Categories
Shree Ram Bhajan

अवध में राम आये है (Avadh Mein Ram Aaye Hai) Lyrics

अवध में राम आये है (Avadh Mein Ram Aaye Hai) Lyrics
अवध में राम आये है (Avadh Mein Ram Aaye Hai) Lyrics

अवध में राम आये है (Avadh Mein Ram Aaye Hai) Lyrics, is hindi Ram Bhajan sung by Jaya Kishori

अवध में राम आये है (Avadh Mein Ram Aaye Hai) Lyrics

Saja Do Ghar Ko Gulshan Sa
Avadh Mein Ram Aaye Hain
(Saja Do Ghar Ko Gulshan Sa
Avadh Mein Ram Aaye Hain)
Avadh Mein Ram Aaye Hain
Mere Sarkar Aaye Hain
(Avadh Mein Ram Aaye Hain
Mere Sarkar Aaye Hain)
Mere Sarkar Aaye Hain
Lage Kutiya Bhi Dulhan Si
Lage Kutiya Bhi Dulhan Si
Avadh Mein Ram Aaye Hain
(Saja Do Ghar Ko Gulshan Sa
Avadh Mein Ram Aaye Hain)

Pakharo Inke Charno Ko
Baha Kar Prem Ki Ganga
(Pakharo Inke Charno Ko
Baha Kar Prem Ki Ganga)
Pakharo Inke Charno Ko
Baha Kar Prem Ki Ganga
(Pakharo Inke Charno Ko
Baha Kar Prem Ki Ganga)
Baha Kar Prem Ki Ganga
Bichha Do Apni Palkon Ko
Bichha Do Apni Palkon Ko
Avadh Mein Ram Aaye Hain
Saja Do Ghar Ko Gulshan Sa
Avadh Mein Ram Aaye Hain

Teri Aahat Se Hain Wakif
Nahi Chehare Ki Hai Darkaar
(Teri Aahat Se Hain Wakif
Nahi Chehare Ki Hai Darkaar)
Bina Dekhe Hi Kah Denge
Lo Aa Gaye Hain Mere Sarkar
(Bina Dekhe Hi Kah Denge
Lo Aa Gaye Hain Mere Sarkar)
Lo Aa Gaye Hain Mere Sarkar

Duaaon Ka Hua Hai Asar
Duaaon Ka Hua Hai Asar
Avadh Mein Ram Aaye Hain
Saja Do Ghar Ko Gulshan Sa
Avadh Mein Ram Aaye Hain
Avadh Mein Ram Aaye Hain
Mere Sarkar Aaye Hain
(Avadh Mein Ram Aaye Hain
Mere Sarkar Aaye Hain)
Mere Sarkar Aaye Hain

Lage Kutiya Bhi Dulhan Si
Lage Kutiya Bhi Dulhan Si
Avadh Mein Ram Aaye Hain
(Saja Do Ghar Ko Gulshan Sa
Avadh Mein Ram Aaye Hain
Avadh Mein Ram Aaye Hain
Mere Sarkar Aaye Hain
Avadh Mein Ram Aaye Hain)

Watch ‘ अवध में राम आये है (Avadh Mein Ram Aaye Hai) ‘ Music Video

Get Exciting Offer On Customised T-SHIRTS For Order Visit – @noddyme

Follow Us

Categories
Shree Ganesh Bhajan

Mera Vinti Suno Ganraj Lyrics

Mera Vinti Suno Ganraj Lyrics
Mera Vinti Suno Ganraj Lyrics

Mera Vinti Suno Ganraj Lyrics

Mera Vinti Suno Ganraj
Mera Vinti Suno Ganraj
Mujhe Bas Tera Sahara Hai
Mera Vinti Suno Ganraj
Mujhe Bas Tera Sahara Hai
Mere Bigde Bana Do Kaaj
Mere Bigde Bana Do Kaaj
Mujhe Bas Tera Sahara Hai
(Mera Vinti Suno Ganraj
Mujhe Bas Tera Sahara Hai)
Mera Vinti Suno Ganaraj…

Lambe Safar Mein, Mushkil Dagar Mein
Tune Kiya Hai Ujaala
Rasta Dikhaya, Chalna Sikhaya
Tune Hamesha Sambhala
Saare Jag Mein Hai Tera Raj…
Saare Jag Mein Hai Tera Raj
Mujhe Bas Tera Sahara Hai

