Kashmakash Lyrics – Antara Mitra ft. Mohammed Irfan, is latest hindi song sung by Antara Mitra and Mohammed Irfan from album ‘Roposo Jamroom’. Music of song ‘Kashmakash’ given by Swastika – Sagnik, while lyrics of song ‘Kashmakash’ written by Shloke Lal
Kashmakash Lyrics
Sang tere jo shaam hai
Usme hi aaraam hai
Haan sang tere jo shaam hai
Usme hi aaraam hai
Par bediyan jo hain chuni
Yeh tod doon ya ke nahi
Kashmakash ki yeh intehaan hai
Kashmakash yeh kyun khamakhaan hai
Uljha hoon main uljhi hai tu
Uljha hoon main uljhi hai tu
Kashmakash ki yeh intehaan hai
Kashmakash yeh kyun khamakhaan hai
Uljha hoon main uljhi hai tu
Uljha hoon main uljhi hai tu
Jo din mile sang mein tere
Uss din ko main jaane doon na
Jo din mile sang mein tere
Uss din ko main jaane doon na
Jaane doon na
Hai berukhi haal-e-jiya
Armaan yahi hai pa le piya
Par bediyan jo hain chuni
Yeh tod doon ya ke nahi
Kashmakash ki hain jo deewarein
Kyun na dono unhein gira dein
Taa-umr woh ho rubaru
Taa-umr woh ho rubaru
Kashmakash ki hain jo deewarein
Kyun na dono unhein gira dein
Taa-umr woh ho rubaru
Taa-umr woh ho rubaru
Song Details
Song – Kashmakash | ||
Singer – Antara Mitra and Mohammed Irfan | ||
Music – Swastika – Sagnik | ||
Lyrics – Shloke Lal | ||
Label – Sony Music India |