Categories
Rehna Hai Tere Dil Mein

Rehna Hai Tere Dil Mein Lyrics – Sonu Nigam

Rehna Hai Tere Dil Mein Lyrics - Sonu Nigam
Rehna Hai Tere Dil Mein Lyrics – Sonu Nigam

Rehna Hai Tere Dil Mein Lyrics – Sonu Nigam, is hindi song sung by Sonu Nigam from movie ‘Rehna Hai Tere Dil Mein’. Music of song ‘Rehna Hai Tere Dil Mein’ given by Harris Jayaray. Starring Madhavan, Dia Mirza and Saif Ali Khan

Rehna Hai Tere Dil Mein Lyrics

Mujhe kehna kehna, tujhse hai kehna
Mujhe rehna rehna tere dil mein rehna
Mujhe kehna kehna tujhse hai kehna
Rehna rehna tere dil mein rehna
Jaane jaan ab dard judaai


Sehna sehna mujhko nahin sehna
Oh, kehna hai kehna hai, aaj tujhse kehna hai
Rehna hai rehna hai, tere dil mein rehna hai
Beqaraar dil hai pyaasi rehna hai
Ek pal kahin na mujhko chaina hai


Kisne kiya hai yeh jaadu
Hone lagi hoon beqaabu
Main banke deewani phirti hoon kyoon
Main to na jaanoon
Kehna hai kehna hai, aaj tujhse kehna hai
Rehna hai rehna hai, tere dil mein rehna hai


Beqaraar dil hai pyaasi rehna hai
Ek pal kahin na mujhko chaina hai
(Tum jo kaho to jaane jaan
Taare todke main laaoon) – 2
Ek ajnabi pe mujhko aitbaar kyoon hai
Har gadhi khumaari kyoon hai, dhadkanein bata


Dilbar ab to meri jaan ban gayi ho tum
Maanga maine jisko jaaneman vahi ho tum
Kisne kiya hai yeh jaadu
Hone lagi hoon beqaabu
Main banke deewani phirti hoon kyoon
Main to na jaanoon


Kehna hai kehna hai, aaj tujhse kehna hai
Rehna hai rehna hai, tere dil mein rehna hai
Aah aah, aah aah, aah aah aah aah
Aah aah aah aah, aah aah aah aah, aah aah aah
Yeh dil toda jo tune, jeete ji na mar jaaoon


Aah aah aah aah
Yeh dil toda jo tune, jeete ji na mar jaaoon
Silsila yeh kaisa hai jo toot ta nahin hai
Aankh bolti hai lekin hont bezubaan
Main to jhoomoon in jhoomti bahaaron mein


Dhoonde tujhko nazarein raat din nazaaron mein
Kisne kiya hai yeh jaadu
Hone lagi hoon beqaabu
Main banke deewani phirti hoon
Kehna hai kehna hai, aaj tujhse kehna hai
Rehna hai rehna hai, tere dil mein rehna hai


Beqaraar dil hai pyaasi rehna hai
Ek pal kahin na mujhko chaina hai
Hm hm hm hm hm hm hm hm – 2
Hm hm hm, hm hm hm, hm hm hm hm hm hm hm
Mujhe kehna kehna tujhse hai kehna
Rehna rehna tere dil mein rehna


Jaane jaan ab dard judaai
Sehna sehna mujhko nahin sehna
Kehna kehna tujhse hai kehna
Rehna rehna tere dil mein rehna
Jaane jaan ab dard judaai
Sehna sehna mujhko nahin sehna

Song Details

Song – Rehna Hai Tere Dil Mein
Singer – Sonu Nigam
Music – Harris Jayaray
Album – Rehna Hai Tere Dil Mein

Follow Us

Categories
Rehna Hai Tere Dil Mein

Dil Ko Lyrics- Rehna Hai Tere Dil Mein

Dil Ko Lyrics- Rehna Hai Tere Dil Mein
Dil Ko Lyrics- Rehna Hai Tere Dil Mein

Dil Ko Lyrics- Rehna Hai Tere Dil Mein, is hindi song sung by Roop Kumar Rathore from movie ‘Rehna Hai Tere Dil Mein’. Music of song ‘Dil Ko’ given by Harris Jayaray. Starring Madhavan, Dia Mirza and Saif Ali Khan

Dil Ko Lyrics

Mm hm hm, mm hm hm hm hm
Mm hm hm hm hm, mm mm mm mm mm mm mm
Dil ko tumse pyaar hua, pehli baar hua
Tumse pyaar hua
Main bhi aashiq yaar hua, pehli baar hua


Tumse pyaar hua
(Chhaayi hai betaabi
Meri jaan, kaho main kya karoon) – 2
Dil ko tumse pyaar hua, pehli baar hua
Tumse pyaar hua
Main bhi aashiq yaar hua, pehli baar hua


Tumse pyaar hua
Oh, kho gaya main khayaalon mein
Ab neend bhi nahin aankhon mein
Karvatein bas badalta hoon
Ab jaagta hoon main raaton mein
Ab doori na sehni, har lamha kehta hai


Na jaane haal mera aisa kyoon rehta hai
Main deewana tera ban gaya jaane jaana
Main fasaana tera ban gaya jaane jaana
Haseena gori gori, churaaya chori chori
Churaaya dil chori chori chori chori chori


Dil ko tumse pyaar hua, pehli baar hua
Tumse pyaar hua
Main bhi aashiq yaar hua, pehli baar hua
Tumse pyaar hua
Aarzoo hai mere sapnon ki
Baitha rahoon teri baahon mein


