Categories
Ibdita Jubin Nautiyal

Main Na Jaanu Kyun Lyrics – Jubin Nautiyal

Main Na Jaanu Kyun Lyrics - Jubin Nautiyal

Main Na Jaanu Kyun Lyrics – Jubin Nautiyal

teri aankhon ki kirno mein sooraj ka sona

hai jisko batorun saari raat

tere khaabon ki dharti pe saanson ki garmi

ko chuu kar jale hai mere haath

fir bhi tujhse shuru tujh pe hi khatam

hoti hai har meri baat

main na jaanu kyun

main na jaanu kyun

main na jaanu kyun

main na jaanu kyun

mere dil ki deewaron pe

abb toh chada hai tere pyar ka rang ye laal

log ye pooche kyun ho raha deewana

par main bhi na bolun kya hai mera haal

kyunki tujhse shuru tujh pe hi khatam

hote hain sab sawaal

main na jaanu kyun

main na jaanu kyun

main na jaanu kyun

main na jaanu kyun

har saans mein hai tera hi nasha

har lafz mein teri yaad

har saans mein hai tera hi nasha

har lafz mein teri yaad

tu hi toh din ke ujaalon mein hai

tu hi andheron ke baad

kyunki tujhse shuru tujh pe hi khatam

hote hain sab jazbaat

main na jaanu kyun

main na jaanu kyun

main na jaanu kyun

main na jaanu kyun

main na jaanu kyun

main na jaanu kyun

main na jaanu kyun

main na jaanu kyun

Disclaimer:

All Lyrics Published on Lyricspedia are informational and provided for educational purposes only. No representation is made or warranty given as to their content. All lyrics & videos published on Lyricspedia are property and copyright of their respective owners. If you discover any mistake in the lyrics or you have any issue in reading the lyrics then please contact us now.

Follow Us

Categories
Jubin Nautiyal Shaitaan

Khushiyaan Bator Lo Lyrics – Jubin Nautiyal

Khushiyaan Bator Lo Lyrics - Jubin Nautiyal

Khushiyaan Bator Lo Lyrics – Jubin Nautiyal, is hindi song sung by Jubin Nautiyal from movie ‘Shaitaan’. Music of song ‘Khushiyaan Bator Lo’ given by Amit Trivedi, while lyrics of song ‘Khushiyaan Bator Lo’ written by Kumaar

zindagi zindagi saari

tere sang hai bitani

dil ye jhoome tere hi gungunane se

tu meri sanson ka hissa

jaise baadal aur ye paani

hasta hu main tere hi muskurane se

aise thaame ke na chorhe

rishton ki hum doriyon ko

keh rahi hai hawa gham ki batein chorh do

khushiyaan bator lo khushiyaan bator lo

keemti hai ye pal inka rang orh lo

khushiyaan bator lo

mera jo bhi safar hai

tere sang umar bhar hai

doori toh uss aasma ne likhi nahi

teri vajah se ujaale

raahon mein bikhre huye hain

raaton ke mausam le aaye dua bas yahi

rishta hai jo tera mera

sooraj mein jaise sawera

kismat meri teri aankhon ke sitaron mein

tu jeene ka zariya jaise

pyar ka hai tu dariya jaise

tujhko rakhu apni baahon ke kinaaron mein

yaadon se hum bharte jaye dil ki tijoriyon ko

keh rahi hai hawa gham ki batein chorh do

khushiyaan bator lo khushiyaan bator lo

keemti hai ye pal inka rang orh lo

khushiyaan bator lo

Song Details

Song – Khushiyaan Bator Lo
Singer – Jubin Nautiyal
Music – Amit Trivedi
Lyrics – Kumaar
Album – Shaitaan
Label – Panorama Music

Disclaimer:

All Lyrics Published on Lyricspedia are informational and provided for educational purposes only. No representation is made or warranty given as to their content. All lyrics & videos published on Lyricspedia are property and copyright of their respective owners. If you discover any mistake in the lyrics or you have any issue in reading the lyrics then please contact us now.

Follow Us

Categories
Jubin Nautiyal Main Atal Hoon

Desh Pehle Lyrics – Jubin Nautiyal

Desh Pehle Lyrics  - Jubin Nautiyal

Desh Pehle Lyrics – Jubin Nautiyal, is hindi song sung by Jubin Nautiyal from movie ‘Main Atal Hoon’. Music of song ‘Desh Pehle’ given by Aditya Dev, while lyrics of song ‘Desh Pehle’ written by Manoj Muntasir

aaj dil pe haath rakh ke,

ye kasam lein hum sabhi,

na jhukega desh apna,

na jhukenge hum kabhi,

aaj dil pe haath rakh ke,

ye kasam lein hum sabhi,

na jhukega desh apna,

na jhukenge hum kabhi,

zindagi ka kya kiya jo,

sirr utha ke mar na payea,

ho gya woh khoon paani,

jo watan pe na bahayea,

chal lahu se likhde khaak pe,

ae bharat maa teri maati tera adesh pehle,

dunia ke sare sukh peeche hain mera desh pehle,

hai tiranga shaan apni,

denge isspe jaan apni,

jan gan man adhinayak jaya hey,

tera sandesh pehle,

dunia ke sare sukh peeche hain mera desh pehle,

tu dharti hai toh dol ja,

aawaz hai toh bol ja,

tu jism hai toh farhfarha,

aur khoon hai toh khaul ja,

oh shera aaj dahaad de,

ambar pe tiranga gaad de,

maa ke doodh ki tujhe kasam,

mar ja ya fir maar de,

mar ja ya fir maar de,

azaadi se jiya ganga mein raakh raakh bann ke behle,

dunia ke sare sukh peeche hain mera desh pehle,

hai tiranga shaan apni,

denge isspe jaan apni,

jan gan man adhinayak jaya hey,

tera sandesh pehle,

dunia ke sare sukh peeche hain mera desh pehle.

Categories
Jubin Nautiyal

Kali Kali Zulfon Ke Lyrics – Jubin Nautiyal

Kali Kali Zulfon Ke Lyrics - Jubin Nautiyal

Kali Kali Zulfon Ke Lyrics – Jubin Nautiyal, is hindi song sung by Jubin Nautiyal and Rochak Kohli. Music of song ‘Kali Kali Zulfon Ke’ given by Rochak Kohli, while lyrics of song ‘Kali Kali Zulfon Ke’ written by Gurpreet Saini. Starring Adah Sharma and Abhishek Singh

Kali Kali Zulfon Ke Lyrics

kehar jo hain dhaa rahe dilon pe aaj kal,

rehte ho suna hai baadlon pe aaj kal,

kya gajab ho dhaa rahe dilon pe aaj kal,

rehte ho suna hai baadlon pe aaj kal,

yu nazrein ikhaa karke kya chahte ho,

hamein tu tabah karke kya chahte ho,

yu rafta rafta aankhon se,

yu chori chori ankhon se jaan na nikalo,

hamein zinda rehne do,

hamein zinda rehne do,

ae husan walo,

kali kali zulfon ke fande na dalo,

kali kali zulfon ke fande na dalo,

hamein zinda rehne do,

ae husan walo,

na chedo hamein hum staye huye hain,

na chedo hamein hum staye huye hain,

bahut zakhm seene pe khaye huye hain,

sitamghar ho tu khub pehchante hain,

tumhari ada ko hum jaante hain,

dgaabaaz ho tum sitam dhaane wale,

farebe mohabbat mein uljhane wale,

yeh rangeen kahani tumhi ko mubarak,

tumhari jawani tumhi ko mubarak,

hmari taraf se yeh,

hmari taraf se yeh nigahein hata lo,

hamein zinda rehne do,

ae husan walo,

kali kali zulfon ke fande na dalo,

kali kali zulfon ke fande na dalo,

hamein zinda rehne do,

ae husan walo.

Song Detailsy

Song – Kali Kali Zulfon Ke
Singer – Jubin Nautiyal and Rochak Kohli
Music – Rochak Kohli
Lyrics – Gurpreet Saini
Label – T-Series

Disclaimer:

All Lyrics Published on Lyricspedia are informational and provided for educational purposes only. No representation is made or warranty given as to their content. All lyrics & videos published on Lyricspedia are property and copyright of their respective owners. If you discover any mistake in the lyrics or you have any issue in reading the lyrics then please contact us now.

Follow Us

Categories
Jubin Nautiyal

Raabta Lyrics – Jubin Nautiyal

Raabta Lyrics - Jubin Nautiyal

Raabta Lyrics – Jubin Nautiyal, is hindi song sung by Jubin Nautiyal. Music of song ‘Raabta’ given by Chirantan Bhatt, while lyrics of song ‘Raabta’ written by Junaid Wasi

Raabta Lyrics

pehle dua mein raha karta tha,

pehle dua mein raha karta tha,

dunia jahaan ki dua karta tha,

raabta rabb ne jabse tujhse jorh diya,

dil ne toh maang’na hi chorh diya, dil ne,

dil ne toh maang’na hi chorh diya,

pehle umeedon mein mita karta tha,

dil ke isharon pe bika karta tha,

raabta rabb ne jabse tujhse jorh diya,

dil ne toh maang’na hi chorh diya, dil ne,

dil ne toh maang’na hi chorh diya,

haathon ko mere dua mil gayi,

andheron ko mere subah mil gyi,

zameen chahiye na falak chahiye,

jati ho tujh tak woh sadak chahiye,

tu mila toh sab hi chorh diya,

tujhme rehke tujh ko orh liya,

dil ka raasta abb maine tujhse jorh diya,

dil ne toh maang’na hi chorh diya, dil ne,

dil ne toh maang’na hi chorh diya,

pehle dua mein raha karta tha,

dunia jahaan ki dua karta tha,

raabta rabb ne jabse tujhse jorh diya,

dil ne toh maang’na hi chorh diya, dil ne,

dil ne toh maang’na hi chorh diya.

Song Details

Song – Raabta
Singer – Jubin Nautiyal
Music – Chirantan Bhatt
Lyrics – Junaid Wasi
Director – Dhruwal Patel and Jigar Mulani