Khumariyaan Lyrics – Raj Barman | Samira Koppikar, is latest hindi song sung by Raj Barman and Samira Koppikar. Music and lyrics of song ‘Khumariyaan’ given by Samira Koppikar. Music video directed by Vishal Pandya. Starring Paras Kalnawat and Onima Kashyap
Khumariyaan Lyrics
Haan..aaaa…
Haan..aaaa…
Shayaraana hai aaj mausam pehli dafa
Lag rahe hai lamhe resham pehli dafa
Shayaraana hai aaj mausam pehli dafa
Lag rahe hai lamhe resham pehli dafa
Ho rahi hai halki halki jo chubhan
Ismein raahat ab na paaye kaise koi
Khumariyaan, khumariyaan teri
Khul rahi hai jahan mein khumariyaan
Khumariyaan, khumariyaan teri
Khul rahi hai jahan mein khumariyaan
Gine chune yeh pal jo bune
Wo dooriyon ke daayere mein kho na jaaye
Dhua, dhua nazdeekiyan
Inhe chhupa lo yeh kahi gum ho jaaye
Teri khahishon ki boondo se saji
Meri dhadkano ki waadiyaan
Khumariyaan, khumariyaan teri
Khul rahi hai jahan mein khumariyaan
Khumariyaan, khumariyaan teri
Khul rahi hai jahan mein khumariyaan
Haan..aaaa…
Haan..aaaa…
Song Details
Song – Khumariyaan | |
Singer – Raj Barman and Samira Koppikar | |
Music – Samira Koppikar | |
Lyrics – Samira Koppikar | |
Video – Vishal Pandya | |
Label – Zee Music Company |