Sirf tu mujhe chaahe ab
Itna asar ho meri aahon mein
Tu keh de haske to tod doon main rasmon ko
Marke bhi na bhooloon main teri kasmon ko
Main to aaya hoon yahan pe bas tere liye
Tera tan mann sab hai mere liye


Hai kya haseen nazaara, sama hai pyaara pyaara
Gale laga le yaara yaara yaara yaara yaara
Main bhi aashiq yaar hua, pehli baar hua
Tumse pyaar hua
(Chhaayi hai betaabi
Meri jaan, kaho main kya karoon) – 2
Kya karoon, kya karoon, kya karoon

Song Details

Song – Dil Ko
Singer – Roop Kumar Rathore
Music – Harris Jayaray
Album – Rehna Hai Tere Dil Mein

Follow Us

Categories
Rehna Hai Tere Dil Mein

Zara Zara Lyrics – Rehna Hai Tere Dil Mein

Zara Zara Lyrics - Rehna Hai Tere Dil Mein
Zara Zara Lyrics – Rehna Hai Tere Dil Mein

Zara Zara Lyrics – Rehna Hai Tere Dil Mein, is hindi song sung by Bombay Jayashree from movie ‘Rehna Hai Tere Dil Mein’. Music of song ‘Zara Zara’ given by Harris Jayaray. Starring Madhavan, Dia Mirza and Saif Ali Khan

Zara Zara Lyrics

(Zara zara bahekta hai, mahekta hai
Aaj to mera tan badan, main pyaasi hoon
Mujhe bhar le apni baahon mein) – 2
Hai meri kasam tujhko sanam, door kahin na jaa
Yeh doori kehti hai paas mere aaja re


Yunhi baras baras kaali ghata barse
Hum yaar bheeg jaaye is chaahat ki baarish mein
Meri khuli khuli laton ko suljhaaye
Tu apni ungliyon se main to hoon isi khwaahish mein
Sardi ki raaton mein hum soye rahe ek chaadar mein
Hum dono tanha ho, na koi bhi rahe is ghar mein


Zara zara bahekta hai, mahekta hai
Aaj to mera tan badan, main pyaasi hoon
Mujhe bhar le apni baahon mein
Aaja re aa re
Tadpaaye mujhe teri sabhi baatein
Ek baar ae deewane jhootha hi sahi pyaar to kar


Main bhooli nahin haseen mulaaqaatein
Bechain karke mujhko mujhse yun na pher nazar
Roothega na mujhse, mere saathiya yeh vaada kar
Tere bina mushkil hai jeena mera mere dil mein
Zara zara bahekta hai, mahekta hai


Aaj to mera tan badan, main pyaasi hoon
Mujhe bhar le apni baahon mein
Hai meri kasam tujhko sanam, door kahin na jaa
Yeh doori kehti hai paas mere aaja re
Aaja re, aaja re, aaja re

Song Details

Song – Zara Zara
Singer – Bombay Jayashree
Music – Harris Jayaray
Album – Rehna Hai Tere Dil Mein

Follow Us

Categories
Rehna Hai Tere Dil Mein

Sach Keh Raha Hai Lyrics – K.K

Sach Keh Raha Hai Lyrics - K.K
Sach Keh Raha Hai Lyrics – K.K

Sach Keh Raha Hai Lyrics – K.K, is hindi song sung by K.K from movie ‘Rehna Hai Tere Dil Mein’. Music of song ‘Sach Keh Raha Hai’ given by Harris Jayaray. Starring Madhavan, Dia Mirza and Saif Ali Khan

Sach Keh Raha Hai Lyrics

(Sach keh raha hai deewana dil
Dil na kisi se lagaana) – 2
Jhoothe hai yaar ke vaade saare
Jhoothi hai pyaar ki kasmein
Maine har lamha jisse chaaha, jisse pooja
Ussi ne yaaron mera dil


Toda toda, tanha tanha chhoda
Sach keh raha hai deewana dil
Dil na kisi se lagaana
Jhoothe hai yaar ke vaade saare
Jhoothi hai pyaar ki kasmein
Maine har lamha jisse chaaha, jisse pooja


Ussi ne yaaron mera dil
Toda toda, tanha tanha chhoda
Mausam mausam tha suhaana bada
Mausam mausam maine dekha usse
Hua main paagal bas pal bhar mein, aah
Mausam mausam tha suhaana bada


Mausam mausam maine dekha usse
Hua main paagal bas pal bhar mein
Aake basi hai voh mere mann mein
Uski kami hai ab jeevan mein
Voh door hai meri nazron se
Kyoon usse main chaahoon


Oh, sach keh raha hai deewana dil
Dil na kisi se lagaana
Jhoothe hai yaar ke vaade saare
Jhoothi hai pyaar ki kasmein
Maine har lamha jisse chaaha, jisse pooja


Ussi ne yaaron mera dil
Toda toda, tanha tanha chhoda
Sundar sundar voh haseena badi
Sundar sundar main to khone laga
Uske nashe mein bin piye baheka, aah


Sundar sundar voh haseena badi
Sundar sundar main to khone laga
Uske nashe mein bin piye baheka
Ek din usse bhoola doonga main
Uske nishaan mita doonga main
Chaahoonga na main us patthar ko


Jaa usse bata de
(La lai lai lai lai la le
La lai lai lai lai la) – 2
Maine har lamha jisse chaaha, jisse pooja
Ussi ne yaaron mera dil
Toda toda, tanha tanha chhoda

Song Details

Song – Sach Keh Raha Hai
Singer – K.K
Music – Harris Jayaray
Album – Rehna Hai Tere Dil Mein

Follow Us