Categories
1920 Horrors of the Heart

Aye Zindagi Lyrics – 1920 Horrors Of The Heart

Aye Zindagi Lyrics - 1920 Horrors Of The Heart

Aye Zindagi Lyrics – 1920 Horrors Of The Heart, is hindi song sung by Esha Gaur and Farhaan Sabri from movie ‘1920 Horrors Of The Heart’. Music of song ‘Aye Zindagi’ given by Puneet Dixit, while lyrics of song ‘Aye Zindagi’ written by Shweta Bothra.

Aye Zindagi Lyrics

Aye zindagi, ye kaisa gham

Na duaa lage, na hi dum

Nafraton ki aag mein

Ishq badla raakh mein

Kaisi jagah, dekho pahunche hum

Aye Zindagi, Ye Kaisa Gham..!!

Kaisa Gham..!!

Yeh hua jo bhi hua hai

Dil ki hai yeh khata

Dil ki hai yeh khata

Aye khuda, is raat ki

Subah kahan hai, bata

Subah kahan hai, bata

Yeh hua jo bhi hua hai

Dil ki hai yeh khata

Aye khuda, is raat ki subah kahan hai, bata

Aye zindagi, yeh kaisa gham

Kaun hoon, ye main kaun hoon

Khud ko maine kahan kho diya

Hai kahan rehbar, tu kahan

Tujhko dhoondhe zameen, aasmaan

Kaanpta hai yeh dil mera

Hone ko hai woh jo hai ankaha

Ghut raha khwaabon ka dum

Ye raat kab hogi khatam

Kaisi jagah, dekho pahunche hum

Aye zindagi, yeh kaisa gham, kaisa gham..!!

Yeh hua jo bhi hua hai

Dil ki hai yeh khata

Dil ki hai yeh khata

Aye khuda, is raat ki

Subah kahan hai, bata

Subah kahan hai, bata

Yeh hua jo bhi hua hai, 

Dil ki hai yeh khata

Aye khuda, is raat ki subah kahan hai, bata

Yeh hua jo bhi hua hai

Dil ki hai yeh khata

Dil ki hai yeh khata

Aye khuda, is raat ki

Subah kahan hai, bata

Subah kahan hai, bata

Yeh hua jo bhi hua hai, 

Dil ki hai yeh khata

Aye khuda, is raat ki subah kahan hai, bata

Song Details

Song – Aye Zindagi
Singer – Esha Gaur & Farhaan Sabri
Music – Puneet Dixit
Lyrics – Shweta Bothra
Album – 1920 Horrors of The Heart
Label – Zee Music Company

Disclaimer:

All Lyrics Published on Lyricspedia are informational and provided for educational purposes only. No representation is made or warranty given as to their content. All lyrics & videos published on Lyricspedia are property and copyright of their respective owners. If you discover any mistake in the lyrics or you have any issue in reading the lyrics then please contact us now.

Follow Us

Categories
1920 Horrors of the Heart

Lori Lyrics – Shreya Ghoshal | 1920 Horrors Of The Heart

Lori Lyrics - Shreya Ghoshal | 1920 Horrors Of The Heart

Lori Lyrics – Shreya Ghoshal | 1920 Horrors Of The Heart, is hindi song sung by Shreya Ghoshal from movie ‘1920 Horrors Of The Heart’. Music of song ‘Lori’ given by Puneet Dixit, while lyrics of song ‘Lori’ written by Shweta Bothra

Lori Lyrics

Aasmaan sa aanchal tujhko odhaaun

Jhilmil sitare, aa tujhko dikhaun

Aasmaan sa aanchal tujhko odhaaun

Jhilmil sitare, aa tujhko dikhaun

Raat ka andhera haathon se chhupaun

Aaja meri gudiya, ek lori sunaaun

Lori sunaaun, tujhko sulaaun

Aa, chal chalein ek aisi jagah

Kehte hain, rehti hai pariyan jahan

Satrangi baadal hawa me ude

Nanhi si kaliyon se khilta sama

Titli ke pankhon pe tujhko bithaaun

Titli ke pankhon pe tujhko bithaaun

Khushiyon ki baarish mein tujhko bhigaaun

Raat ka andhera haathon se chhupaaun

Aaja meri gudiya, ek lori sunaaun

Lori sunaaun, tujhko sulaaun, lori sunaaun..

Song Details

Song – Lori
Singer – Shreya Ghoshal
Music – Puneet Dixit
Lyrics – Shweta Bothra
Album – 1920 Horrors Of The Heart
Label – Zee Music Company

Disclaimer:

All Lyrics Published on Lyricspedia are informational and provided for educational purposes only. No representation is made or warranty given as to their content. All lyrics & videos published on Lyricspedia are property and copyright of their respective owners. If you discover any mistake in the lyrics or you have any issue in reading the lyrics then please contact us now.

