Categories
Hindi Songs

Aalam Lyrics – Chetanya

Aalam Lyrics - Chetanya
Aalam Lyrics – Chetanya

Aalam Lyrics – Chetanya, is hindi song sung by Chetanya from album ‘Tumse Milney Ki Chaahat’. Music of song ‘Aalam’ given by Prini Siddhant Madhav, while lyrics of song ‘Aalam’ written by Sameer Anjaan

Aalam Lyrics

Habibi aa, habibi aa

Aalam sunehra rahe

Ye waqt thehra rahe

Teri yaadon pe meri

Yaadon ka pehra rahe

Aalam sunehra rahe

Ye waqt thehra rahe

Teri yaadon pe meri

Yaadon ka pehra rahe

Suraj kabhi na doobe

Shaam dhale na kabhi

Gumsum gumsum karle baatein

Barse chahat ki barsaatein

Pehlu mein kaate raatein

Dil ko de dil ki saugatein

Gumsum gumsum karle baatein

Barse chahat ki barsaatein

Pehlu mein kaate raatein

Dil ko de dil ki saugatein

Rang aasmaani rahe

Dariya mein paani rahe

Duniya fanaa ho jaye

Apni kahaani rahe

Aalam sunehra rahe

Ye waqt thehra rahe

Teri yaadon pe meri

Yaadon ka pehra rahe

Suraj kabhi na doobe

Shaam dhale na kabhi

Do saanson ke jud gaye dhaage

Dheeme dheeme armaa jaage

Bin tere dil na laage

Jaane kya ab hoga aage

Do saanson ke jud gaye dhaage

Dheeme dheeme armaa jaage

Bin tere dil na laage

Jaane kya ab hoga aage

Mausam suhana rahe

Pal aashiqana rahe

Teri mehki baahon mein

Mera thikana rahe

Aalam sunehra rahe

Ye waqt thehra rahe

Teri yaadon pe meri

Yaadon ka pehra rahe

Suraj kabhi na dube

Shaam dhale na kavi

Song Details

Song – Aalam
Singer – Chetanya
Music – Prini Siddhant Madhav
Lyrics – Sameer Anjaan
Album – Tumse Milney Ki Chaahat
Label – Himesh Reshammiya Music and Melodies

Disclaimer:

All Lyrics Published on Lyricspedia are informational and provided for educational purposes only. No representation is made or warranty given as to their content. All lyrics & videos published on Lyricspedia are property and copyright of their respective owners. If you discover any mistake in the lyrics or you have any issue in reading the lyrics then please contact us now.

Follow Us

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

%d