Kar Har Maidaan Fateh Lyrics – Sanju, is hindi song sung by Sukhwinder Singh and Shreya Ghoshal from movie ‘Sanju’. Music of song ‘Kar Har Maidaan Fateh’ given by Vikram Montrose, while lyrics of song ‘Kar Har Maidaan Fateh’ written by Shekhar Astitwa
Kar Har Maidaan Fateh Lyrics
Pighlaa de zanjeerein
banaa unki shamsheerein
kar har maidan fateh
o bandeya
kar har maidan fateh
ghayal parinda hai tu
dikhla de zinda hai tu
baaki hai tujhme hausla
tere junoon ke aage
ambar panahe maange
kar dale tu jo faisla..
ruthi taqdeerein toh kya
tooti shamsheerein toh kya
tooti shamsheeron se hi ho..
kar har maidan fateh
kar har maidan fateh
kar har maidan fateh
re bandeya
har maidaan fateh
kar har maidan fateh
kar har maidan fateh
kar har maidan fateh re bandeya
har maidaan fateh
in gardishon ke badalon pe chadh ke
waqt ka giraban pakad ke
puchna hai jeet ka pata jeet ka pata..
inn mutthiyon mein chand taare
bhar ke aasman ki hadh se guzar ke
ho ja tu bheed se juda bheed se juda bheed se juda kehne ko zarra hai tu
loha ka charra hai tu
tooti shamsheeron se hi ho…
(kar har maidan fateh kar har maidan fateh kar har maidaan fateh re bandeya har maidaan fateh) x 3
teri koshishein hi
kamyaab hongi jab teri ye zidd
aag hogi phoonk de naumeediyan, naumeediyan
tere piche piche raaste ye chal ke
baahon ke nishaanon mein dhal ke dhoondh lenge apna aashiyan apna aashiyan, apna aashiyan..
lamhon se aankh mila ke
rakh de jee jaan lada ke tooti shamsheeron se hi ho..
kar har maidan,
har maidan har maidan..
har maidan..
(kar har maidan fateh kar har maidan fateh kar har maidan fateh o bandeya har maidaan fateh) x 3
kar har maidan fateh
re bandeya har maidan fateh..
Song Details
Song – Kar Har Maidaan Fateh | ||
Singer – Sukhwinder Singh and Shreya Ghoshal | ||
Music – Vikram Montrose | ||
Lyrics – Shekhar Astitwa | ||
Album – Sanju | ||
Label – T-Series |