Categories
Veer - Zaara

Aaya Tere Dar Par Lyrics – Veer Zaara

Aaya Tere Dar Par Lyrics - Veer Zaara
Aaya Tere Dar Par Lyrics – Veer Zaara

Aaya Tere Dar Par Lyrics – Veer Zaara, is hindi song sung by Ahmed Hussain and Mohammad Hussain from movie ‘Veer Zaara’. Music of song ‘Aaya Tere Dar Par’ given by Madan Mohan Kohli, while Lyrics of song ‘Aaya Tere Dar Par’ written by Javed Akhtar. Starring Shah Rukh Khan and Priety Zinta

Aaya Tere Dar Par Lyrics

Aa…. Aa…. Aa…. Aa…. Aa…. Aa.. Aa..
Jo bandishein thi
Zamaane ki tod aaya hoon
Main tere vaaste duniya
Ko chhod aaya hoon
Aaya tere dar par deewana
Aaya tere dar par deewana

Aaya hoon aaya aaya tera deewana
Aaya tere dar par deewana
Aaya tere dar par deewana
Tera deewana tera
Deewana tera deewana
Aaya tere dar par deewana
Aaya tere dar par deewana

Tera deewana tera
Tera deewana deewana
Tera deewana tera tera
Deewana tera deewana tera
Deewana tera deewana
Aaya tere dar par deewana
Aaya tere dar par deewana

Ye hai tera hi saudaayi
Ye hai tera hi shahdaayi
Ye hai tera hi saudaayi
Ye hai tera hi shahdaayi
Tere ishq mein hai isse mar jaana
Aaya tere dar par deewana
Aaya tere dar par deewana
Aa…. Aa…. Aa…

Tera jalwa jo paaun
Main har gham bhool jaaun
Tera jalwa jo main paaun
Main toh har gham bhool jaaun
Ye aansoo jo hai behte
Bas itna hai ye kehte
Kahaan tu aur kahaan

Main paraaya hoon yahaan main
Aa… karam itna agar
Ho ki mujh par ik nazar ho
Karam itna agar ho ki
Mujh par ik nazar ho
Jaan-o-dil vaar doon

Main zindagi haar doon main
Jaise shama pe marta hai parvaana
Aaya tere dar par deewana
Aaya tere dar par deewana
Aaya aa…… aa…. Aa….
Aaya tere dar par tera hi deewana
Aaya tere dar par tera hi deewana
Deewana tera deewana tera

Deewana tera deewana tera
Deewana tera aa deewana tera
Deewana tera deewana tera
Deewana tera deewana tera
Deewana tera
Aaya tere dar par deewana
Deewana deewana

Aaya kis mod pe afsana
Aaya kis mod pe afsana
Aaya kis mod pe afsana
Aaya kis mod pe afsana
Aaya kis mod pe afsana
Aaya kis mod pe afsana

Ye sitam ka rivaaj kyun hai
Jaisa hai ye samaaj kyun hai
Ye duniya ki hai rasmein
Main hoon ab inke bas mein
Ye jo duniya ki hai rasmein
Main hoon ab inke hi bas mein

Na poochho kya gila hai
Mujhe gham kyun mila hai
Tumhein main kya bataaun
Mohabbat jurm hai kyun
Koyi rota hai kyun aisa hota hai kyun
Kyun dil se har ek hai anjaana

Aaya kis mod pe afsana
Aaya kis mod pe afsana
Ye kis maahol mein ham hain
Khushi ke bhes mein gham hain
Kisse apna kahe kisse beghaana
Aaya kis mod pe afsana

Aaya kis mod pe afsana
Aa…… aa……
Aaya kis mod pe mera afsana
Aaya kis mod pe mera afsana
Afsana mera afsana mera
Afsana mera
Afsana mera afsana mera
Afsana mera afsana mera

Afsana mera afsana mera
Afsana mera afsana mera
Afsana mera afsana mera
Afsana mera afsana mera
Aaya kis mod pe
Afsana afsana afsana
Aaya kis mod pe afsana
Aaya kis mod pe afsana
Aaya kis mod pe afsana
Aaya kis mod pe afsana.

Song Details

Song – Aaya Tere Dar Par
Singer – Ahmed Hussain and Mohammad Hussain
Music – Madan Mohan Kohli
Lyrics – Javed Akhtar
Album – Veer Zaara
Label – YRF

Watch ‘ Aaya Tere Dar Par ‘ Music Video

Get Exciting Offer On Customised T-SHIRTS For Order Visit – @noddyme

Follow Us

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

%d