Categories
Lata Mangeshkar

Mera Dil Ye Pukare Aaja Lyrics – Lata Mangeshkar

Mera Dil Ye Pukare Aaja Lyrics - Lata Mangeshkar
Mera Dil Ye Pukare Aaja Lyrics – Lata Mangeshkar

Mera Dil Ye Pukare Aaja Lyrics – Lata Mangeshkar, is hindi song sung by Lata Mangeshkar from movie ‘Nagin (1954)’. Music of song ‘Mera Dil Ye Pukare Aaja’ given by Hemant Kumar, while lyrics of song ‘Mera Dil Ye Pukare Aaja’ written by Rajinder Krishan

Mera Dil Ye Pukare Aaja Lyrics

Aaja.. Aaja..

Mera Dil Ye Pukaare Aaja

Mere Gam Ke Sahare Aaja

Bheega Bheega Hai Sama

Aise Mein Hai Tu Kahan

Mera Dil Ye Pukaare Aaja

Mere Gam Ke Shara Aaja

Bheega Bheega Hai Sama

Aise Mein Hai Tu Kahan

Mera Dil Ye Pukaare Aaja

Tu Nahi Toh Ye Rutt, 

Ye Hawa Kya Karu, Kya Karu?

Tu Nahi Toh Ye Rutt, 

Ye Hawa Kya Karu?

Door Tujhse Mai Rehke Bata Kya Karu, Kya Karu?

Soona Soona Hai Jahaa’n

Ab Jaau Mai Kahan

Bas Itna Mujhe Samjha Ja

Bheega Bheega Hai Sama

Aise Mein Hai Tu Kahan

Mera Dil Ye Pukaare Aaja

Aandhiy’an Vo Chali, 

Aashiyan Lutt Gaya, Lutt Gaya

Aandhiy’an Vo Chali, 

Aashiyan Lutt Gaya

Pyar Ka Muskurata Jahan Lutt Gaya, Lutt Gaya

Ik Choti Si Jhalak

Mere Mitne Talak

Ho Chand, 

Ho Chand Mere Dhikhla Ja

Bheega Bheega Hai Sama

Aise Mein Hai Tu Kahan

Mera Dil Ye Pukaare Aaja

Muh Chupa Ke Meri Zindagi Ro Rahi, Ro Rahi

Muh Chupa Ke Meri Zindagi Ro Rahi

Din Dhala Bhi Nahi, 

Shaam Kyun Ho Rahi, Ho Rahi?

Teri Duniya Se Hum

Leke Chale Tera Gam

Dum Bhar Ke Liye Tu Aaja

Bheega Bheega Hai Sama

Aise Mein Hai Tu Kahan

Mera Dil Ye Pukaare Aaja

Mera Dil Ye Pukaare Aaja

Mere Gam Ke Sahare Aaja

Bheega Bheega Hai Sama

Aise Mein Hai Tu Kahan

Song Details

Song – Mera Dil Ye Pukare Aaja
Singer – Lata Mangeshkar
Music – Hemant Kumar
Lyrics – Rajinder Krishan
Album – Nagin (1954)
Director – I S Johar
Label – Ultra Bollywood

Disclaimer:

All Lyrics Published on Lyricspedia are informational and provided for educational purposes only. No representation is made or warranty given as to their content. All lyrics & videos published on Lyricspedia are property and copyright of their respective owners. If you discover any mistake in the lyrics or you have any issue in reading the lyrics then please contact us now.

Follow Us

Categories
Lata Mangeshkar

Rahe Na Rahe Hum Lyrics – Lata Mangeshkar

Rahe Na Rahe Hum Lyrics - Lata Mangeshkar
Rahe Na Rahe Hum Lyrics – Lata Mangeshkar

Rahe Na Rahe Hum Lyrics – Lata Mangeshkar, is hindi song sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi and Suman Kalyanpur from movie ‘Mamta’. Music of song ‘Rahe Na Rahe Hum’ given by Roshanlal Nagrath, while lyrics of song ‘Rahe Na Rahe Hum’ written by Majrooh Sultanpuri

