Categories
Drishyam 2

Sahi Galat Lyrics – Drishyam 2 | King

Sahi Galat Lyrics - Drishyam 2 | King
Sahi Galat Lyrics – Drishyam 2 | King

Sahi Galat Lyrics – Drishyam 2 | King, is latest hindi song sung by King from movie ‘Drishyam 2’. Music of song ‘Sahi Galat’ given by Devi Sri Prasad, while lyrics of song ‘Sahi Galat’ written by Amitabh Bhattacharya. Starring Ajay Devgan, Shriya Saran, Akshaye Khanna and Tabu

Sahi Galat Lyrics

Tu Jahan Se Dekhta Hai

Main Galat Hun Tu Sahi

Dekh Meri Nazron Se

Galat Mein Kuchh Galat Nahi

Karna Hai Jo Karke Hi

Rahunga Maine Tai Kiya

Galat Ko Bhi Sahi Tarah Se

Karne Ka Nishchay Kiya

Lagta Hai Tujhe Ke

Jurm Ka Hun Zimmedar Main

Jab Saboot Hi Nahi Toh

Kaise Gunehgaar Main

Poore Hosh Aur Hawaas Mein

Kiya Jo Hai Kiya

Galat Ko Hi Sahi Tarah Se

Karne Ka Nishchay Kiya

Teer Ki Tarah Chala Ke

Apne Har Upay Ko

Mere Har Kadam Ke Aade

Aane Wale Nyay Ko

Saam Daam Dand Bhed Se Bhi

Maine Tai Kiya

Galat Ko Bhi Sahi Tarah Se

Karne Ka Nishchay Kiya

Samajhna Khud Ko Mujhse Tez

Teri Bhool Hai

Siyaar Jaisi Hoshiyari

Yeh Fizool Hai

Tera Khayal

Thekedar Hai Tu Waqt Ka

Badal Ke Rehta Hai

Yeh Waqt Ka Asool Hai

Harkaton Par Kab Talak

Meri Nazar Rakhega Tu

Karte Karte Pehredaari

Ek Din Thakega Tu

Main Magar Nahi Thakunga

Faisla Yeh Hai Kiya

Galat Ko Bhi Sahi Tarah Se

Karne Ka Nishchay Kiya

Song Details

Song – Sahi Galat
Singer – King
Music – Devi Sri Prasad
Lyrics – Amitabh Bhattacharya
Album – Drishyam 2
Director – Abhishek Pathak
Label – Panorama Music

Disclaimer:

All Lyrics Published on Lyricspedia are informational and provided for educational purposes only. No representation is made or warranty given as to their content. All lyrics & videos published on Lyricspedia are property and copyright of their respective owners. If you discover any mistake in the lyrics or you have any issue in reading the lyrics then please contact us now.

Follow Us

Categories
Drishyam 2

Drishyam 2 Lyrics – Title Track

Drishyam 2 Lyrics - Title Track
Drishyam 2 Lyrics – Title Track

Drishyam 2 Lyrics – Title Track, is hindi song sung by Vijay Prakash, Usha Uthup from movie ‘Drishyam 2’. Music of song ‘Drishyam’ given by Devi Sri Prasad, while lyrics of song ‘Drishyam’ written by Amitabh Bhattacharya

