Rang Dariya Lyrics – Chehra | Yasser Desai, is latest hindi song sung by Yasser Desai from movie ‘Chehra’. Music of song ‘Rang Dariya’ given by Gourov Dasgupta, while lyrics of song ‘Rang Dariya’ written by Farhan Memon. Starring Emran Hashmi, Krystle D’Souza and Amitabh Bachchan
Rang Dariya Lyrics
Yaara Mujhe Tu Aise Aa Mila
Jaise Qaafir Ko Milta Hai Khuda
Karun Laakh Baari Tera Shukriya
Bin Maange Tune Itna De Diya
Mera Saafina Paar Laga De
Ya Tu Mita De Ya Tu Bana De Koi Zariya
Rang Dariya Rang Dariya
Teri Aankhon Ka Ye Rang Dariya
Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya
Main Bandeya Jaaun Rangeya
Main Bandeya Jaaun Rangeya
Beparwah Gir Jaaye Dariya
Rang Dariya Rang Dariya
Teri Aankhon Ka Ye Rang Dariya
Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya
Chehron Ki Bheed Mein
Tu Pasand Aa Gaya
Meri Nazar Mein Teri
Tasveer Rehti Hai
Hua Main Ameer Paa Ke
Teri Dil Dariyan
Sun Ye Mere Khwabon Ki
Tabeer Kehti Hai
Hona Kabhi Tu Mujhse Juda Na
Chahe Khudayaa Chahe Khafa Ho
Saari Duniya
Rang Dariya Rang Dariya
Teri Aankhon Ka Ye Rang Dariya
Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya
Rang Dariya Rang Dariya
Teri Aankhon Ka Ye Rang Dariya
Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya
Rang Dariya Rang Dariya
Teri Aankhon Ka Ye Rang Dariya
Sufiyana Ishq Ka Rang Dariya
Song Details
Song – Rang Dariya | |
Singer – Yasser Desai | |
Music – Gourov Dasgupta | |
Lyrics – Farhan Memon | |
Album – Chehra | |
Label – Zee Music Company |