Categories
Lucky : No Time For Love Sonu Nigam

Sun Zara Lyrics – Lucky | Sonu Nigam

Sun Zara Lyrics - Lucky | Sonu Nigam
Sun Zara Lyrics – Lucky | Sonu Nigam

Sun Zara Lyrics – Lucky | Sonu Nigam, is hindi song sung by Sonu Nigam from movie ‘Lucky’. Music of song ‘Sun Zara’ given by Adnan Sami, while lyrics of song ‘Sun Zara’ written by Sameer. Starring Salman Khan and Sneha Ullal

Sun Zara Lyrics

Sun zara soniye sun zara
Sun zara soniye sun zara
Sun zara soniye sun zara
Sun zara soniye sun zara
Aaj khamoshiyon se aa rahi hai sada
Dhadkanein hai deewani
Dil bhi kutch keh raha hai
Sun zara soniye sun sun sun zara
Sun zara soniye sun zara

Aaj khamoshiyon se
Aa rahi hai sada
Dhadkanein hai deewani
Dil bhi kutch keh raha hai
Sun zara soniye sun sun sun zara
Beetey lamhon ke saaye
Toh bas yahi tham gaye hai
Yaad mujhe aaye teri baatein
Palkon ki surkh chadar
Pe ask bhi jam gaye hai
Teri ankhon se na
Hatti aankhein
Bebasi ka hai aalam kya
Karoo main bata
Dhadkanein hai deewani
Dil bhi kutch keh raha hai
Sun zara soniye sun zara
Sun zara soniye sun zara

Aaj khamoshiyon se
Aa rahi hai sada
Dhadkanein hai deewani
Dil bhi kutch keh raha hai
Sun zara soniye sun zara
Sun zara soniye sun zara
Choom ke apne hoton se
Tere gam ko chura loo
Laake tujhe de doo
Khushiyan sari

Apni har beqarari ko
Seene main hi chupa lu
Meri chahtein jaye tujhpe wari
Sehme sehme labon mein
Ghul gayi hai dua
Dhadkanein hai deewani
Dil bhi kutch keh raha hai
Sun zara soniye sun zara
Sun zara soniye sun zara

Aaj khamoshiyon se
Aa rahi hai sada
Dhadkanein hai deewani
Dil bhi kutch keh raha hai
Sun zara soniye sun zara
Sun zara soniye sun zara
Sun zara soniye sun zara.
Sun zara soniye sun zara.

Song Details

Song – Sun Zara
Singer – Sonu Nigam
Music – Adnan Sami
Lyrics – Sameer
Album – Lucky : No Time For Love
Label – T-Series

Watch ‘ Sun Zara ‘ Music Video

Get Exciting Offer On Customised T-SHIRTS For Order Visit – @noddyme

Follow Us

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *