Categories
Shree Ram Bhajan Sonu Nigam

Sukh Ke Sab Saathi Lyrics

Sukh Ke Sab Saathi Lyrics - Sonu Nigam
Sukh Ke Sab Saathi Lyrics

Sukh Ke Sab Saathi Lyrics, is hindi Shri Ram Bhajan sung by Mohammad Rafi from movie ‘Gopi’. Music of song ‘Sukh Ke Sab Saathi’ given by Kalyanji Anandji, while lyrics of song ‘Sukh Ke Sab Saathi’ written by Rajendra Krishan

Sukh Ke Sab Saathi Lyrics

Sukh Ke Sab Saathi,
Dukh Mein Na Koi,
Mere Raam, Mere Raam,
Tera Naam Ek Saancha,
Duja Na Koy,
Sukh Ke Sab Saathi,
Dukh Mein Na Koi.

Jivan Aani, Jaani Chhaanya,
Jivan Aani, Jaani Chhaanya,
Jhuthi Maaya, Jhuthi Kaaya,
Phir Kaahe Ko Saari Umariyaan,
Phir Kaahe Ko Saari Umariya
Paap Ki Gathari Dhoi,
Sukh Ke Sab Saathi,
Dukh Mein Na Koi.
Mere Raam, Mere Raam,

Na Kuchh Tera, Na Kuchh Mera,
Na Kuchh Tera, Na Kuchh Mera,
Ye Jag Jogivaala Phera,
Raaja Ho Ya Rank Sabhi Ka,
Raaja Ho Ya Rank Sabhi Ka,
Ant Ek Sa Hoi,
Sukh Ke Sab Saathi,
Dukh Mein Na Koi.
Mere Raam, Mere Raam,

Baahar Ki Tu, Maanti Phaanke,
Man Ke Bhitar Kyon Na Jhaanke,
Ujale Tan Par Maan Kiya,
Aur Man Ki Mail,na Dhoi,
Sukh Ke Sab Saathi,
Dukh Mein Na Koi.
Mere Raam, Mere Raam,

Sukh Ke Sab Saathi,
Dukh Mein Na Koi,
Mere Raam, Mere Raam,
Tera Naam Ek Saancha,
Duja Na Koy,
Sukh Ke Sab Saathi,
Dukh Mein Na Koi.

Song Details

Song – Sukh Ke Sab Saathi
Singer – Mohammad Rafi
Music – Kalyanji Anandji
Lyrics – Rajender Krishan
Album – Gopi
Label – Saregama

Watch ‘ Sukh Ke Sab Saathi ‘ Music Video

Get Exciting Offer On Customised T-SHIRTS For Order Visit – @noddyme

Follow Us

Categories
Shree Ram Bhajan

अवध में राम आये है (Avadh Mein Ram Aaye Hai) Lyrics

अवध में राम आये है (Avadh Mein Ram Aaye Hai) Lyrics
अवध में राम आये है (Avadh Mein Ram Aaye Hai) Lyrics

अवध में राम आये है (Avadh Mein Ram Aaye Hai) Lyrics, is hindi Ram Bhajan sung by Jaya Kishori

अवध में राम आये है (Avadh Mein Ram Aaye Hai) Lyrics

Saja Do Ghar Ko Gulshan Sa
Avadh Mein Ram Aaye Hain
(Saja Do Ghar Ko Gulshan Sa
Avadh Mein Ram Aaye Hain)
Avadh Mein Ram Aaye Hain
Mere Sarkar Aaye Hain
(Avadh Mein Ram Aaye Hain
Mere Sarkar Aaye Hain)
Mere Sarkar Aaye Hain
Lage Kutiya Bhi Dulhan Si
Lage Kutiya Bhi Dulhan Si
Avadh Mein Ram Aaye Hain
(Saja Do Ghar Ko Gulshan Sa
Avadh Mein Ram Aaye Hain)

Pakharo Inke Charno Ko
Baha Kar Prem Ki Ganga
(Pakharo Inke Charno Ko
Baha Kar Prem Ki Ganga)
Pakharo Inke Charno Ko
Baha Kar Prem Ki Ganga
(Pakharo Inke Charno Ko
Baha Kar Prem Ki Ganga)
Baha Kar Prem Ki Ganga
Bichha Do Apni Palkon Ko
Bichha Do Apni Palkon Ko
Avadh Mein Ram Aaye Hain
Saja Do Ghar Ko Gulshan Sa
Avadh Mein Ram Aaye Hain

Teri Aahat Se Hain Wakif
Nahi Chehare Ki Hai Darkaar
(Teri Aahat Se Hain Wakif
Nahi Chehare Ki Hai Darkaar)
Bina Dekhe Hi Kah Denge
Lo Aa Gaye Hain Mere Sarkar
(Bina Dekhe Hi Kah Denge
Lo Aa Gaye Hain Mere Sarkar)
Lo Aa Gaye Hain Mere Sarkar

Duaaon Ka Hua Hai Asar
Duaaon Ka Hua Hai Asar
Avadh Mein Ram Aaye Hain
Saja Do Ghar Ko Gulshan Sa
Avadh Mein Ram Aaye Hain
Avadh Mein Ram Aaye Hain
Mere Sarkar Aaye Hain
(Avadh Mein Ram Aaye Hain
Mere Sarkar Aaye Hain)
Mere Sarkar Aaye Hain

Lage Kutiya Bhi Dulhan Si
Lage Kutiya Bhi Dulhan Si
Avadh Mein Ram Aaye Hain
(Saja Do Ghar Ko Gulshan Sa
Avadh Mein Ram Aaye Hain
Avadh Mein Ram Aaye Hain
Mere Sarkar Aaye Hain
Avadh Mein Ram Aaye Hain)

Watch ‘ अवध में राम आये है (Avadh Mein Ram Aaye Hai) ‘ Music Video

Get Exciting Offer On Customised T-SHIRTS For Order Visit – @noddyme

Follow Us

Categories
Alka Yagnik Shree Ram Bhajan

Diya Jalao Ram Naam Ka Lyrics – Alka Yagnik

Diya Jalao Ram Naam Ka Lyrics - Alka Yagnik
Diya Jalao Ram Naam Ka Lyrics – Alka Yagnik

Diya Jalao Ram Naam Ka Lyrics – Alka Yagnik, is latest hindi Bhajan sung by Alka Yagnik. Music of song ‘Diya Jalao Ram Naam Ka’ given by Arko, while lyrics of song ‘Diya Jalao Ram Naam Ka’ written by Rashmi Virag. Starring Bhagyashree

Diya Jalao Ram Naam Ka Lyrics

Diya Jalao, Diya Jalao
Diya Jalao, Diya Jalao
Ram Naam Ka Diya Jalao
Jag Roshan Ho Saara
Ram Siya Sang Ghar Aayenge
Ram Siya Sang Ghar Aayenge
Kasht Mitega Saara

Diya Jalao, Diya Jalao
Diya Jalao, Diya Jalao
Ram Naam Ka Diya Jalao
Jag Roshan Ho Saara
Ram Hai Jiske Hriday Mein Rehte
Wo Hi Paar Lagega
Ram Hai Jiske Hriday Mein Rehte
Wo Hi Paar Lagega

Bhavsaagar Mein Raam Naam Ka
Patthar Bhi Tairega
Diya Jalao, Diya Jalao
Diya Jalao, Diya Jalao
Ram Naam Ka Diya Jalao
Jag Roshan Ho Saara

Ram Ke Jaisa Koi Na Duja
Ram Hi To Udaharan
Ram Ke Jaisa Koi Na Duja
Ram Hi To Udaharan
Raam Hi Karte Sab Kuch Jag Mein
Ram Hi Hain Sab Karan

Diya Jalao, Diya Jalao
Diya Jalao, Diya Jalao
Ram Naam Ka Diya Jalao
Jag Roshan Ho Saara
Ram Siya Sang Ghar Aayenge
Ram Siya Sang Ghar Aayenge
Kasht Mitega Saara.

Song Details

Song – Diya Jalao Ram Naam Ka
Singer – Alka Yagnik
Music – Arko
Lyrics – Rashmi Virag
Label – Zee Music Company

Watch ‘ Diya Jalao Ram Naam Ka ‘ Music Video

Get Exciting Offer On Customised T-SHIRTS For Order Visit – @noddyme

Follow Us

Categories
Shree Ram Bhajan

Shree Ramchandra Kripalu Bhajman Lyrics

Shree Ramchandra Kripalu Bhajman Lyrics
Shree Ramchandra Kripalu Bhajman Lyrics

Shree Ramchandra Kripalu Bhajman Lyrics, is an aarti that glorifies Lord Rama sung by Suresh Wadkar. ‘Shree Ramchandra Kripalu Bhajman’ aarti written by Sri Goswami Tulsidas

Shree Ramchandra Kripalu Bhajman Lyrics

Shri Ramachandra Kripalu Bhajman
Harana Bhavabhaya Daarunam ।
Navakanja Lochana Kanja Mukhakara,
Kanja Pada Kanjaarunam ॥ 1 ॥
Kandarpa Aganita Amita Chhav Nava,
Neela Neerara Sundaram ।
Patapita Maanahum Tadita Ruchi Shuchi,
Navmi Janaka Sutaavaram ॥ 2 ॥

Bhaju Deena Bandhu Dinesh Daanav,
Daityavansha Nikandanam ।
Raghunanda Aananda Kanda Kaushala,
Chanda Dasharatha Nandanam ॥ 3 ॥
Sira Mukuta Kundala Tilaka Chaaru,
Udaaru Anga Vibhooshanam ।
Aajaanu Bhuja Shara Chaapadhara,
Sangraama-jita-khara Dooshanam ॥ 4 ॥

Iti Vadati Tulsidas Shankar,
Shesha Muni Manaranjanam ।
Mama Hridayakanja Nivaas Kuru,
Kaamaadi Khaladal Ganjanam ॥ 5 ॥
Manu Jaahin Raacheu Milihi so Baru,
Sahaja Sundara Saanvaro ।
Karuna Nidhaan Sujaan Seelu,
Sanehu Jaanat Raavaro ॥ 6 ॥

Ehi Bhaanti Gauri Asees Suni Siya,
Sahita Hiyan Harashi Ali ।
Tulsi Bhavaanihi Pooji Puni Puni,
Mudit Man Mandir Chalee ॥ 7 ॥
॥ Sortha ॥
Jaani Gauri Anukool,
Siya Hiya Harashu Na Jaye Kaheen ।
Manjula Mangala Moola,
Bam Anga Pharkana Lage ॥ 8 ॥

Song Details

Song – Shree Ramchandra Kripalu Bhajman
Singer – Suresh Wadkar
Lyrics – Shri Goswami Tulsidas
Label – T-Series

Watch ‘ Shree Ramchandra Kripalu ‘ Music Video

Get Exciting Offer On Customised T-SHIRTS For Order Visit – @noddyme

Follow Us