Categories
Ayushmann Khurrana Shubh Mangal Zyada Saavdhan

Arey Pyar Kar Le (Lyrics) – Ikka Singh

Arey Pyar Kal Le (Lyrics) From Shubh Mangal Zyada Saavdhan

Arey Pyar Kar Le (Lyrics) – Ikka Singh From Subh Mangal Zyada Saavdhan is latest hindi song sung by Bappi Lahiri, Ayushmann Khurrana and Ikka Singh. Lyrics of “Arey Pyar Kal Le” are written by Vayu.

Song Details

  • Song – Arey Pyar Kar Le
  • Singer – Ikka Singh, Bappi Lahiri and Ayushmann Khurrana
  • Music – Tanishk Bagchi
  • Lyrics – Vayu
  • Director – Hitesh Kewalya
  • Label – T-Series
  • Album – Subh Mangal Zyada Saavdhan
  • Starring – Ayushmann Khurrana, Gajraj Rao, Neena Gupta and Jitendra Kumar

Arey Pyar Kal Le

It’s A Unisex Song!
Meri Marzi Mera Dil
Jisko Doon Tujhko Kya
Duniya Wale Jo Bhi Bole
Kehne Do Mujhko Kya
Main Khullam Khulla
Aaj Ye Izhaar Karta Hu

Main Aadmi Hu
Aadmi Se Pyar Karta Hu
Umm-Aah
Yaar Bina Chain Kahan Re
Pyaar Bina Chain Kahan Re
Sona Nahi Chandi Nahi Yaar Toh Mila
Arey Pyaar Kar Le

Yaar Humein Paisa Nahi Pyaar Chahiye
Koyi Mann Chaaha Dildaar Chahiye
Pyaar Ko Zamaana Kamjor Samjhe
Aashiqon Ko Duniya Ye Chor Samjhe
Pyaar Na Rukega Chahe War Kar Le Aayushmaan Bhavah!
Yaar Bina Chain Kahan Re
Pyaar Bina Chain Kahan Re
Sona Nahi Chandi Nahi Yaar Toh Mila

Arrey Pyar Kar Le
Yaar Bina Chain Kahan Re
Pyaar Bina Chain Kahan Re
Sona Nahi Chandi Nahi Yaar Toh Mila
Arrey Pyaar Kar Le
Arrey Pyar Kar Le…

Arey Pyaar Kar Le Official Video

Follow Us

Categories
Arijit Singh Malang

Chal Ghar Chale (Malang) Lyrics – Arijit Singh

Chal Ghar Chale (Malang) Lyrics - Arijit Singh
Chal Ghar Chale (Malang) Lyrics – Arijit Singh

Chal Ghar Chale (Malang) Lyrics – Arijit Singh is sung by him. Music given by Mithoon and lyrics has been written by Sayed Quadri.

Song Details

  • Song – Chal Ghar Chale
  • Singer – Arijit Singh
  • Movie – Malang
  • Starring – Aditya Roy Kapur and Disha Patani
  • Music – Mithoon
  • Lyrics – Sayed Quadri
  • Label – T-Series

Chal Ghar Chale(Malang) Lyrics

Pal pal mera tere hi sang bitana hai
Apni wafaon se tujhe sajana hai
Dil chahata hai tujhe kitna batana hai
Haan tere sath hi mera thikana hai
Ab thak chuke hain yeh kadam
Chal ghar chalen mere humdum

Honge juda na jab tak hai dum
Chal ghar chalen mere humdum
Taa-umra pyar na hoga kam
Chal ghar chalen mere humdum
Mere raho tum aur tere hum
Chal ghar chalen mere humdum

Khushbuon se teri mehke har ik kamra
Dar-o-deewar nahi kaafi hai teri panah
Sang tere pyar ka jahan basana hai
Jismein rahen tum aur hum
Chal ghar chalen mere humdum
Mere raho tum aur tere hum

Chal ghar chalen mere humdum
Khidki pe tu khada dekhe haan rasta mera
Aankhon ko har din mile yehi ik manzar tera
Bas ab teri baahon mein jaanam so jaana hai
Jaage huye raaton ke hum

Chal ghar chalen mere humdum
Honge juda na jab tak dum
Chal ghar chalen mere humdum
Taa-umra pyar na hoga kam
Chal ghar chalen mere humdum
Mere raho tum aur tere hum
Chal ghar chalen mere humdum

Watch the song Video

Follow us on Facebook: https://www.facebook.com/lyricspedia.co.in/

Categories
Darshan Raval

Sari Ki Sari 2.0 Lyrics – Darshan Raval x Asees Kaur

Sari Ki Sari 2.0 Lyrics - Darshan Raval x Asees Kaur
Sari Ki Sari 2.0 Lyrics – Darshan Raval x Asees Kaur

Sari Ki Sari 2.0 Lyrics – Darshan Raval x Asees Kaur is latest hindi song sung by them. The music produced by Lijo George. Lyrics has been written by Darshan Raval

Song Details

  • Song – Sari Ki Sari 2.0
  • Singer – Darshan Raval and Asees Kaur
  • Lyrics – Darshan Raval
  • Music – Lijo George
  • Label – Indie Music

