Categories
Ankush Bhardwaj

Tumne Hamein Lyrics – Ankush Bhardwaj

Tumne Hamein Lyrics - Ankush Bhardwaj
Tumne Hamein Lyrics – Ankush Bhardwaj

Tumne Hamein Lyrics – Ankush Bhardwaj, is hindi song sung by Ankush Bhardwaj from album ‘Himesh Ke Dil Se’. Music and lyrics of song ‘Tumne Hamein’ given by Himesh Reshammiya

Tumne Hamein Lyrics

Mohabbat mein tumhari

Har shart mujhe mazoor hai

Par ye manzoor nahi

Ke tu mujhse door hai

Kya hua kis baat par

Tune hamein chhoda

Kya hua kis baat par

Tumne hamein chhoda

Ae saathiya sun

Rabb ne hamein tha joda

Phir bhi tune rishta

Humara kyun toda

Kya hua kis baat par

Tune hamein chhoda

Kya hua kis baat par

Tune hamein chhoda

Har mod par jahan thi khushiya

Yaad aate hai wo din kitne

Jaane kahan kin raahon par

Yoon faasle badh gaye itne

Kya hua kis baat par

Tune hamein chhoda

Kya hua kis baat par

Tune hamein chhoda

Ae saathiya sunn

Rabb ne hamein tha joda

Phir bhi tune rishta

Humara kyun toda

Kya hua kis baat par

Tune hamein chhoda

Kya hua kis baat par

Tune hamein chhoda

Socha na tha aisa hoga par

Kyun ho gaya aisa bantwara

Tumse ummedein thi kitni

Tumse hi to jagg tha saara

Kya hua kis baat par

Tune hamein chhoda

Kya hua kis baat par

Tune hamein chhoda

Ae saathiya sun

Rabb ne hamein tha joda

Phir bhi tune rishta

Humara kyun toda

Kya hua kis baat par

Tune hamein chhoda

Kya hua kis baat par

Tune hamein chhoda

Song Details

Song – Tumne Hamein
Singer – Ankush Bhardwaj
Music – Himesh Reshammiya
Lyrics – Himesh Reshammiya
Album – Himesh Ke Dil Se
Label – Himesh Reshammiya Melodies

Disclaimer:

All Lyrics Published on Lyricspedia are informational and provided for educational purposes only. No representation is made or warranty given as to their content. All lyrics & videos published on Lyricspedia are property and copyright of their respective owners. If you discover any mistake in the lyrics or you have any issue in reading the lyrics then please contact us now.

Follow Us

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *