Categories
Aashiqui (1990)

Saanson Ki Jarurat Hai Jaise Lyrics – Aashiqui

Saanson Ki Jarurat Hai Jaise Lyrics - Aashiqui
Saanson Ki Jarurat Hai Jaise Lyrics – Aashiqui

Saanson Ki Jarurat Hai Jaise Lyrics – Aashiqui, is hindi song sung by Kumar Sanu from movie ‘Aashiqui’. Music of song ‘Saanson Ki Jarurat Hai Jaise’ given by Nadeem Shravan while lyrics of song ‘Saanson Ki Jarurat Hai Jaise’ written by Sameer. Starring Rahul Roy and Anu Agarwal

Saanson Ki Jarurat Hai Jaise Lyrics

Saanson ki zaroorat hai jaise

Saanson ki zaroorat hai jaise

Zindagi ke liye

Bas ek sanam chahiye

Aashiqui ke liye

Jaam ki zaroorat hai jaise

Jaam ki zaroorat hai jaise

Bekhudi ke liye

Haan ek sanam chaahiye

Aashiqui ke liye

Bas ek sanam chaahiye

Aashiqui ke liye

Waqt ke haathon mein

Sabki taqdeerein hain

Waqt ke haathon mein

Sabki taqadirein hain

Aaina jhootha hai

Sachchi tasveerein hain

Jahaan dard hai waheen jeet hai

Jahaan pyaas hai waheen meet hai

Koi na jaane magar

Jeene ki yahi reet hai

Saaz ki zaroorat hai jaise

Saaz ki zaroorat hai jaise

Mausiqi ke liye

Bas ek sanam chaahiye

Aashiqui ke liye

Haan ek sanam chaahiye

Aashiqui ke liye

Manzilein haasil hain

Phir bhi ek doori hai

Manzilein haasil hain

Phir bhi ek doori hai

Bina humraahi ke

Zindagi adhoori hai

Milegi kaheen koi rehguzar

Tanha katega kaise yeh safar

Mere sapne ho jahaan

Dhoondhoon main aisi nazar

Chaand ki zaroorat hai jaise

Chaand ki zaroorat hai jaise

Chandini ke liye

Bas ek sanam chaahiye

Aashiqui ke liye

Saanson ki zaroorat hai jaise

Saanson ki zaroorat hai jaise

Zindagi ke liye

Bas ek sanam chahiye

Aashiqui ke liye

Bas ek sanam chahiye

Aashiqui ke liye

Aashiqui ke liye

Aashiqui ke liye

Aashiqui ke liye

Song Details

Song – Saanson Ki Jarurat Hai Jaise
Singer – Kumar Sanu
Music – Nadeem Shravan
Lyrics – Sameer
Album – Aashiqui
Director – Mahesh Bhatt
Label – T-Series

Disclaimer:

All Lyrics Published on Lyricspedia are informational and provided for educational purposes only. No representation is made or warranty given as to their content. All lyrics & videos published on Lyricspedia are property and copyright of their respective owners. If you discover any mistake in the lyrics or you have any issue in reading the lyrics then please contact us now.

Follow Us

Categories
Aashiqui (1990)

Dil Ka Aalam Lyrics – Aashiqui | Kumar Sanu

Dil Ka Aalam Lyrics - Aashiqui | Kumar Sanu
Dil Ka Aalam Lyrics – Aashiqui | Kumar Sanu

Dil Ka Aalam Lyrics – Aashiqui | Kumar Sanu, is hindi song sung by Kumar Sanu from movie ‘Aashiqui’. Music of song ‘Dil Ka Aalam’ given by Nadeem Shravan, while lyrics of song ‘Dil Ka Aalam’ written by Sameer. Starring Rahul Roy and Anu Agarwal

