Categories
Hare Raama Hare Krishna Kishore Kumar

Phoolon Ka Taron Ka Lyrics – Kishore Kumar

Phoolon Ka Taron Ka Lyrics  - Kishore Kumar

Phoolon Ka Taron Ka Lyrics – Kishore Kumar, is hindi song sung by Kishore Kumar from movie ‘Hare Raama Hare Krishna’. Music of song ‘Phoolon Ka Taron Ka’ given by R D Burman, while lyrics of song ‘Phoolon Ka Taron Ka’ written by Anand Bakshi. Starring Dev Anand, Zeenat Aman, Mumtaz

Phoolon Ka Taron Ka Lyrics

Hmm hmm hey hey

Hey hoo hoo hoo

Phoolon ka taaron ka

Sab ka kehna hai

Ek hazaron mein

Meri behna hai

Sari umar hame

Sang rehna hai

Phoolon ka taaron ka

Sab ka kehna hai

Ek hazaron mein

Meri behna hai

Sari umar hame

Sang rehna hai

Phoolon ka taaron ka

Sab ka kehna hai

Jabse meri aankhon

Se ho gayi tu door

Tabse sare jeevan ke

Sapne hain choor

Jabse meri aankhon

Se ho gayi tu door

He he tabse sare jeevan

Ke sapne hain choor

Aankhon mein neend

Na dil mein chaina hai

Ek hazaron mein

Sari umar hame

Sang rehna hai

Phoolon ka taaron ka

Sab ka kehna hai

Hey hey hey hoo hoo hoo

Dekho hum tum dono

Hain ek dali ke phool

Maein na bhoola tu kaise

Mujhko gai bhool

Haan dekho hum tum dono

Hain ek dali ke phool

Maein na bhoola tu

Kaise mujhko gai bhool

Aa mere paas aa

Keh jo kehna hai

Ek hazaron mein

Sari umar hame

Sang rehna hai

Phoolon ka taaron ka

Sab ka kehna hai

Jivan ke dukho se

Yun darate nahi hai

Aise bachake sach se

Guzarate nahi hai

Haan jivan ke dukho se

Yun darate nahi hai

Aise bachake sach se

Guzarate nahi hai

Sukh ki hai chaah to

Dukh bhi sahanaa hai

Ek hazaron mein

Sari umar hame

Sang rehna hai

Phoolon ka taaron ka

Sab ka kehna hai

Ek hazaron mein

Hey la la lala la la la la la

Ek hazaron mein

Ho la la lala la la la

Lala la la la la la.

Song Details

Song – Phoolon Ka Taron
Singer – Kishore Kumar
Music – R D Burman
Lyrics – Anand Bakshi
Album – Hare Raama Hare Krishna
Label – Saregama Music

Disclaimer:

All Lyrics Published on Lyricspedia are informational and provided for educational purposes only. No representation is made or warranty given as to their content. All lyrics & videos published on Lyricspedia are property and copyright of their respective owners. If you discover any mistake in the lyrics or you have any issue in reading the lyrics then please contact us now.

Follow Us

Categories
Kishore Kumar

Chingari Koi Bhadke Lyrics – Kishore Kumar

Chingari Koi Bhadke Lyrics - Kishore Kumar
Chingari Koi Bhadke Lyrics – Kishore Kumar

Chingari Koi Bhadke Lyrics – Kishore Kumar, is hindi song sung by Kishore Kumar from movie ‘Amar Prem’. Music of song ‘Chingari Koi Bhadke’ given by R D Burman, while lyrics of song ‘Chingari Koi Bhadke’ written by Anand Bakshi

Chingari Koi Bhadke Lyrics

Chingari koi bhadke, to saawan use bujhaye

Saawan jo agan lagaaye, usse kaun bujhaye?

Patjhad jo baag ujaade, wo baag bahaar khilaye

Jo baag bahar mein ujade, usse kaun khilaye?

Humse mat puchho kaise, mandir tuta sapno ka

Logo ki baat nahi hai, ye kissaa hai apno ka

Koi dushman thes lagaye, to mit jiyaa behlaaye

Man-mit jo ghaav lagaye, use kaun mitaaye?

Na jaane kya ho jaataa, jaane ham kya kar jaate

Peete hai to zinda hai, na peete to mar jaate

Duniya jo pyaasa rakhe, to madira pyaas bujhaye

Madira jo pyaas lagaye, use kaun bujhaye?

Use kaun bujhaye?

Maana tufaan ke aage nahi chalta zor kisi ka

Maujo ka dosh nahi hai, ye dosh hai aur kisi ka

Majdhaar mein naiyaa dole, to maajhi paar lagaye

Maajhi jo naav duboye, use kaun bachaye?

O use kaun bachaye?

Song Details

Song – Chingari Koi Bhadke
Singer – Kishore Kumar
Music – R D Burman
Lyrics – Anand Bakshi
Album – Amar Prem
Label – Saregama Music

Disclaimer:

All Lyrics Published on Lyricspedia are informational and provided for educational purposes only. No representation is made or warranty given as to their content. All lyrics & videos published on Lyricspedia are property and copyright of their respective owners. If you discover any mistake in the lyrics or you have any issue in reading the lyrics then please contact us now.

Follow Us

Categories
Kishore Kumar

Ek Ajnabee Haseena Se Lyrics – Kishore Kumar

Ek Ajnabee Haseena Se Lyrics - Kishore Kumar
Ek Ajnabee Haseena Se Lyrics – Kishore Kumar

Ek Ajnabee Haseena Se Lyrics – Kishore Kumar, is hindi song sung by Kishore Kumar from movie ‘Ajnabee’. Music of song ‘Ek Ajnabee Haseena Se’ given by R D Burman, while lyrics of song ‘Ek Ajnabee Haseena Se’ written by Anand Bakshi

Ek Ajnabee Haseena Se Lyrics

Ek ajnabee haseena se

Yoon mulakat ho gayi

Ek ajnabee haseena se

Yoon mulakat ho gayi

Phir kya hua yeh na pucho

Kuch aisi baat ho gayi

Ek ajnabee haseena se

Yoon mulakat ho gayi

Phir kya hua yeh na pucho

Kuch aisi baat ho gayi

Wo achanak aa gayi

Yoon nazar ke saamne

Jaise nikal aaya

Ghata se chaand

Chehre pe zulfein 

Bikhri hui thi

Din mein raat ho gayi

Ek ajnabee haseena se

Yoon mulakat ho gayi

Phir kya hua yeh na pucho

Kuch aisi baat ho gayi

Jane man jane jigar

Hota main shayar agar

Kehta gazal tere he adaon par

Maine ye kaha to

Mujse khafa wo

Jaane hayaat ho gayi

Ek ajnabee haseena se

Yoon mulakat ho gayi

Phir kya hua yeh na pucho

Kuch aisi baat ho gayi

Khubsurat baat ye

Char pal ka saath ye

Sari umar mujko rahega yaad

Mai akela tha magar

Ban gayi wo hamsafar

Wo mere sath ho gayi

Ek ajnabee haseena se

Yoon mulakaat ho gayi

Phir kya hua ye na pucho

Kuch aisi baat ho gayi

Song Details

Song – Ek Ajnabee Haseena Se
Singer – Kishore Kumar
Music – R D Burman
Lyrics – Anand Bakshi
Album – Ajnabee
Label – Saregama Music

Watch ‘ Ek Ajnabee Haseena Se ‘ Music Video

Disclaimer:

All Lyrics Published on Lyricspedia are informational and provided for educational purposes only. No representation is made or warranty given as to their content. All lyrics & videos published on Lyricspedia are property and copyright of their respective owners. If you discover any mistake in the lyrics or you have any issue in reading the lyrics then please contact us now.