Mere Bigde Bana Do Kaaj
Mere Bigde Bana Do Kaaj
Mujhe Bas Tera Sahara Hai
(Mera Vinti Suno Ganraj
Mujhe Bas Tera Sahara Hai)
Mera Vinti Suno Ganraj…
Duniya Ke Mele, Par Hum Akele
Koi Bhi Sangi Na Sathi
Tu Sang Aise Rahta Hai Jaise
Deepon Mein Rahti Hai Baati

Main Sur Hoon Tu Mera Saaz
Main Sur Hoon Tu Mera Saaz
Mujhe Bas Tera Sahara Hai
Mere Bigde Bana Do Kaaj
Mere Bigde Bana Do Kaaj
Mujhe Bas Tera Sahara Hai
(Mera Vinti Suno Ganraj
Mujhe Bas Tera Sahara Hai)
Mera Vinti Suno Ganraj…

Meri Ye Aasha Hona Nirasha
Vishwas Toote Na Mera
Vardan Deke, Shubh Gyan Deke
Jivan Mein Kar Do Savera
Mere Bhag Jaga Do Aaj…
Mere Bhag Jaga Do Aaj
Mujhe Bas Tera Sahara Hai

Mere Bigde Bana Do Kaaj
Mere Bigde Bana Do Kaaj
Mujhe Bas Tera Sahara Hai
(Mera Vinti Suno Ganraj
Mujhe Bas Tera Sahara Hai)
Mera Vinti Suno Ganraj…
Apna Begana Tune Na Jana
Tune Nibhaye Hain Naate
Nirdhan Bhikhari, Raja, Pujari
Mujhko Sabhi Log Bhate

Tu Sabki Bachaye Laaj…
Tu Sabki Bachaye Laaj
Mujhe Bas Tera Sahara Hai
Mere Bigde Bana Do Kaaj
Mere Bigde Bana Do Kaaj
Mujhe Bas Tera Sahara Hai
(Mera Vinti Suno Ganraj
Mujhe Bas Tera Sahara Hai)
Mera Vinti Suno Ganraj…

Watch ‘ Mera Vinti Suno Ganraj ‘ Music Video

Get Exciting Offer On Customised T-SHIRTS For Order Visit – @noddyme

Follow Us

Categories
Bhakti Om Sai Bhajan

Sai Ram Sai Shyam Lyrics – English

Sai Ram Sai Shyam Lyrics - English
Sai Ram Sai Shyam Lyrics – English

Sai Ram Sai Shyam Lyrics – English

sai ram sai shyam sai bhagwan,
shirdi ke daata sabse mahaan,
karuna ke saagar daya nidhaan,
shirdi ke daata sabse mahaan.
sai charan kee dhul ko,
maathe jo lagaoge,
puny chaaron dhaam ka,
shiradee mein hee paoge,
hoga tumhaara vahee kalyaan,
shirdi ke daata sabse mahaan,
sai ram sai shyam sai bhagwan,
shirdi ke daata sabse mahaan.

koee shahanshaah unako kahe,
shiv ka hee to roop hai,
chhaaya hain vo dharm kee,
karm kee vo dhup hai,
padhake jo aaye hain ved puraan,
shirdi ke daata sabse mahaan,
sai ram sai shyam sai bhagwan,
shirdi ke daata sabse mahaan.

maanavata ke saee ravi,
daya ke saee chaand hain,
saanchee prem kee dor se,
rahe vo sabako baandh hain,
mandir masjid ek saamaan,
shirdi ke daata sabse mahaan,
sai ram sai shyam sai bhagwan,
shirdi ke daata sabse mahaan.

sabako samajhate vo ek sa,
raaja ho ya rank ho,
bhed aur bhaav ke,
mita rahe kalank ko,
sabako samajhate nij santaan,
shirdi ke daata sabse mahaan,
sai ram sai shyam sai bhagwan,
shirdi ke daata sabse mahaan.

saee ke dvaar har ghadee,
saty kee barakha ho rahee,
jhoothe is jahaan ke,
paap kaale dho rahee,
karate hai shanka ka samaadhaan,
shirdi ke daata sabse mahaan,
sai ram sai shyam sai bhagwan,
shirdi ke daata sabse mahaan.

bair rahit kashish bharee,
saee se nirmal preet lo,
dushmanee jo kar rahe,
unake dil bhee jeet lo,
sab pe chalaate prem ke baan
shirdi ke daata sabse mahaan,
sai ram sai shyam sai bhagwan,
shirdi ke daata sabse mahaan.