Dil Ka Aalam Lyrics

Ho ho ho, ho ho ho

Ho ho ho, O O O

Dil ka aalam main kya bataun tujhe

Dil ka aalam main kya bataun tujhe

Ek chehre ne bahut

Ek chehre ne bahut

Pyaar se dekha mujhe…

Dil ka aalam main kya bataoon tujhe

Dil ka aalam main kya bataoon tujhe

Ek chehre ne bahut

Ek chehre ne bahut

Pyaar se dekha mujhe…

Dil ka aalam main kya bataoon tujhe

Woh mere saamne baithi hai magar

Us se kuchh baat na ho paayi hai

Main ishaara bhi agar karta hoon

Is Mein hum dono ki ruswai hai

Is Mein hum dono ki ruswai hai

Dil ka aalam main kya bataoon tujhe

Dil ka aalam main kya bataoon tujhe

Woh to hothon se kuchh bhi kehti nahi

Uski aankhon mein ik kahani hai

Us kahani mein naam hai mera

Mujh pe kudrat ki meharbani hai

Mujh pe kudrat ki meharbani hai

Dil ka aalam main kya bataun tujhe

Dil ka aalam main kya bataun tujhe

Ek chehre ne bahut

Ek chehre ne bahut

Pyaar se dekha mujhe…

Dil ka aalam main kya bataun tujhe

Song Details

Song – Dil Ka Aalam
Singer – Kumar Sanu
Music – Nadeem Shravan
Lyrics – Sameer
Album – Aashiqui
Director – Mahesh Bhatt
Label – T-Series

Disclaimer:

All Lyrics Published on Lyricspedia are informational and provided for educational purposes only. No representation is made or warranty given as to their content. All lyrics & videos published on Lyricspedia are property and copyright of their respective owners. If you discover any mistake in the lyrics or you have any issue in reading the lyrics then please contact us now.

Follow Us

Categories
Aashiqui (1990)

Mera Dil Tere Liye Lyrics – Aashiqui

Mera Dil Tere Liye Lyrics - Aashiqui
Mera Dil Tere Liye Lyrics – Aashiqui

Mera Dil Tere Liye Lyrics – Aashiqui, is hindi song sung by Anuradha Paudwal and Udit Narayan from movie ‘Aashiqui’. Music of song ‘Mera Dil Tere Liye’ given by Nadeem Shravan, while lyrics of song ‘Mera Dil Tere Liye’ written by Sameer. Starring Rahul Roy and Anu Agarwal

Mera Dil Tere Liye Lyrics

Mera dil tere liye dhadakta hai

Ho..o..o..oo..dhadakta hai

Dekhun jo tujhe to yeh dil behakta hai

Ho..o..o..oo..behakta hai

Zara paas aa tere lab choom loon

Mein kya chahti hoon main kaise kahoon

Zara paas aa tere lab choom loon

Mein kya chahti hoon main kaise kahoon

Sameto na baahon mein ye gora badan

Bujhegi bhala kaise dil ki agan

Koi shola seene mein bhadakta hai

Ho..o..o..oo..bhadakta hain

Ho..naya dard hai yeh to nayi pyaas hai

Jawani ka pehla ehsaas hai

Naya dard hai yeh to nayi pyaas hai

Jawani ka pehla ehsaas hai

Mohabbat ka dil pe nasha chha gaya

Kuchh bhi ho janam maza aa gaya

Ke ab dil sambhale na sambhalta hai

Ho..o..o..oo..sambhalta hai

Mera dil tere liye dhadakta hai

Ho..o..o..oo..dhadakta hai.

Song Details

Song – Mera Dil Tere Liye
Singer – Anuradha Paudwal and Udit Narayan
Music – Nadeem Shravan
Lyrics – Sameer
Album – Aashiqui
Director – Mahesh Bhatt
Label – T-Series

Disclaimer:

All Lyrics Published on Lyricspedia are informational and provided for educational purposes only. No representation is made or warranty given as to their content. All lyrics & videos published on Lyricspedia are property and copyright of their respective owners. If you discover any mistake in the lyrics or you have any issue in reading the lyrics then please contact us now.

Follow Us

Categories
Aashiqui (1990)

Jaan-E-Jigar Jaaneman Lyrics – Aashiqui

Jaan-E-Jigar Jaaneman Lyrics - Aashiqui
Jaan-E-Jigar Jaaneman Lyrics – Aashiqui

Jaan-E-Jigar Jaaneman Lyrics – Aashiqui, is hindi song sung by Anuradha Paudwal and Kumar Sanu from movie ‘Aashiqui’. Music of song ‘Jaan-E-Jigar Jaaneman’ given by Nadeem Shravan, while lyrics of song ‘Jaan-E-Jigar Jaaneman’ written by Sameer. Starring Rahul Roy and Anu Agarwal

Jaan-E-Jigar Jaaneman Lyrics

Jaanam jaane jaan

Jaanam jaane jahaan

Jaane jigar jaaneman

Mujhko hai teri kasam

Tu jo mujhe na mila

Mar jaungi main sanam

Jaane jigar jaaneman

Mujhko hai teri kasam

Tu jo mujhe na mili

Mar jaunga main sanam

O rokega hum ko ab kya zamaana

Mar ke humein hai wada nibhana

Jaane jigar jaaneman

Mujhko hai teri kasam

Tu jo mujhe na mila

Mar jaungi main sanam

Main phoolon se, kaliyon se, taaron se

Teri maang bhar dunga

Main phoolon se, kaliyon se, taaron se

Teri maang bhar dunga

Main saanson ki mehki baharon ko

Tere naam kar dunga

Main pyaar tujhse karti hoon

Din raat aahein bharti hoon

Aahein bharti hoon

Aahein bharti hoon

Jaane jigar jaaneman

Mujhko hai teri kasam

Tu jo mujhe na mili

Mar jaunga main sanam

Jaane jigar jaaneman

Mujhko hai teri kasam

Tu jo mujhe na mila

Mar jaungi main sanam

Bin tere gujarte hain kaise

Mere din raat na puchho

Bin tere gujarte hain kaise

Mere din raat na puchho

Jo dil mein chhupi hai mere

Hum nasheen woh baat na pucho

Do dil jab dhadakte hain

Aise hi tadapte hain

Tadapte hain

Tadapte hain

Jaane jigar jaaneman

Mujhko hai teri kasam

Tu jo mujhe na mila

Mar jaungi main sanam

Ho rokega hum ko ab kya zamaana

Mar ke humein hai wada nibhana

Jaane jigar jaaneman

Mujhko hai teri kasam

Tu jo mujhe na mila

Mar jaungi main sanam

Jaanam jaane jaan

Jaanam jaane jahaan

Jaanam jaane jaan

Jaanam jaane jahaan

Song Details

Song – Jaan-E-Jigar Jaaneman
Singer – Anuradha Paudwal and Kumar Sanu
Music – Nadeem Shravan
Lyrics – Sameer
Album – Aashiqui
Director – Mahesh Bhatt
Label – T-Series

Disclaimer:

All Lyrics Published on Lyricspedia are informational and provided for educational purposes only. No representation is made or warranty given as to their content. All lyrics & videos published on Lyricspedia are property and copyright of their respective owners. If you discover any mistake in the lyrics or you have any issue in reading the lyrics then please contact us now.

Follow Us

Categories
Aashiqui (1990)

Nazar Ke Samne Lyrics – Aashiqui

Nazar Ke Samne Lyrics - Aashiqui
Nazar Ke Samne Lyrics – Aashiqui

Nazar Ke Samne Lyrics – Aashiqui, is hindi song sung by Anuradha Paudwal and Kumar Sanu from movie ‘Aashiqui’. Music of song ‘Nazar Ke Samne’ given by Nadeem Shravan, while lyrics of song ‘Nazar Ke Samne’ written by Sameer. Starring Rahul Roy and Anu Agarwal

Nazar Ke Samne Lyrics

Nazar ke samne jigar ke paas

Nazar ke samne jigar ke paas

Koyi rehta hai woh ho tum

Nazar ke samne jigar ke paas

Nazar ke samne jigar ke paas

Koyi rehta hai woh ho tum

Nazar ke samne jigar ke paas

Betabi kya hoti hai pucho mere dil se

Betabi kya hoti hai pucho mere dil se

Tanha tanha lauta hoon main to bhari mehfil se

Mar na jaaun kahin

Mar na jaaun kahin

Ho ke tum se judaa

Nazar ke samne jigar ke paas

Nazar ke samne jigar ke paas

Koyi rehta hai woh ho tum

Nazar ke samne jigar ke paas

Tanhai jeene na de bechaini tadpaye

Tanhai jeene na de bechaini tadpaye

Tumko main na dekhun to dil mera ghabraye

Ab mujhe chhod ke

Ab mujhe chhod ke

Door jaana nahi

Nazar ke samne jigar ke paas

Nazar ke samne jigar ke paas

Koyi rehta hai woh ho tum

Nazar ke samne jigar ke paas

Nazar ke samne jigar ke paas

Koyi rehta hai woh ho tum

Song Details

Song – Nazar Ke Samne