Sari ki Sari 2.0 Lyrics

Door hoke bhi paas mere ho
Sapno se aage ab tum
Haqikat ban chuke ho

Door hoke bhi paas mere ho
Sapno se aage ab tum
Haqikat ban chuke ho

Yeh dard hai jo tere
Tu kar de unko mere
Meri har duaa me tu
Par haqikat me kahaan

Saari ki saari meri hai tu
Tujhko kabhi na mai batoon
Haara dil haara tujhpe mai aise
Behoshi ke aalam ho jaise

Saari ki saari meri hai tu
Tujhko kabhi na mai batoon
Haara dil haara tujhpe mai aise
Behoshi ke aalam ho jaise

Yaadein meri aayen jab bhi
Soch lena kareeb hun mai
Khwaab mere aayein jab bhi
Palkon ke neeche hi hun mai

Yeh dard hain jo tere
Tu kar de unko mere
Meri har duaa me tu
Par haqikat me kahaan

Saari ki saari teri hun mai
Kabhi door tujhse na jaaun
Chahe lage arson aane me mujhe
Phir door tujhse na jaaun

Saari ki saari meri hai tu
Tujhko kabhi na main batoon
Haara dil haara tujhpe mai aise
Behoshi ke aalam ho jaise

Watch the song Video

Follow us on Facebook: https://www.facebook.com/lyricspedia.co.in/

Categories
Darshan Raval

Tere Naal Lyrics – Tulsi Kumar / Darshan Raval

Tere Naal Lyrics - Tulsi Kumar / Darshan Raval
Tere Naal Lyrics – Tulsi Kumar / Darshan Raval

Tere Naal Lyrics – Tulsi Kumar / Darshan Raval is a Punjab song sung by them. The lyrics of this song penned by Gurpreet Saini and G Sharma, music given by Darshan Raval

Song Details

  • Song – Tere Naal
  • Singer – Darshan Raval and Tulsi Kumar
  • Lyrics – Gurpreet Saini and G Sharma
  • Music – Darshan Raval
  • Label – T-Series

Tere Naal Lyrics

Saans leti hoon to
Tera hi ehsaas hota hai
Ehsaas hota hai
Door hoke bhi har lamha
Tu mere paas hota hai
Mere paas hota hai Tere bin ek din na ghuzre
Kaise baetenge na jaane yeh saal
Hai dil ka yeh haal

Tere naal jeena mainu tere naal
Marna mainu tere naal, tere naal
Tere naal jeena mainu tere naal
Marna mainu tere naal, tere naal

Aayi hoon jiske liye main
Duniya saari chhod ke
Ik pyar hi to hai
Baadalon ko aasmaan se
Jodti jo dor hai
Ik pyar hi to hai

Dhoop chhaon baarishon mein
Rab se ki jo sifarishon main khayaal
Hai tera hi khayaal Tere naal jeena mainu tere naal
Marna mainu tere naal, tere naal
Tere naal jeena mainu tere naal
Marna mainu tere naal, tere naal

Watch the song Video

Follow us on Facebook: https://www.facebook.com/lyricspedia.co.in/

Categories
Malang Ved Sharma

Malang Title Track (Lyrics) – Ved Sharma

Malang Title Track (Lyrics) - Ved Sharma
Malang Title Track (Lyrics) – Ved Sharma

Malang Title Track (Lyrics) – Ved Sharma is a soulful and romantic song. The Malang title track of the movie features Disha Patani and Aditya Roy Kapur. The lyrics penned by Kunaal Verma and Harsh Limbachiya. The music given by Ved Sharma, video directed by Mohit Suri.

Song Details

  • Song – Malang
  • Movie – Malang
  • Singer – Ved Sharma
  • Music – Ved Sharma
  • Lyrics – Kunaal Verma and Harsh Limbachiya
  • Video Director – Mohit Suri
  • Label – T-Series

Malang Title Track Lyrics

Kaafira to chaldiya iss safar ke sang
Kaafira to chaldiya iss safar ke sang
Manzilein na dor koi leke apna rang Rahoon main malang, malang, malang
Rahoon main malang, malang, malang
Rahoon main malang, malang, malang
Main malang, haaye re

Main beraagi sa jiun, ye bhatkta man
Main beraagi sa jiun, ye bhatkta man
Ab kaha le jaayega ye awarapan Rahoon main malang, malang, malang
Rahoon main malang, malang, malang
Rahoon main malang, malang, malang
Main malang, haaye re

Hai nasibon mein safar to
Main kahi bhi, kyu ruku?
Hai nasibon mein safar to
Main kahi bhi, kyu ruku?
Chodke aaya kinare, beh saku jitna bahu
Din guzarte hi rahe, yunhi bemausam
Raaste tham jaye par ruk na paye hum

Rahoon main malang, malang, malang
Rahoon main malang, malang, malang
Rahoon main malang, malang, malang
Main malang, haaye re

Roobaru khudse hua hoon
Mujhe mein mujhko tu mila
Roobaru khudse hua hoon
Mujhe mein mujhko tu mila
Badalo ke iss jahan mein, aasmaan tujhmein mila
Pighli hai ab raat bhi, hai seher bhi ye nam
Naa khuda main to raha, ban gya tu dharam

Rahoon main malang, malang, malang
Rahoon main malang, malang, malang
Rahoon main malang, malang, malang
Main malang, haaye re

Watch the song Video

Follow us on Facebook: https://www.facebook.com/lyricspedia.co.in/