Categories
Mohammed Irfan

Baarish Hui Hai Lyrics – Mohammed Irfan

Baarish Hui Hai Lyrics - Mohammed Irfan

Baarish Hui Hai Lyrics – Mohammed Irfan, is hindi song sung by Mohammed Irfan. Music of song ‘Baarish Hui Hai’ given by Alex Shahbaz, while lyrics of song ‘Baarish Hui Hai’ written by Shakeel Azmi

Baarish Hui Hai Lyrics

Dard kii barish hui hai

dil ye roya hai

Maine gam ke mausamo me

tujhko khoya hai

Tu gayi hai,

aankho me barsaate baaki hai

Bheegee-bheegee teri yaaden baaki hai

Tujhe har pal yaad kiya

tere gam tanha main jiya

Tujhe har pal yaad kiya

tere gam tanha main jiya

Mere andar, mere bahar

hai tere mausam

Tu nahi to lag raha hu

har jagah main kam

Mere hothon par teri baaten baaki hai

Sath guzari jo tere raaten baaki hai

Tujhe har pal yaad kiya

tere gam tanha main jiya

Tujhe har pal yaad kiya

tere gam tanha main jiya

Jab teri bahon ke lamhe yaad aate hai

Sare manjar khushbuwo me

doob jaate hai

Tu nahi hai par teri yaaden baaki hai

Sath guzari jo tere raaten baaki hai

Tujhe har pal yaad kiya

tere gam tanha main jiya

Tujhe har pal yaad kiya

tere gam tanha main jiya

Song Details

Song – Baarish Hui Hai
Singer – Mohammed Irfan
Music – Alex Shahbaz
Lyrics – Shakeel Azmi
Label – Baba Beats

Disclaimer:

All Lyrics Published on Lyricspedia are informational and provided for educational purposes only. No representation is made or warranty given as to their content. All lyrics & videos published on Lyricspedia are property and copyright of their respective owners. If you discover any mistake in the lyrics or you have any issue in reading the lyrics then please contact us now.

Follow Us

Categories
Mohammed Irfan

Main Hoon Tere Liye Lyrics – Mohammed Irfan

Main Hoon Tere Liye Lyrics - Mohammed Irfan
Main Hoon Tere Liye Lyrics – Mohammed Irfan

Main Hoon Tere Liye Lyrics – Mohammed Irfan, is hindi song sung by Mohammed Irfan from album ‘Himesh Ke Dil Se’. Music and lyrics of song ‘Main Hoon Tere Liye’ given by Himesh Reshammiya

Main Hoon Tere Liye Lyrics

Tumne humein chaha 

Hum tumhari kadar karte hai

Magar hum bhi tumhari utni hi fikar karte hai

Tumse nazre mili jal uthe sau diye

Tu hai mere liye main hoon tere liye

Jeete hai teri yaadon mein hum

Bekarari liye

Tu hai mere liye main hoon tere liye

Tu hai mere liye main hoon tere liye

Kayi baar dil ki baatein

Likhi deewaron par

Kayi baar kaati raatein

Ishq ki mazaaron par

Dil ki baatein tune jaani

Ishaaron ishaaron mein

Sooni sooni dil ki raahein

Badli bahaaron mein

Khoye hai tere khwabon mein hum

Ik khumaari liye

Tu hai mere liye main hoon tere liye

Tu hai mere liye main hoon tere liye

Kayi baar likha tera

Naam in fijaaon mein

Baar baar maanga tujhko

Maine fir duaon mein

Meri iss tadap ko samjha

Behti hawaaon ne

Teri aankhein dekhe sab jo

Khwab sab sajaaun mein

Beete yoon teri baahon mein pal

Ishqdaari liye

Tu hai mere liye main hoon tere liye

Tu hai mere liye main hoon tere liye

Song Details

Song – Main Hoon Tere Liye
Singer – Mohammed Irfan
Music – Himesh Reshammiya
Lyrics – Himesh Reshammiya
Album – Himesh Ke Dil Se
Label – Himesh Reshammiya Melodies

Disclaimer:

All Lyrics Published on Lyricspedia are informational and provided for educational purposes only. No representation is made or warranty given as to their content. All lyrics & videos published on Lyricspedia are property and copyright of their respective owners. If you discover any mistake in the lyrics or you have any issue in reading the lyrics then please contact us now.

Follow Us

Categories
Mohammed Irfan

Dil Ke Zakkham Lyrics – Mohammed Irfan

Dil Ke Zakkham Lyrics - Mohammed Irfan
Dil Ke Zakkham Lyrics – Mohammed Irfan

Dil Ke Zakkham Lyrics – Mohammed Irfan, is latest hindi song sung by Mohammed Irfan from album ‘Woh Ek Mulaqaat’. Music of song ‘Dil Ke Zakkham’ given by Sameer Tandon, while lyrics of song ‘Dil Ke Zakkham’ written by Sameer Anjaan.

Dil Ke Zakkham Lyrics

Dil Ke Zakham To Dikhte Nahi

Dil Ke Zakham To Dikhte Nahi

Kaise Tujhko Dikhlaau Main

Nadan Hai Kuchh Samjhe Nahi

Kaise Tujhko Samjau Main

Kaise Tujhko Samjau Main

Dil Ke Zakham To Dikhte Nahi

Dard Bayan Karne Lagi

Ab Meri Tanhaiya

Ban Gayi Hai Meri Zuban

Ye Meri Khamoshiyan

Dard Bayan Karne Lagi

Ab Meri Tanhaiya

Ban Gayi Hai Meri Zuban

Ye Meri Khamoshiyan

Khamoshiyon Ki Aawaz Ko

Kaise Tujhko Sunau Main

Nadan Hai Kuch Samjhe Nahi

Kaise Tujhko Samjau Main

Dil Ke Zakham To Dikhte Nahi

Hairan Hu Jaane Na Tu

Anjaani Iss Pyaas Ko

Chu Ke Kabhi Dekhe Nahi

Tu Mere Ehsaas Ko

Hairan Hu Jaane Na Tu

Anjani Iss Pyaas Ko

Chhu Ke Kabhi Dekhe Nahi

Tu Mere Ehsaas Ko

Tere Liye Kya Shiddat Meri

Kaise Tujhko Batlaau Main

Nadan Hai Kuch Samjhe Nahi

Kaise Tujhko Samjau Main

Dil Ke Zakham To Dikhte Nahi.

Song Details

Song – Dil Ke Zakkham
Singer – Mohammed Irfan
Music – Sameer Anjaan
Lyrics – Sameer Anjaan
Album – Woh Ek Mulaqaat
Label – Himesh Reshammiya Music and Melodies

Disclaimer:

All Lyrics Published on Lyricspedia are informational and provided for educational purposes only. No representation is made or warranty given as to their content. All lyrics & videos published on Lyricspedia are property and copyright of their respective owners. If you discover any mistake in the lyrics or you have any issue in reading the lyrics then please contact us now.

Follow Us

Categories
Mohammed Irfan

Meherbaan Lyrics – Mohammed Irfan | Sumedha Karmahe

Meherbaan Lyrics - Mohammed Irfan | Sumedha Karmahe
Meherbaan Lyrics – Mohammed Irfan | Sumedha Karmahe

Meherbaan Lyrics – Mohammed Irfan | Sumedha Karmahe, is latest hindi song sung by Sumedha Karmahe, Mohammed Irfan and Raja Hasan. Music of song ‘Meherbaan’ given by Prasad Sashte, while lyrics of song ‘Meherbaan’ written by Raqueeb Alam

Meherbaan Lyrics

Meherbaan Meherbaan

Meherbani Teri

Tu Fasana Mera

Tu Kahani Meri

Meherbaan Meherbaan

Meherbani Teri

Lamho Ki Sargosiyan

Palko Ki Madhosiyan

Dil Ki Ye Betabiyan Tere Liye

Ye Simti Simti Wafa Se Lipti

Teri Nazar Ki Jo Pyaas Hai

Ke Rafta Rafta Milenge Rafta

Hua Hai Jiski Talash Hai

Tere Paas Hai, Ho Ho

Tere Paas Hai, Haan

Meherbaan Meherbaan

Meherbani Teri

Mere Mukabil Hai Tu

Jaise Ke Sahil Hai Tu

Aarziyan Marziyaan

Aab Ye Tere Hawale

Hai Tu Jane Naa

Meri Duaon Main Dil

Dil Main Shamil Hai Tu

Hothon Ke Darmiyan

Aab Rahe Naam Tera

Ye Tu Jane Naa

Lamho Ki Sargosiyan

Palko Ki Madhosiyan

Dil Ki Ye Betabiyan Tere Liye.

Meherbaan Meherbaan

Meherbani Teri.

Ye Simti Simti Wafa Se Lipti

Teri Nazar Ki Jo Pyaas Hai.

Ke Rafta Rafta Milenge Rafta

Hua Hai Jiski Talash Hai.

Ye Simti Simti Wafa Se Lipti

Teri Nazar Ki Jo Pyaas Hai.

Ke Rafta Rafta Milenge Rafta

Hua Hai Jiski Talash Hai.

Tere Paas Hai, Oh Oh Oh

Tere Paas Hai

Tere Paas Hai, Oh Oh Oh

Tere Paas Hai, Oh Oh

Meherbaan Meherbaan

Meherbani Teri.

Meherbaan Meherbaan

Meherbani Teri.

Song Details

Song – Meherbaan
Singer – Sumedha Karmahe, Mohammed Irfan and Raja Hasan
Music – Prasad Sashte
Lyrics – Raqueeb Alam
Label – SK Music

Watch ‘ Meherbaan ‘ Music Video

Follow Us

Categories
Mohammed Irfan

Kashmakash Lyrics – Antara Mitra ft. Mohammed Irfan

Kashmakash Lyrics - Antara Mitra ft. Mohammed Irfan
Kashmakash Lyrics – Antara Mitra ft. Mohammed Irfan

Kashmakash Lyrics – Antara Mitra ft. Mohammed Irfan, is latest hindi song sung by Antara Mitra and Mohammed Irfan from album ‘Roposo Jamroom’. Music of song ‘Kashmakash’ given by Swastika – Sagnik, while lyrics of song ‘Kashmakash’ written by Shloke Lal

Kashmakash Lyrics

Sang tere jo shaam hai

Usme hi aaraam hai

Haan sang tere jo shaam hai

Usme hi aaraam hai

Par bediyan jo hain chuni

Yeh tod doon ya ke nahi

Kashmakash ki yeh intehaan hai

Kashmakash yeh kyun khamakhaan hai

Uljha hoon main uljhi hai tu

Uljha hoon main uljhi hai tu

Kashmakash ki yeh intehaan hai

Kashmakash yeh kyun khamakhaan hai

Uljha hoon main uljhi hai tu

Uljha hoon main uljhi hai tu

Jo din mile sang mein tere

Uss din ko main jaane doon na

Jo din mile sang mein tere

Uss din ko main jaane doon na

Jaane doon na

Hai berukhi haal-e-jiya

Armaan yahi hai pa le piya

Par bediyan jo hain chuni

Yeh tod doon ya ke nahi

Kashmakash ki hain jo deewarein

Kyun na dono unhein gira dein

Taa-umr woh ho rubaru

Taa-umr woh ho rubaru

Kashmakash ki hain jo deewarein

Kyun na dono unhein gira dein

Taa-umr woh ho rubaru

Taa-umr woh ho rubaru

Song Details

Song – Kashmakash
Singer – Antara Mitra and Mohammed Irfan
Music – Swastika – Sagnik
Lyrics – Shloke Lal
Label – Sony Music India

Watch ‘ Kashmakash ‘ Music Video

Get Exciting Offer On Customised T-SHIRTS For Order Visit – @noddyme

Follow Us