saee hamen seekha rahe,
sabaka maalik ek hai,
ek see nazar se vo,
rahe sabhee ko dekh hai,
karate na sahate jo abhimaan,
shirdi ke daata sabse mahaan,
sai ram sai shyam sai bhagwan,
shirdi ke daata sabse mahaan.

saee ke dvaar sheesh dhar,
do ghadee jo so gae,
napharaton ke naag bhee,
vish rahit vah ho gae,
har ek mushkil vo karate aasaan,
shirdi ke daata sabse mahaan,
sai ram sai shyam sai bhagwan,
shirdi ke daata sabse mahaan.

saee ke dar asar hota,
har dilee fariyaad ka,
beaulaad pa gae,
sukh vahaan aulaad ka,
bejaan bhee vahaan pa gae jaan,
shirdi ke daata sabse mahaan,
sai ram sai shyam sai bhagwan,
shirdi ke daata sabse mahaan.

door andhere kar rahee,
saee bhajan kee roshanee,
rog shok har rahee,
saee naam sanjeevanee,
shraddha saburee ka dete hai daan,
shirdi ke daata sabse mahaan,
sai ram sai shyam sai bhagwan,
shirdi ke daata sabse mahaan.

saaf shuddh hotee hai,
jin dilo kee bhaavana,
pooree hotee unakee hee,
saee ke dvaar kaamana,
kasht mitaate kasht nidhaan,
shirdi ke daata sabse mahaan,
sai ram sai shyam sai bhagwan,
shirdi ke daata sabse mahaan.

saee kee dhooli se kabhee,
tum bhabhoot le bhee lo,
har bala se ladane kee,
divy shakti le bhee lo,
jag mein badhaate bhakton kee shaan,
shirdi ke daata sabse mahaan,
sai ram sai shyam sai bhagwan,
shirdi ke daata sabse mahaan.

aastha mein bheeg ke,
saee ko jo hai pukaarate,
saee khivaiya banake hee,
unakee naiya taarate,
man kee dasha vo lete hai jaan,
shirdi ke daata sabse mahaan,
sai ram sai shyam sai bhagwan,
shirdi ke daata sabse mahaan.

chamatkaar saee baaba ne,
jab niraale the kiye,
divy anokhe paanee se,
jal gae the sab die,
pal mein kiya choor tha abhimaan
shirdi ke daata sabse mahaan,
sai ram sai shyam sai bhagwan,
shirdi ke daata sabse mahaan.

jin kroor dushton ne,
dar dilo mein bhar diya,
seedhe saade sant ne,
sahee maarg unako dikha diya,
daya dharam ka vo dete hai gyaan,
shirdi ke daata sabse mahaan,
sai ram sai shyam sai bhagwan,
shirdi ke daata sabse mahaan.

saee ke dvaar jo jhuke,
mel man ka saaph kar,
kasoor sabake saee ne,
maaf kiye unako apanaakar,
kahata sahee hai saara jahaan,
shirdi ke daata sabse mahaan,
sai ram sai shyam sai bhagwan,
shirdi ke daata sabse mahaan.

duniya bhar kee nemate,
saee jee ke paas hai,
maang le jo hai maangana,
phir kyon itana udaas hai,
sabako hee sukh ka denge varadaan,
shirdi ke daata sabse mahaan,
sai ram sai shyam sai bhagwan,
shirdi ke daata sabse mahaan.

nishchay vrksh ko yahaan,
phalate hamane dekha hai,
khote sikko ko bhee to,
chalate hamane dekha hai,
shraddha ka dete sada varadaan,
shirdi ke daata sabse mahaan,
sai ram sai shyam sai bhagwan,
shirdi ke daata sabse mahaan.

meethee vaanee ka sada,
ras yahaan maangiye,
keerti aur sammaan sang,
yash yahaan se maangiye,
vinatee vo lete bhakton kee maan,
shirdi ke daata sabse mahaan,
sai ram sai shyam sai bhagwan,
shirdi ke daata sabse mahaan.

sai jo ke yog ka,
kuchh to gyaan leejiye,
aatma ko saty kee,
kuchh khuraak deejiye,
ghar baithe paoge tum bhagwan,
shirdi ke daata sabse mahaan,
sai ram sai shyam sai bhagwan,
shirdi ke daata sabse mahaan.

sai ke dvaar mil gayee,
jinako saachee naukaree,
sai daya se unakee to,
saat puste tar gayee,
dete alaukik khushiyon ka daan,
shirdi ke daata sabse mahaan,
sai ram sai shyam sai bhagwan,
shirdi ke daata sabse mahaan.

jis kisee ne sai ka,
jaap dil se kar lie,
rahamaton se usane hee,
apane ghar ko bhar liya,
rahane na dete duhkh ka nishaan,
shirdi ke daata sabse mahaan,
sai ram sai shyam sai bhagwan,
shirdi ke daata sabse mahaan.

allha, eeshoo, sataguru,
prabhu ke teeno roop hain,
tono ko mila bana,
sai ka ye svaroop hai,
pooja jinakee karata jahaan,
shirdi ke daata sabse mahaan,
sai ram sai shyam sai bhagwan,
shirdi ke daata sabse mahaan.

door karalo man se tum,
pahale ye durbhaavana,
preet agar tumhaaree sachchee ho,
poorn hogee kaamana,
chhal val lete pahachaan,
shirdi ke daata sabse mahaan,
sai ram sai shyam sai bhagwan,
shirdi ke daata sabse mahaan.

sai sudha se ant ho,
paap aur santaap ka,
sai ne seekha diya,
gur hain pashchaataap ka,
agyaanee ko dete hain gyaan,
shirdi ke daata sabse mahaan,
sai ram sai shyam sai bhagwan,
shirdi ke daata sabse mahaan.

ninda dvesh taj ke jo,
sai sharan mein aa gae,
karuna aur sadabhaav ka,
aanand vo hee pa gae,
sachchaee pe hain kurbaan,
shirdi ke daata sabse mahaan,
sai ram sai shyam sai bhagwan,
shirdi ke daata sabse mahaan.

prem ashru jo baha,
sai charan ko dhoega,
usake jeevan ka jahar,
pal mein amrt hoyega,
kaanto ko karate pushp samaan,
shirdi ke daata sabse mahaan,
sai ram sai shyam sai bhagwan,
shirdi ke daata sabse mahaan.

jis bhee deh ko praan de,
sai ka laad khaayenge,
chhod use yamaraaj bhee,
khaalee laut jaayenge,
pal tere vighn ka bhee nidaan,
shirdi ke daata sabse mahaan,
sai ram sai shyam sai bhagwan,
shirdi ke daata sabse mahaan.

jahaan chadhe insaan hee,
kaatate insaan kee,
jarurat hai vahaan badee,
sai ke paavan gyaan kee,
nekee se roke badee toofaan,
shirdi ke daata sabse mahaan,
sai ram sai shyam sai bhagwan,
shirdi ke daata sabse mahaan.

kahata hamako shirdi ka,
kan kan ye pukaar ke,
sai ka pyaar paana to,
beej bolo pyaar ke,
pyaar ka dooja naam bhagwan,
shirdi ke daata sabse mahaan,
sai ram sai shyam sai bhagwan,
shirdi ke daata sabse mahaan.

dekh kar dukhiyo ko,
jinake dil pighal gae,
unako daya ke roop mein,
sai baaba mil gae,
sabako bulaate vo dayaavaan,
shirdi ke daata sabse mahaan,
sai ram sai shyam sai bhagwan,
shirdi ke daata sabse mahaan.

dhokha jo doge sai ko,
khud hee dhokha khaoge,
lok aur paralok mein,
kaheen na bakshe jaoge,
main hee nahin ye kahata jahaan,
shirdi ke daata sabse mahaan,
sai ram sai shyam sai bhagwan,
shirdi ke daata sabse mahaan.

sai jinako pyaare hain,
vo deevaane sai ke,
unake lie hee khul gae,
divya khajaane sai ke,
vo nit karate yahee gunagaan,
shirdi ke daata sabse mahaan,
sai ram sai shyam sai bhagwan,
shirdi ke daata sabse mahaan.

jab kaheen nirdosh man,
sai ko hee bulaenge,
chhod shirdi pal mein hee,
sai daude aayenge,
duhkh har lenge daya ke nidhaan,
shirdi ke daata sabse mahaan,
sai ram sai shyam sai bhagwan,
shirdi ke daata sabse mahaan.
sai ram sai shyam sai bhagwan,
shirdi ke daata sabse mahaan,
karuna ke saagar daya nidhaan,
shirdi ke daata sabse mahaan.

Watch Sai Ram Sai Shyam Bhajan Video

Get Exciting Offer On Customised T-SHIRTS For Order Visit – @noddyme

Follow Us

Categories
Shree Ganesh Bhajan

Vakratunda Mahakaya Lyrics – Shankar Mahadevan

Vakratunda Mahakaya Lyrics - Shankar Mahadevan
Vakratunda Mahakaya Lyrics – Shankar Mahadevan

Vakratunda Mahakaya Lyrics – Shankar Mahadevan, is Ganesha Bhajan sung by Shankar Mahadevan. Music of song ‘Vakratunda Mahakaya’ given by Sai Madhukar, while lyrics of song ‘Vakratunda Mahakaya’ is traditional

Vakratunda Mahakaya Lyrics

श्री वक्रतुण्ड महाकाय सूर्य कोटी समप्रभा।
निर्विघ्नं कुरु मे देव सर्व-कार्येशु सर्वदा॥

Shree Vakratunda Mahakaya Suryakoti Samaprabha।
Nirvighnam Kuru Me Deva Sarva-Kaaryeshu Sarvada॥

Song Details

Song – Vakratunda Mahakaya
Singer – Shankar Mahadevan
Music – Sai Madhukar
Lyrics – Traditional
Label – Shankar Mahadevan Spiritual

Watch ‘ Vakratunda Mahakaya ‘ Music Video

Get Exciting Offer On Customised T-SHIRTS For Order Visit – @noddyme

Follow Us

Categories
Agneepath Shree Ganesh Bhajan

Deva Shree Ganesha Lyrics – Agneepath

Deva Shree Ganesha Lyrics - Agneepath
Deva Shree Ganesha Lyrics – Agneepath

Deva Shree Ganesha Lyrics – Agneepath, is hindi Bhajan sung by Ajay Gogavale from movie ‘Agneepath’. Music of song ‘Deva Shree Ganesha’ given by Ajay – Atul, while lyrics of song ‘Deva Shree Ganesha’ written by Amitabh Bhattacharya. Starring Hrithik Roshan

Deva Shree Ganesha Lyrics

Deva Shree Ganesha..(x16)
Jwaala si jalti hai aankhon mein jiske bhi
Dil mein tera naam hai
Parwaah hi kya uska aarambh kaisa hai
aur kaisa parinaam hai
Dharti ambar sitaare hai
Uski nazarein utaarein
Darr bhi uss se dara re
Jiski rakhwaliya re
Karta saaya tera
Deva Shree Ganesha..(x8)

Ho…
Teri bhakti to vardaan hai
Jo kamaaye woh dhanwaan hai
Bin kinare ki kashti hai woh
Deva, Tujhse jo anjaan hai
Yun tto mooshak sawaari teri
Sab pe hai pehredaari teri
Paap ki aandhiyaan laakh ho
Kabhi jyoti na haari teri
Apni taqdeer ka woh, khud sikander huaa re
Bhool ke yeh jahaan re
Jis kisi ne yahaan re
Saath paaya tera..
Deva Shree Ganesha..(x4)

Ho teri dhooli ka teeka kiye
Deva jo bhakt tera jiye
Usey amrit ka hai moh kya
Hans ke vish ka woh pyaala piye
Teri mahima ki chhaaya tale
Kaal ke rath ka pahiyaa chale
Ek chingaari pratishodh se
Khadi ravaan ki lanka jale

Shatruo’n ki qataarein ik akele se haare
Kann bhi parbat huaa re
Shlok bann ke jahaan re
naam aaya tera hey!
Deva shree ganesha..(x8)
Ganpati Bappa Moreya

Twameva Mata cha Pita twameva
Twameva Bandhu Sakha twameva
Twameva Vidya Dravinam twameva
Twameva Sarvam mum Dev Deva
Achutam Keshavam Rama Narayanam
Krishna Damodaram Vasudevam Harim
Sridharam Madhavum Gopika Vallabham
Janki naayakam Ramachandram bhaje
Hare Ram hare Ram, Ram Ram hare hare..!!

Song Details

Song – Deva Shree Ganesha
Singer – Ajay Gogavale
Music – Ajay – Atul
Lyrics – Amitabh Bhattacharya
Album – Agneepath
Label – Sony Music India

Watch ‘ Deva Shree Ganesha ‘ Music Video

Get Exciting Offer On Customised T-SHIRTS For Order Visit – @noddyme

Follow Us