Rahe Na Rahe Hum Lyrics

Rahe na rahe hum

Mehka karenge

Ban ke kali

Ban ke saba

Bage wafaa mein

Rahe na rahe hum

Mausam koyi ho is chaman me

Rang banke rahenge in fizaa me

Chahat ki khushbu

Yu hi zulfo se udegi

Fizayo ya bahare

Yuhi jhumate

Yuhi jhumate aur khilate rahenge

Ban ke kali 

Ban ke saba 

Bage wafaa mein

Rahe na rahe hum 

Mahaka karenge

Ban ke kali, Ban ke saba

Bage wafaa mein

Rahe na rahe hum

Khoye ham aise kya hai milna

Kya bichhadna nahi hai

Yaad hamko

Guche me dil ke jab se aaye

Sirf dil ki zami hai 

Yaad hamko

Isi sarazami, isi sarazami pe ham to rahenge

Ban ke kali, ban ke saba, bage wafaa mein

Rahe na rahe hum, mahaka karenge

Ban ke kali, ban ke saba, bage wafaa mein

Rahe na rahe hum

Jab ham na hoge tab hamari khak pe

Tum rukoge chalte chalte

Ashko se bhigi chadani mein

Ik sada si sunoge chalte chalte

Vahi pe kahi, vahi pe kahi ham tumse milenge

Ban ke kali, ban ke saba, bage wafaa mein

Rahe na rahe hum, mahaka karenge

Ban ke kali, ban ke saba, bage wafaa mein

Rahe na rahe hum

Song Details

Song – Rahe Na Rahe Hum
Singer – Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi and Suman Kalyanpur
Music – Roshanlal Nagrath
Lyrics – Majrooh Sultanpuri
Album – Mamta
Label – Saregama Music

Watch ‘ Rahe Na Rahe Hum ‘ Music Video

Disclaimer:

All Lyrics Published on Lyricspedia are informational and provided for educational purposes only. No representation is made or warranty given as to their content. All lyrics & videos published on Lyricspedia are property and copyright of their respective owners. If you discover any mistake in the lyrics or you have any issue in reading the lyrics then please contact us now.

Follow Us

Categories
Dilwale Dulhaniya Le Jayenge Lata Mangeshkar Udit Narayan

Mehndi Laga Ke Rakhna Lyrics – Udit Narayan | DDLJ

Mehndi Laga Ke Rakhna Lyrics - Udit Narayan | Lata Mangeshkar
Mehndi Laga Ke Rakhna Lyrics – Udit Narayan | DDLJ

Mehndi Laga Ke Rakhna Lyrics – Udit Narayan | DDLJ, is hindi song sung by Udit Narayan and Lata Mangeshkar from movie ‘Dilwale Dulhaiya Le Jayenge’. Music of song ‘Mehndi Laga Ke Rakhna’ given by Jatin Lalit, while lyrics of song ‘Mehndi Laga Ke Rakhna’ written by Anand Bakshi. Starring Shah Rukh Khan and Kajol

Mehndi Laga Ke Rakhna Lyrics

Ye Kudiyaan Nashe Di Pudiyaan

Ye Munde Gali De Gunde

Ye Kudiyaan Nashe Di Pudiyaan

Ye Munde Gali De Gunde

Nashe Di Pudiyaan

Gali De Gunde…

O Mehndi Laga Rakhna

Doli Saja Ke Rakhna

Mehndi Laga Rakhna

Doli Saja Ke Rakhna

Lene Tujhe O Gori

Aayenge Tere Sajna

Mehndi Laga Rakhna

Doli Saja Ke Rakhnaa..

O Sahra Sajake Rakhna

Chehra Chhupake Rakhna

Sahra Sajake Rakhna

Chehra Chhupake Rakhna

Ye Dil Ki Baat Apne

Dil Mein Dabake Rakhna

Sahra Sajake Rakhna

Chehra Chhupake Rakhna

Mehndi Laga Rakhna

Doli Saja Ke Rakhnaa..

Ud Udke Teri Zulfein Karti Hain Kya Ishaare

Dil Thaamke Khade Hain Aashik Sabhi Kanware

Chhup Jaayein Saari Kudiyaan Ghar Mein Sharamke Maare

Gaanv Mein Aa Gaye Hain Paagal Shehar Ke Saare

Nazrein Jhukake Rakhna

Daaman Bachake Rakhna

Nazrein Jhukake Rakhna

Daaman Bachake Rakhna

Lene Tujhe O Gori

Aayenge Tere Sajna

Mehndi Laga Rakhna

Doli Saja Ke Rakhnaa..

Sahra Sajake Rakhna

Chehra Chhupake Rakhna

Main Ek Jawaan Ladka Tu Ek Haseen Ladki

Ye Dil Machal Gaya To Mera Kusoor Kya Hai

Rakhna Tha Dil Pe Kaabu Ye Husn To Hai Jaadu

Jaadu Hi Chal Gaya To Mera Kusoor Kya Hai

Rasta Hamara Takna

Darwaaza Khula Rakhna

Rasta Hamara Takna

Darwaaza Khula Rakhna

Lene Tujhe O Gori

Aayenge Tere Sajna

Kuchh Aur Ab Na Kehna

Kuchh Aur Ab Na Karna

Kuchh Aur Ab Na Kehna

Kuchh Aur Ab Na Karna

Ye Dil Ki Baat Apne

Dil Mein Dabake Rakhna

Mehndi Laga Rakhna

Doli Saja Ke Rakhna

Sahra Sajake Rakhna

Chehra Chhupake Rakhna

Shava Shavaaa…

Song Details

Song – Mehndi Laga Ke Rakhna
Singer – Udit Narayan and Lata Mangeshkar
Music – Jatin Lalit
Lyrics – Anand Bakshi
Album – Dilwale Dulhaniya Le Jayenge
Label – YRF

Watch ‘ Mehndi Laga Ke Rakhna ‘ Music Video

Follow Us

Categories
Ajanabee (1974) Kishore Kumar Lata Mangeshkar

Bheegi Bheegi Raaton Mein Lyrics – Kishore Kumar

Bheegi Bheegi Raaton Mein Lyrics - Kishore Kumar
Bheegi Bheegi Raaton Mein Lyrics – Kishore Kumar

Bheegi Bheegi Raaton Mein Lyrics – Kishore Kumar, is hindi song sung by Kishore Kumar and Lata Mangeshkar from movie ‘Ajanabee (1974)’. Music of song ‘Bheegi Bheegi Raaton Mein’ given by R D Burman, while lyrics of song ‘Bheegi Bheegi Raaton Mein’ written by Anand Bakshi. Starring Rajesh Khanna and Zeenat Aman

Bheegi Bheegi Raaton Mein Lyrics

Bheegi bheegi raaton mein

Meethi meethi baaton mein

Aisi barsaton mein

Kaisa lagta hain?

Aisa lagta hain tum banke badal

Mere badan ko bhigo ke mujhe

Ched rahe ho, chhed rahe ho

Aisa lagta hain tum banke badal

Mere badan ko bhigo ke mujhe

Chhed rahe ho, chhed rahe ho

Ambar khele holi, ui maa

Bheegi mori choli, hamjoli hamjoli

Ambar khele holi, ui maa

Bheegi mori choli, hamjoli hamjoli

O paani ke is rele mein

Sawan ke is mele mein

Chhat pe akele mein

Kaisa lagta hain?

Aisa lagta hain tum banke ghata

Apne sajan ko bhigo ke khel

Khel rahi ho, khel rahi ho

Aisa lagta hain tum banke badal

Mere badan ko bhigo ke mujhe

Chhed rahe ho, O chhed rahe ho

Barakha se bacha loon

Tujhe seene se laga loon

Aa chupa loon, aa chupa lonn

Barakha se bacha loon

Tujhe seene se laga loon

Aa chupa loon, aa chupa lonn

Dil ne pukara dekho

Rutt ka ishara dekho

Uff yeh nazara dekho

Kaisa lagta hain, bolo?

Aisa lagta hain kuch ho jayega

Mast pawan ke yeh jhoke saiyaan

Dekh rahe ho, dekh rahe ho

Aisa lagta hain tum banke badal

Mere badan ko bhigo ke mujhe

Chhed rahe ho, chhed rahe ho

Song Details

Song – Bheegi Bheegi Raaton Mein
Singer – Kishore Kumar and Lata Mangeshkar
Music – R D Burman
Lyrics – Anand Bakshi
Album – Ajanabee (1974)
Label – Saregama Music

Watch ‘ Bheegi Bheegi Raaton Mein ‘ Music Video

Follow Us

Categories
Betaab Lata Mangeshkar

Jab Hum Jawan Honge Lyrics – Betaab | Lata Mangeshkar

Jab Hum Jawan Honge Lyrics - Betaab | Lata Mangeshkar
Jab Hum Jawan Honge Lyrics – Betaab | Lata Mangeshkar

Jab Hum Jawan Honge Lyrics – Betaab | Lata Mangeshkar, is hindi song sung by Lata Mangeshkar and Shabbir Kumar from movie ‘Betaab’. Music of song ‘Jab Hum Jawan Honge’ given by R D Burman, while lyrics of song ‘Jab Hum Jawan Honge’ written by Anand Bakshi. Starring Sunny Deol and Amrita Singh

Jab Hum Jawan Honge Lyrics

Jab Hum Jawan Honge, Janey Kahan Honge Lyrics From Betaab

Ho O O O O O………..

Jab Hum Jawan Honge, Janey Kahan Honge 

Lekin Jahan Honge Waha Fariyad Karenge, Tujhe Yad Karenge

Jab Hum Jawan Honge, Janey Kahan Honge 

Lekin Jahan Honge Waha Fariyad Karenge, Tujhe Yad Karenge

Jab Hum Jawan Honge, Janey Kahan Honge

Yeh Bachpan Kaa Pyar Agar Kho Jayega

Dil Kitna Khali Khali Ho Jayega

Yeh Bachpan Kaa Pyar Agar Kho Jayega

Dil Kitna Khali Khali Ho Jayega

Tere Khayalo Se Ise Aabad Karenge Tujhe Yad Karenge

Jab Hum Jawan Honge, Janey Kahan Honge

Lekin Jahan Honge Waha Fariyad Karenge, Tujhe Yad Karenge

Jab Hum Jawan Honge………..

Aise Hasti Thee Woh Aise Chalti Thee

Chand Ke Jaise Chhuptee Aur Nikaltee Thee

Aise Hasti Thee Woh Aise Chalti Thee

Chand Ke Jaise Chhuptee Aur Nikaltee Thee

Sab Se Teree Bate, Tere Bad Karenge Tujhe Yad Karenge

Jab Hum Jawan Honge, Janey Kahan Honge

Lekin Jahan Honge Waha Fariyad Karenge, Tujhe Yad Karenge

Jab Hum Jawan Honge………..

Ha Aa Aa Aa Aa……..

Tere Shabnamee Khwabo Kee Tasviro Se

Tere Reshamee Julfon Kee Janjiro Se

Tere Shabnamee Khwabo Kee Tasviro Se

Tere Reshamee Julfon Kee Janjiro Se

Kaise Hum Apne Aap Ko Aazaad Karenge, Tujhe Yad Karenge

Jab Hum Jawan Honge, Janey Kahan Honge

Lekin Jahan Honge Waha Fariyad Karenge Tujhe Yad Karenge

Jab Hum Jawan Honge………..

Zeher Judayi Kaa Peena Pad Jaye Toh

Bichhad Ke Bhee Hum Ko Jina Pad Jaye Toh

Zeher Judayi Kaa Peena Pad Jaye Toh

Bichhad Ke Bhee Hum Ko Jina Pad Jaye Toh

Sare Jawani Bus Yunhi Barbad Karenge, Tujhe Yad Karenge

Jab Hum Jawan Honge, Janey Kahan Honge

Lekin Jahan Honge Waha Fariyad Karenge Tujhe Yad Karenge

Jab Hum Jawan Honge………..

Song Details

Song – Jab Hum Jawan Honge
Singer – Lata Mangeshkar and Shabbir Kumar
Music – R D Burman
Lyrics – Anand Bakshi
Album – Betaab
Label – Shemaroo

Watch ‘ Jab Hum Jawan Honge ‘ Music Video

Get Exciting Offer On Customised T-SHIRTS For Order Visit – @noddyme

Follow Us