Follow Us

Categories
Ajanabee (1974) Kishore Kumar Lata Mangeshkar

Bheegi Bheegi Raaton Mein Lyrics – Kishore Kumar

Bheegi Bheegi Raaton Mein Lyrics - Kishore Kumar
Bheegi Bheegi Raaton Mein Lyrics – Kishore Kumar

Bheegi Bheegi Raaton Mein Lyrics – Kishore Kumar, is hindi song sung by Kishore Kumar and Lata Mangeshkar from movie ‘Ajanabee (1974)’. Music of song ‘Bheegi Bheegi Raaton Mein’ given by R D Burman, while lyrics of song ‘Bheegi Bheegi Raaton Mein’ written by Anand Bakshi. Starring Rajesh Khanna and Zeenat Aman

Bheegi Bheegi Raaton Mein Lyrics

Bheegi bheegi raaton mein

Meethi meethi baaton mein

Aisi barsaton mein

Kaisa lagta hain?

Aisa lagta hain tum banke badal

Mere badan ko bhigo ke mujhe

Ched rahe ho, chhed rahe ho

Aisa lagta hain tum banke badal

Mere badan ko bhigo ke mujhe

Chhed rahe ho, chhed rahe ho

Ambar khele holi, ui maa

Bheegi mori choli, hamjoli hamjoli

Ambar khele holi, ui maa

Bheegi mori choli, hamjoli hamjoli

O paani ke is rele mein

Sawan ke is mele mein

Chhat pe akele mein

Kaisa lagta hain?

Aisa lagta hain tum banke ghata

Apne sajan ko bhigo ke khel

Khel rahi ho, khel rahi ho

Aisa lagta hain tum banke badal

Mere badan ko bhigo ke mujhe

Chhed rahe ho, O chhed rahe ho

Barakha se bacha loon

Tujhe seene se laga loon

Aa chupa loon, aa chupa lonn

Barakha se bacha loon

Tujhe seene se laga loon

Aa chupa loon, aa chupa lonn

Dil ne pukara dekho

Rutt ka ishara dekho

Uff yeh nazara dekho

Kaisa lagta hain, bolo?

Aisa lagta hain kuch ho jayega

Mast pawan ke yeh jhoke saiyaan

Dekh rahe ho, dekh rahe ho

Aisa lagta hain tum banke badal

Mere badan ko bhigo ke mujhe

Chhed rahe ho, chhed rahe ho

Song Details

Song – Bheegi Bheegi Raaton Mein
Singer – Kishore Kumar and Lata Mangeshkar
Music – R D Burman
Lyrics – Anand Bakshi
Album – Ajanabee (1974)
Label – Saregama Music

Watch ‘ Bheegi Bheegi Raaton Mein ‘ Music Video

Follow Us

Categories
Kishore Kumar

O Mere Dil Ke Chain Lyrics – Kishore Kumar

O Mere Dil Ke Chain Lyrics - Kishore Kumar
O Mere Dil Ke Chain Lyrics – Kishore Kumar

O Mere Dil Ke Chain Lyrics – Kishore Kumar, is hindi song sung by Kishore Kumar from movie ‘Mere Jeevan Saathi’. Music of song ‘O Mere Dil Ke Chain’ given by R D Burman, while lyrics of song ‘O Mere Dil Ke Chain’ written by Majrooh Sultanpuri

O Mere Dil Ke Chain Lyrics

O mere dil ke chain, chain ae mere dil ko dua kijie

Apana hi saaya dekh ke tum jaan-e-jahaan sharama ge

Abhi to ye pahali mnzil hai, tum to abhi se ghabara ge

Mera kya hoga, socho to zara

Haae aise na ahen bhara kijie 

Ap ka aramaan, ap ka naam mera taraana aur nahin 

In jhukati palakon ke siwa, dil ka thhikaana aur nahin 

Jnchata hi nahin, ankhon men koi

Dil tum ko hi chaahe, to kya kijie 

Yun to akela bhi aksar gir ke snbhal sakata hun main

Tum jo pakad lo haath mera, duniya badal sakata hun main

Maanga hai tumhe duniya ke lie

Ab khud hi sanam faisala kijie

Song Details

Song – O Mere Dil Ke Chain
Singer – Kishore Kumar
Music – R D Burman
Lyrics – Majrooh Sultanpuri
Album – Mere Jeevan Saathi
Label – Saregama Music

Watch ‘ O Mere Dil Ke Chain ‘ Music Video

Follow Us