Categories
Jubin Nautiyal

Kali Kali Zulfon Ke Lyrics – Jubin Nautiyal

Kali Kali Zulfon Ke Lyrics - Jubin Nautiyal

Kali Kali Zulfon Ke Lyrics – Jubin Nautiyal, is hindi song sung by Jubin Nautiyal and Rochak Kohli. Music of song ‘Kali Kali Zulfon Ke’ given by Rochak Kohli, while lyrics of song ‘Kali Kali Zulfon Ke’ written by Gurpreet Saini. Starring Adah Sharma and Abhishek Singh

Kali Kali Zulfon Ke Lyrics

kehar jo hain dhaa rahe dilon pe aaj kal,

rehte ho suna hai baadlon pe aaj kal,

kya gajab ho dhaa rahe dilon pe aaj kal,

rehte ho suna hai baadlon pe aaj kal,

yu nazrein ikhaa karke kya chahte ho,

hamein tu tabah karke kya chahte ho,

yu rafta rafta aankhon se,

yu chori chori ankhon se jaan na nikalo,

hamein zinda rehne do,

hamein zinda rehne do,

ae husan walo,

kali kali zulfon ke fande na dalo,

kali kali zulfon ke fande na dalo,

hamein zinda rehne do,

ae husan walo,

na chedo hamein hum staye huye hain,

na chedo hamein hum staye huye hain,

bahut zakhm seene pe khaye huye hain,

sitamghar ho tu khub pehchante hain,

tumhari ada ko hum jaante hain,

dgaabaaz ho tum sitam dhaane wale,

farebe mohabbat mein uljhane wale,

yeh rangeen kahani tumhi ko mubarak,

tumhari jawani tumhi ko mubarak,

hmari taraf se yeh,

hmari taraf se yeh nigahein hata lo,

hamein zinda rehne do,

ae husan walo,

kali kali zulfon ke fande na dalo,

kali kali zulfon ke fande na dalo,

hamein zinda rehne do,

ae husan walo.

Song Detailsy

Song – Kali Kali Zulfon Ke
Singer – Jubin Nautiyal and Rochak Kohli
Music – Rochak Kohli
Lyrics – Gurpreet Saini
Label – T-Series

Disclaimer:

All Lyrics Published on Lyricspedia are informational and provided for educational purposes only. No representation is made or warranty given as to their content. All lyrics & videos published on Lyricspedia are property and copyright of their respective owners. If you discover any mistake in the lyrics or you have any issue in reading the lyrics then please contact us now.

Follow Us

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *