Categories
Shree Ram Bhajan

Dena Ho To Dijiye Janm Janm Ka Saath Lyrics

Dena Ho To Dijiye Janm Janm Ka Saath Lyrics
Dena Ho To Dijiye Janm Janm Ka Saath Lyrics

Dena Ho To Dijiye Janm Janm Ka Saath Lyrics, is hindi Bhajan sung by Mukesh Bagda. Music of song ‘Dena Ho To Dijiye Janm Janm Ka Saath’ given by Jai Shankar Choudhary, while lyrics of song ‘Dena Ho To Dijiye Janm Janm Ka Saath’ written by Dinesh

Dena Ho To Dijiye Janm Janm Ka Saath Lyrics

Dena ho to dijiye janam janam ka sath ।
Ab to kripa kar dijiye, janam janam ka sath ।
Mere sar par rakh banwari apne donon yah hath ॥
Dene wale shyam prabhu se dhan aur daulat kya mange ।
Shyam prabhu se mange to phir naam aur ijzat kya mange ।
Mere jeevan mein ab kar de tu kripa ki barsat ॥
Shyam tere charanon ki dhooli dhan daulat se mahangi hai ।

Ek nazar kripa ki baba naam ijzat se mahangi hai ।
Mere dil ki tammana yahi hai, karoon seva teri din raat ॥
Jhulas rahen hai gam ki dhup mein, pyar ki chhiya kar de tu ।
Bin maajhee ke naav chale na, ab patavaar pakad le tu ।
Mera rasta raushan kar de, chhayi andhiari raat ॥
Suna hai hamne sharanagat ko apne gale lagate ho ।
Aisa hamne kya manga jo dene se ghabrate ho ।
Chahe jaise rakh banwari, bas hoti rahe mulakat ॥

Song Details

Song – Dena Ho To Dijiye Janm Janm Ka Saath
Singer – Mukesh Bagda
Music – Jai Shankar Choudhary
Lyrics – Dinesh
Label – Yuki Music

Watch ‘ Dena Ho To Dijiye Janm Janm Ka Saath ‘ Music Video

Get Exciting Offer On Customised T-SHIRTS For Order Visit – @noddyme

Follow Us

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

%d