Categories
Raanjhanaa

Tum Tak Lyrics – Raanjhanaa

Tum Tak Lyrics - Raanjhanaa
Tum Tak Lyrics – Raanjhanaa

Tum Tak Lyrics – Raanjhanaa, is latest hindi song sung by A V Pooja, Keerti Sagathia and Javed Ali from movie ‘Raanjhanaa’. Music of song ‘Tum Tak’ given by A R Rahman, while lyrics of song ‘Tum Tak’ written by Irshad Kamil. Starring Sonam Kapoor and Dhanush

Tum Tak Lyrics

meri har manmani bas tum tak
baate bachkani bas tum tak
meri najar deewani bas tum tak
mere sukh dukh aate jate saare tum tak
tum tak tum tak
sone yaar tum tak tum tak tum tak sone yaar
tum tak tum tak arji meri

fir aage jo marji
tum tak tum tak arji meri
fir teri jo marji meri
har dushwari bas tum tak
meri har hoshiyari bas tum tak
meri har taiyari bas tum tak
tum tak tum tak tum tak tum tak
meri ishk khumari bas tum tak

ek tak ek tak naa tak gumsum najuk najuk
dilse ham tum tum tum tum tum tum tum tum tum
chabuk naina maaro maaro
tum tum tum tum tum tum tum tum tum
maaro naa naina tum
maaro naa naina tum
tum tak chala hu tum tak chalunga tum tak
mila hu tum tak milunga tum tak
chala hu tum tak chalunga tum tak
mila hu tum tak milunga tum tak

ha ukhada ukhada mukhada mukhada
mukhade pe naina kaale
ladhte ladhte ladhe badhte badhte badhe
ha apna sajna kabhi sapna sajna kabhi
mukhade pe naina dale
naino ki ghat leja naino ki naiya
patwar tu hai meri, tu kevaiya
jana hai paar tere, tu hi bhawar hai

pahuchegi paar kaise najuk si naiya
tum tak tum tak tum tak sone yaar
tum tak tum tak tum tak sone yaar
tum tak tum tak arji meri
fir aage jo marji
tum tak tum tak arji meri
fir teri jo marji meri
har dushwari bas tum tak
meri har hoshiyari bas tum tak
meri har taiyari bas tum tak
tum tak tum tak tum tak tum tak
meri ishk khumari bas tum tak

Song Details

Song – Tum Tak
Singer – A V Pooja, Keerti Sagathia and Javed Ali
Music – A R Rahman
Lyrics – Irshad Kamil
Album – Raanjhanaa
Label – Eros Now

Watch ‘ Tum Tak ‘ Music Video

Get Exciting Offer On Customised T-SHIRTS For Order Visit – @noddyme

Follow Us

Categories
Raanjhanaa

Nazar Laaye Lyrics – Raanjhanaa

Nazar Laaye Lyrics - Raanjhanaa
Nazar Laaye Lyrics – Raanjhanaa

Nazar Laaye Lyrics – Raanjhanaa, is latest hindi song sung by Rashid Ali and Neeti Mohan from movie ‘Raanjhanaa’. Music of song ‘Nazar Laaye’ given by A R Rahman, while lyrics of song ‘Nazar Laaye’ written by Irshad Kamil. Starring Sonam Kapoor, Abhay Deol and Dhanush

Nazar Laaye Lyrics

Maine hara main, tera sara hoon main
Meetha meetha tu, khaara khaara main
Tera sara main, sara main..
Maine hara main, tera sara hoon main
Meetha meetha tu, khaara khaara main
Tera sara main, sara main..
Sindoori.. rang suhagan sachcha
Sachcha re.. sarmaya jo paya hai woh
Tu dil mein maahi aaya hai
Maine maahi paya hai
Nazar laaye na, koi nazar laaye na

Dil ne shagun manaya hai
Ishq parauna aaya hai
Nazar laaye na, koi nazar laaye na
Nazar laaye, joh tumko jal jaaye woh
Chaand le jag begana ho
Nazar laaye na.. nazar laaye na..
Maine hara main, tera sara hoon main
Meetha meetha tu, khaara khaara main
Tera sara main, sara main..
Maine hara main, tera sara hoon main
Meetha meetha tu, khaara khaara main
Tera sara main, sara main.. [Sara main..]

Kajal teeka peechhe kanon ke,
Nazron ko roke re,
Duniya deti laakhon hi dhokhe,
Meethi si hoke re,
Tamke main mirche varoon,
Saari sharam utaaroon,
Maahi na jag ko haaroon,
Kehta hai dil
Kehta hai dil
Maine hara main, tera sara hoon main
Meetha meetha tu, khaara khaara main
Tera sara main, sara main..

Song Details

Song – Nazar Laaye
Singer – Rashid Ali and Neeti Mohan
Music – A R Rahman
Lyrics – Irshad Kamil
Album – Raanjhanaa
Label – Sony Music India

Watch ‘ Nazar Laaye ‘ Music Video

Get Exciting Offer On Customised T-SHIRTS For Order Visit – @noddyme

Follow Us