Follow Us

Categories
1920 Horrors of the Heart

Zaroori Hai Lyrics – 1920 Horrors Of The Heart

Zaroori Hai Lyrics - 1920 Horrors Of The Heart

Zaroori Hai Lyrics – 1920 Horrors Of The Heart, is hindi song sung by Javed Ali and Palak Muchhal from movie ‘1920 Horrors Of The Heart’. Music of song ‘Zaroori Hai’ given by Puneet Dixit, while lyrics of song ‘Zaroori Hai’ written by Shweta Bothra. Starring Avika Gor, Rahul Dev, Barkha Bisht and Danish Pandor

Zaroori Hai Lyrics

Mere dil mein teri dhadkano ka

Dhadakna zaruri hai

Meri nazar se tere ashkon ka

Behna zaruri hai

In dooriyon ke kuch mausamon ka

Guzarna zaroori hai

Meri saanson ka teri saanson

Mein ghulna zaroori hai

Zaroori hai, zaroori hai

Mere dil mein teri dhadkano ka

Dhadakna zaroori hai

Main woh nadi hoon

Jo tanha si behti hoon

Main beh kar bhi kahi thami si rehti hoon

Tu bacha le mujhe

In gehri andheron se

Ya chhupa le kahi apne dil ke saveron mein

Teri saanson mein meri khushboo ka

Milna zaroori hai

Mere ashkon mein teri wafaon

Ka ghulna zaroori hai

Mere dil mein teri dhadkano ka

Dhadakna zaroori hai

Zaroori hai, zaroori hai

Mere dil mein teri dhadkano ka

Dhadakna zaroori hai

Main teri aankhon se

Har aansoo pi jaaunga

Main tere honthon pe

Hansne ki wajah laaunga

Khud ko jala kar raahon ko teri

Roshan karunga main

Har mod par aur har chhor par

Tera saaya banunga main

Meri hatheli pe teri lakeeron ka..!!

Hona zaroori hai..!!

Teri zameen ko mere chaand

Ka pehra zaroori hai

Mere dil mein teri dhadkano ka

Dhadakna zaroori hai

Zaroori hai, zaroori hai

Mere dil mein teri dhadkano ka

Dhadakna zaroori hai

Song Details

Song – Zaroori Hai
Singer – Javed Ali and Palak Mucchal
Music – Puneet Dixit
Lyrics – Shweta Bothra
Album – 1920 Horror Of The Heart
Label – Zee Music Company

Disclaimer:

All Lyrics Published on Lyricspedia are informational and provided for educational purposes only. No representation is made or warranty given as to their content. All lyrics & videos published on Lyricspedia are property and copyright of their respective owners. If you discover any mistake in the lyrics or you have any issue in reading the lyrics then please contact us now.

Follow Us

Categories
1920 Horrors of the Heart Papon

Woh Kahani Lyrics – Papon

Woh Kahani Lyrics - Papon

Woh Kahani Lyrics – Papon, is latest hindi song sung by Papon from movie ‘1920 Horrors of the Heart’. Music of song ‘Woh Kahani’ given by Puneet Dixit, while lyrics of song ‘Woh Kahani’ written by Shweta Bothra. Starring Avika Gor and Danish Pandor

Woh Kahani Lyrics

Pyar Me Bheege, Jo Khat The

Ham Wo Saare Jalaa Aayein

Chhupke Mile The, Tumse Jahaa

Raah Wo Saari Bhula Aaye

Jo Tha Likhaa Wo, Hoga Nahi

Wo Kahaani, Fir Kabhi

Ab Ham Milenge, Na Kahin

Wo Kahaani, Fir Kabhi

Is Pyar Se Tu

Mujhko Rihaa Kar

Rashme Judaai Ki

Haske Adaa Kar

Paas Me Mere

Gham Ke Sivaa Kuch

Ye Zindagi Na

Mujhpe Fanaa Kar

Seene Me Tere

Dil Hi Nahi

Wo Kahaani

Fir Kabhi

Ab Ham Milenge, Na Kahin

Wo Kahaani, Fir Kabhi

Kaisi Kaali Raat Thi Jisne

Sabkuch Mera Chheen Liya Hai

Jisko Bunaa Tha Haathon Se Apne

Rista Wo Pal Me Toot Gaya Hai

Hoga Saweraa Phir Se Nahi

Wo Kahaani Fir Kabhi

Ab Ham Milenge Na Kahin

Wo Kahani Fir Kabhi

Song Details

Song – Woh Kahani
Singer – Papon
Music – Puneet Dixit
Lyrics – Shweta Bothra
Album – 1920 Horrors of the Heart