Bewafaa Tu Lyrics – Yaariyan 2 | Jubin Nautiyal, is hindi song sung by Jubin Nautiyal from movie ‘Yaariyan 2’. Music and lyrics of song ‘Bewafaa Tu’ given by Manan Bhardwaj and Rahim Shah. Starring Divya Khosla Kumar, Yash Daasguptaa, Meezaan Jafri and Anaswara Rajan
Bewafaa Tu Lyrics
Kyun bin bataye yeh anshu hain aaye
Chehare par phir bhi dekho mere haseen hain
Puchani ha kitni baatein
Kahan kahan gujari hain raatein
Tere baare mein mujhko khabar yeh mili hain
Suna hain maine bewafa tu
Bahut hi khush hain
Kisi gair ke makaan mein
Bahut hi khush hain
Kisi gair ke makaan mein
Suna hain maine bewafa tu
Mujhe deta hain
Badduaayein duaa mein
Mujhe deta hain
Badduaayein tu duaa mein
Kaise kiya hain mujhe bhi bata
Kaise bana tu yu bewafa
Kuch to jawaab de tu bhi mujhe
Kab tak dhoondhu main yun hi tujhe
Kis dar ja ke kis khuda se
Kaise mangu bata de tujhe
Suna hain maine bewafa tu
Meri barbadiyon ka
Jashn manata hain
Meri barbadiyon ka
Jashn manata hain
Suna hain maine bewafa tu
Meri tasveer akele
Mein jalata hain
Meri tasveer akele
Mein jalata hain
Lagta tha mujhe mein hi hain kuch kami
Jo ishq kiya mujhe mil na saka
Meri hi aankhon mein hain kuch nami
Jo ishq tera mujhe dikh na saka
Mujhe kya pata tha tu hi hain bewafa
Chehra yoon tera mujhe dikhe na saka
Sochata rahata hoon kya thi khata
Tu mil gaya jo mujhe tu mil gaya
Suna hai maine bewafa tu
Mere marne ka
Intzaar kar raha hain
Mere marne ka
Intzaar kar raha hain
Suna hain maine bewafa tu
Mere hisse ka usko
Pyaar kar raha hain
Mere hisse ka usko
Pyaar kar raha hain
Song Details
Song – Bewafaa Tu | ||
Singer – Jubin Nautiyal | ||
Music – Manan Bhardwaj and Rahim Shah | ||
Lyrics – Manan Bhardwaj and Rahim Shah | ||
Album – Yaariyan 2 | ||
Director – Radhika Rao and Vinay Sapru | ||
Label – T-Series |
Disclaimer:
All Lyrics Published on Lyricspedia are informational and provided for educational purposes only. No representation is made or warranty given as to their content. All lyrics & videos published on Lyricspedia are property and copyright of their respective owners. If you discover any mistake in the lyrics or you have any issue in reading the lyrics then please contact us now.