Categories
Veer - Zaara

Main Yahaan Hoon Lyrics – Veer – Zaara

Main Yahaan Hoon Lyrics - Veer - Zaara
Main Yahaan Hoon Lyrics – Veer – Zaara

Main Yahaan Hoon Lyrics – Veer – Zaara, is hindi song sung by Udit Narayan from movie ‘Veer – Zaara’. Music of song ‘Main Yahaan Hoon’ given by Madan Mohan, while lyrics of song ‘Main Yahaan Hoon’ written by Javed Akhtar. Starring Shahrukh Khan and Preity Zinta

Main Yahaan Hoon Lyrics

Jaanam dekh lo mit gayi dooriyan
Main yahaan hoon, yahaan hoon
Yahaan hoon, yahaan x (3)
Kaisi sarhadein, kaisi majbooriyan
Main yahaan hoon, yahaan hoon
Yahaan hoon, yahaan
Tum chhupa na sakogi main woh raaz hoon
Tum bhula na sakogi woh andaz hoon

Goonjta hoon jo dil mein to hairan ho kyon
Main tumhare hi dil ki to awaz hoon
Sun sako to suno dhadkanon ki zuban
Main yahaan hoon, yahaan hoon
Yahaan hoon, yahaan
Kaisi sarhadein, kaisi majbooriyan
Main yahaan hoon, yahaan hoon
Yahaan hoon, yahaan

Main hi main ab tumhare khayalon mein hoon
Main jawabon mein hoon
Main sawalon mein hoon
Main tumhare har ek khwaab mein hoon basa
Main tumhari nazar ke ujaalon mein hoon
Dekhti ho mujhe dekhti ho jahaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon
Yahaan hoon, yahaan

Jaanam dekh lo mit gayi dooriyan
Main yahaan hoon, yahaan hoon
Yahaan hoon, yahaan
Kaisi sarhadein, kaisi majbooriyan
Main yahaan hoon, yahaan hoon
Yahaan hoon, yahaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon
Yahaan hoon, yahaan

Song Details

Song – Main Yahaan Hoon
Singer – Udit Narayan
Music – Madan Mohan
Lyrics – Javed Akhtar
Album – Veer – Zaara
Label – YRF

Watch ‘ Main Yahaan Hoon ‘ Music Video

Get Exciting Offer On Customised T-SHIRTS For Order Visit – @noddyme

Follow Us

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *