta Hai
Dil Jalane Wali Chaal Ye Chalta Hai Pyaar Kiya Hai Tujhse
Duniya Bhar Ke Gam Seh Ke
Kya Kya..
Kya Karte The Saajna
Tum Humse Door Reh Ke
Kya Karte The Saajna
Tum Humse Door Reh Ke
Hum Judai Mein Akele
Chhup Chhup Ke Roya Karte The
Kya, Kya
Kya Kya…
Kya Karte The Saa_
Song Details
- Song – Kya Karte The Saajna
- Singer – Zara Khan
- Music – Tanishk Bagchi
- Lyrics – Vayu
- Album – Shubh Mangal Zyada Saavdhan
- Starring – Ayushmann Khurrana, Gajraj Rao, Neena Gupta and Jitendra Kumar
- Director – Hitesh Kewalya
- Label – T-Series