Chaand Raaton Meinn 2.0 Lyrics – Amarjeet Jaikar, is hindi song sung by Amarjeet Jaikar from album ‘Himesh Ke Dil Se’. Music and lyrics of ‘Chaand Raaton Meinn 2.0’ given by Himesh Reshammiya
Chaand Raaton Meinn 2.0 Lyrics
Chaand raat aayi hai
Bepanah mohabbat layi hai
Chaand raaton mein
Aaja meri gali ek baar
Sahi jaaye na yaara judaaiya
Sahi jaaye na yaara judaaiya
Dil deke dard liya hai
Raat aur din tujhe jiya hai
Chaand raaton mein
Aaja meri gali ek baar
Sahi jaaye na yaara judaiya
Sahi jaaye na yaara judaiya
Wo pehli pehli mulaqaat apni
Bhulegi na mujhko wo ek baat apni
Jab tune mujhse dabe labzon
Mein hi magar izhaar kiya tha
Chaand raaton mein
Aaja meri gali ek baar
Sahi jaaye na yaara judaiya
Sahi jaaye na yaara judaiya
Dil deke dard liya hai
Raat aur din tujhe jiya hai
Chaand raaton mein
Aaja meri gali ek baar
Sahi jaaye na yaara judaiya
Sahi jaaye na yaara judaiya
Tu hai patang aur main aasmaa tera
Tu heer meri aur main ranjhana tera
Aaja tu aaja meri jaanejana
Main hi to hoon jahaan tera
Chaand raaton mein
Aaja meri gali ek baar
Sahi jaaye na yaara judaiya
Sahi jaaye na yaara judaiya
Dil deke dard liya hai
Raat aur din tujhe jiya hai
Chaand raaton mein
Aaja meri gali ek baar
Sahi jaaye na yaara judaiya
Sahi jaaye na yaara judaiya
Song Details
Song – Chaand Raaton Meinn 2.0 | ||
Singer – Amarjeet Jaikar | ||
Music – Himesh Reshammiya | ||
Lyrics – Himesh Reshammiya | ||
Album – Himesh Ke Dil Se | ||
Label – Himesh Reshammiya Melodies |
Disclaimer:
All Lyrics Published on Lyricspedia are informational and provided for educational purposes only. No representation is made or warranty given as to their content. All lyrics & videos published on Lyricspedia are property and copyright of their respective owners. If you discover any mistake in the lyrics or you have any issue in reading the lyrics then please contact us now.