Categories
Hansraj Raghuwanshi Hanuman Bhajan

Jai Hanuman Lyrics – Hansraj Raghuvanshi

Jai Hanuman Lyrics - Hansraj Raghuvanshi
Jai Hanuman Lyrics – Hansraj Raghuvanshi

Jai Hanuman Lyrics – Hansraj Raghuvanshi, is hindi Hanuman Bhajan sung by Hansraj Raghuvanshi. Music and lyrics of song ‘Jai Hanuman’ given by Ricky T GiftRuler

Jai Hanuman Lyrics

Jai Hanuman Jai Hanuman
Jai Hanuman Jai Hanuman
Bhakt Na Hanumat Koi
Tujhsa Hai Dekha
Teri Na Koi Tulna
Shish Nawaye
Shree Ram Ke Charno Mein
Jiska Hai Koi Mool Na
Siya Ram Ki Ke Kaaj Saware
Shree Lakshman Ji Ki Ke Pran Ubaare,
Jo Lanka Ko Ek Shan Mein Jalaye
Wo Hai Mere Hanuman

Jai Hanuman Jai Hanuman
Jai Hanuman Jai Hanuman
Tujhsa Na Hai Koi Jag Mein
Sarv Shaktiman
Jai Hanuman Jai Hanuman
Jai Hanuman Jai Hanuman
Tujhsa Na Hai Koi Jag Mein
Sarv Shaktiman

Kesari Nandan Hee Dukh Bhanjan
Tore Bina Na Mora Koi Sahara,
Naiya Hai Bajarangi Mori Haath Tumhare
Dikhlaao Mohe Ik Paar Kinaara
Asur Dal Ko Maar Girave
Seene Mein Siya Ram Dikhave
Maata Anjani Ke Hai Ye Laal

Jo Nigal Suraj Ko Jaave
Panch Mukhi Avatar Dikhave
Haath Mein Parvat Ko Le Aave
Wo Hai Mere Hanuman
Jai Hanuman Jai Hanuman
Jai Hanuman Jai Hanuman
Tujhsa Na Hai Koi Jag Mein
Sarv Shaktiman

Jai Hanuman Jai Hanuman
Jai Hanuman Jai Hanuman
Tujhsa Na Hai Koi Jag Mein
Sarv Shaktiman..
Sukshma Roop Dhare
Har Mushkil Ko Hal Kare
Main Kasht Mein Hota Hoon
Tu Kasht Sanhar Kare

Jab Bhi Duniya Thukarave
Tuhi Swikar Kare,
Dev Balihaari Shankar Avatari
Mujh Par Rakhna Ehsaan
Siya Ram Ki Ke Kaaj Saware
Shree Lakshman Ji Ki Ke Pran Ubaare
Jo Lanka Ko Ek Shan Mein Jalaye
Wo Hai Mere Hanuman

Jai Hanuman Jai Hanuman
Jai Hanuman Jai Hanuman
Tujhsa Na Hai Koi Jag Mein
Sarv Shaktiman
Jai Hanuman Jai Hanuman
Jai Hanuman Jai Hanuman
Tujhsa Na Hai Koi Jag Mein
Sarv Shaktiman.

Song Details

Song – Jai Hanuman
Singer – Hansraj Raghuvanshi
Music – Ricky T GiftRuler
Lyrics – Ricky T GiftRuler
Label – Hansraj Raghuvanshi

Watch ‘ Jai Hanuman ‘ Music Video

Get Exciting Offer On Customised T-SHIRTS For Order Visit – @noddyme

Follow Us

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *