Categories
Sameer Khan

Honthon Pe Bas Lyrics – Seepi Jha | Sameer Khan

Honthon Pe Bas Lyrics - Seepi Jha | Sameer Khan
Honthon Pe Bas Lyrics – Seepi Jha | Sameer Khan

Honthon Pe Bas Lyrics – Seepi Jha | Sameer Khan, is latest hindi song sung by Seepi Jha and Sameer Khan. Music of song ‘Honthon Pe Bas’ given by Raaj Aashoo, while lyrics of song ‘Honthon Pe Bas’ written by Seepi Jha. Starring Parth Samthaan and Zaara Yesmin

Honthon Pe Bas Lyrics

Beshabriya Badhi Hain

Bahon Ko Baahon Me Bhar Le

Aankhon Me Aankhe Daale

Bin Bole Kuchh Baatein Kar Le

Hai Kuch Guzariye Jubaan Pe Jaana Aaye

Us Din Kahe Ko Maine Labon Se Churana

Main Pyaar Me Paagal Hoon Mai

Subaho Shaam

Jaanam I Love You, You Love Me Jaanam

Jaanam I Love You, You Love Me

Hontho Pe Bas Tera Naam Hai

Tujhe Chaahna Mera Kaam Hai

Tere Pyaar Me Paagal Hoon Mai

Subaho Shaam

Jaanam I Love You, You Love Me Jaanam

Jaanam I Love You, You Love Me

Nadaan Nadaan Hain Hum Tum

Karle Ek Naadaani

Baahon Se Teri Meri

Shuru Ho Kahaani

Kaisa Dhuaa Dhuaa Shamaa Ban Gaya Ye

Tu Iss Duye Me Mere Hosh Ye Udaana

Ek Baar Labon Pe Lele Mera Naam

Jaanam I Love You, You Love Me Jaanam

Jaanam I Love You, You Love Me

Hontho Pe Bas Tera Naam Hai

Tujhe Chaahna Mera Kaam Hai

Tere Pyaar Me Paagal Hoon Mai

Subaho Shaam

Jaanam I Love You, You Love Me Jaanam

Jaanam I Love You, You Love Me

Aisi Khumaari Mujhpe Teri Hai Ye Chhaai

Awaargi Ki Haalat Meri Hai Banaai

Aisi Khumaari Mujhpe Teri Hai Ye Chhaai

Awaargi Ki Haalat Meri Hai Banaai

Kuch Is Kadar Mujhe Lagi Lat Hai Teri

Tu Khud Hi Mujhko Is Khumaari Se Bachaana

Mere Shabr Ka Tu Naa Le Imtehaan

Jaanam I Love You, You Love Me Jaanam

Jaanam I Love You, You Love Me

Hontho Pe Bas Tera Naam Hai

Tujhe Chaahna Mera Kaam Hai

Tere Pyaar Me Paagal Hoon Mai

Subaho Shaam

Jaanam I Love You, You Love Me Jaanam

Jaanam I Love You, You Love Me

Song Details

Song – Honthon Pe Bas
Singer – Seepi Jha and Sameer Khan
Music – Raaj Aashoo
Lyrics – Seepi Jha
Label – Tips Music
https://youtu.be/v8kBvR6EnVs

Disclaimer:

All Lyrics Published on Lyricspedia are informational and provided for educational purposes only. No representation is made or warranty given as to their content. All lyrics & videos published on Lyricspedia are property and copyright of their respective owners. If you discover any mistake in the lyrics or you have any issue in reading the lyrics then please contact us now.

Follow Us

Categories
Sameer Khan

Sazaa Lyrics – Sameer Khan ft. Karishma Sharma

Sazaa Lyrics - Sameer Khan ft. Karishma Sharma
Sazaa Lyrics – Sameer Khan ft. Karishma Sharma

Sazaa Lyrics – Sameer Khan ft. Karishma Sharma, is latest hindi song sung by Sameer Khan. Music of song ‘Sazaa’ given by Shameer Tandon, while lyrics of song ‘Sazaa’ written by Sameer Anjaan. Starring Karishma Sharma

Sazaa Lyrics

Teri Bewafai Ka Sadama Laga Toh
Sadaa Mere Toote Huve Dil Se Aai
Kisi Ko Mile Na Zamane Mein Yaro
Sazaa Pyar Ki
Zindagi Lootle Zindagi Lootle
Zindagi Lootle Ek Nazar Yaar Ki
Zindagi Lootle Ek Nazar Yaar Ki
Har Saza Se Badi Hai
Har Saza Se Badi Hai
Har Saza Se Badi Hai
Sazaa Pyar Ki
Sazaa Pyar Ki
Sazaa Pyar Ki

Na Dawa Kam Aaye Duwa Na Lage
Rab Kisi Ko Bhi Baddua Na Lage
Na Dawa Kam Aaye Duwa Na Lage
Rab Kisi Ko Bhi Baddua Na Lage
Main Tanha Akela Hoon Tanahaaiyan Hain
Tere Khwabon Ki Chand Parchhaiyan Hain
Main Tanha Akela Hoon Tanahaaiyan Hain
Tere Khwabon Ki Chand Parchhaiyan Hain
Main Tujhse Judaa Hoke Bhi Jee Raha Hoon
Sanam Bebasi Ka Zahar Pee Raha Hoon
The Jhoothi Kasam Tere Iqarar Ki

Harr Saza Se Badi Hai Saaza Pyar Ki
Sazaa Pyar Ki
Sazaa Pyar Ki
Sazaa Pyar Ki
Sazaa Pyar Ki
Na Dawa Kam Aaye Duwa Na Lage
Rab Kisi Ko Bhi Baddua Na Lage
Na Dawa Kam Aaye Duwa Na Lage
Rab Kisi Ko Bhi Baddua Na Lage
Baddua Na Lage
Baddua Na Lage

Song Details

Song – Sazaa
Singer – Sameer Khan
Music – Shameer Tandon
Lyrics – Sameer Anjaan
Label – Tips Music

Watch ‘ Sazaa ‘ Music Video

Get Exciting Offer On Customised T-SHIRTS For Order Visit – @noddyme

Follow Us