Mat Aazma Re Lyrics – Murder 3, is latest hindi song sung by K K from movie ‘Murder 3’. Music of song ‘Mat Aazma Re ‘ given by Pritam Chakraborty, while lyrics of song ‘Mat Aazma Re’ written by Sayeed Quadri. Starring Randeep Hooda, Aditi Rao Hydari and Sara Loren
Mat Aazma Re Lyrics
Mat Azma re
Phir se bula re
Apna bana le hoon beqaraar
Tujhko hi chaha dil hai ye karta
Haan betahasa tujhse hi pyaar
Hasratein baar baar
Baar baar yaar ki karo
Khwaishein baar baar
Baar baar yaar ki karo
Chahatein baar baar
Baar baar yaar ki karo
Mannatein baar baar
Baar baar yaar ki karo
Hum zaar zaar rote hain
Khud se khafa bhi hote hain
Hum ye pehle kyun na
Samjhe tum fakht mere
Dil ka qaraar khote hain
Kahaan chain se bhi sote hain
Humne dil mein kyun bichaaye
Shaq ye gehre
Hasratein baar baar
Baar baar yaar ki karo
Khwaishein baar baar
Baar baar yaar ki karo
Chahatein baar baar
Baar baar yaar ki karo
Mannatein baar baar
Baar baar yaar ki karo
Tere hi khwaab dekhna
Teri hi raah taakna
Tere hi vaaste hi hai meri har wafa
Teri hi baat sochna
Teri hi yaad odhna
Tere hi vaaste hai meri har dua
Tera hi saath mangna
Teri hi baah thaamna
Mujhe jaana nahi kahin tere bina
Tu mujhse phir na ruthna
Kabhi kahin na chutna
Mera koi nahi yahaan tere siva
Hasratein baar baar
Baar baar yaar ki karo
Khwaishein baar baar
Baar baar yaar ki karo
Chahatein baar baar
Baar baar yaar ki karo
Mannatein baar baar
Baar baar yaar ki karo
Song Details
Song – Mat Aazma Re | |
Singer – K K | |
Music – Pritam Chakraborty | |
Lyrics – Sayeed Quadri | |
Album – Murder 3 | |
Label – Sony Music India |