Drishyam 2 Lyrics

Sach Lagta Hai Jhooth Jaisa

Hai Yeh Teri Aankhon Ka Karam

Drishyam

Jo Yeh Dekhti Hai Sach Hai Woh

Ya Hai Sach Hone Ka Bharam

Drishyam

Jitni Bhi Sunvaaiyan

Jhooth Ki Ho Sau Duhaiyan

Deke Rehta Hai Sach Ki Gawahiyan

Drishyam Drishyam

Shabdon Pe Nahi

Drishyon Pe Dhayan Do

Kyun-ki Shabdon Mein Jhooth

Chhupne Ki Jagah Dhoondh Hi Leta Hai

Lekin Drishy

Drishy Kabhi Jhooth Nahi Bolte

Isliye Sawaal Yeh Nahi Hai Ke

Aapke Aankhon Ke Saamne Kya Hai

Sawaal Yeh Hai Ke Aap Dekh Kya Rahe Ho

Jhooth Mein Toh Kayi Raaz Chhupte Hain

Khaa Ke Jhoothi Si Kasam

Drishyam Drishyam

Raaz Reh Ke Bhi Reh Nahi Pata Hai

Yeh Sach Ka Dharam

Drishyam Drishyam

Jhoothi Ladke Ladaiyan

Jhooth Deta Hai Safaiyan

Laake Rehta Hai Jhooth Ki Tabahiyan

Drishyam Drishyam

Drishyam Drishyam

Ek Jhoot Ko Chupane Mein Toh

Laakhon Jhooth Pad Gaye Kamm

Drishyam Drishyam

Ek Sach Kaafi Todne Ke Liye

Har Jhoot Ka Aham

Drishyam Drishyam

Jhooth Ke Karavaas Mein

Dum Todne Se Pehle

Dena Chahta Hai Sach Ko Rihaiyan

Drishyam Drishyam

Drishyam Drishyam

Song Details

Song – Drishyam 2
Singer – Vijay Prakash, Usha Uthup
Music – Devi Sri Prasad
Lyrics – Amitabh Bhattacharya
Album – Drishyam 2
Label – Panorama Music

Disclaimer:

All Lyrics Published on Lyricspedia are informational and provided for educational purposes only. No representation is made or warranty given as to their content. All lyrics & videos published on Lyricspedia are property and copyright of their respective owners. If you discover any mistake in the lyrics or you have any issue in reading the lyrics then please contact us now.

Follow Us

Categories
Drishyam 2 Jubin Nautiyal

Saath Hum Rahein Lyrics – Jubin Nautiyal | Drishyam 2

Saath Hum Rahein Lyrics - Jubin Nautiyal | Drishyam 2
Saath Hum Rahein Lyrics – Jubin Nautiyal | Drishyam 2

Saath Hum Rahein Lyrics – Jubin Nautiyal | Drishyam 2, is latest hindi song sung by Jubin Nautiyal from movie ‘Drishyam 2’. Music of song ‘Saath Hum Rahein’ given by Devi Sri Prasad, while lyrics of song ‘Saath Hum Rahein’ written by Amitabh Bhattacharya. Starring Ajay Devgan, Shriya Saran

Saath Hum Rahein Lyrics

Jale Jab Suraj

Tab Sath Hum Rahein

Dhale Jab Chanda

Tab Sath Hum Rahein

Hassi Jab Chalke

Tab Sath Hum Rahein

Ho Bheegi Palkein

Tab Sath Hum Rahein

Khud Ki Parchhaaiyan 

Chahe Munh Mod Lein

Vaasta Tod Lein

Tab Bhi Sath Hum Rahein

Hai Humein Kya Kami

Hum Bichha Kar Zameen

Aasmaan Odh Lein

Yoon Hi Sath Hum Rahein

Jale Jab Sooraj

Tab Sath Hum Rahein

Dhale Jab Chanda

Tab Sath Hum Rahein

Hassi Jab Chhalke

Tab Sath Hum Rahein

Ho Bheegi Palkein

Tab Sath Hum Rahein

Khushrang Jis Tarah

Hai Zindgi Avi

Iska Mizaz Aisa Hi

Umr Bhar Rahe Umar Bhar Rahe

Bhoole Se Bhi Nazar

Lag Jaaye Na Kabhi

Masoom Khoobsurat

Is Kadar Rahe Is Kadar Rahe

Jo Badal Chhayein

Tab Saath Hum Rahein

Baharein Aayein

Tab Saath Hum Rahein

Jale Jab Sooraj

Tab Sath Hum Rahein

Dhale Jab Chanda

Tab Sath Hum Rahein

Din Itminaan Ke

Ya Imtihaan Ke

Jo Bhi Naseeb Hon

Mil Ke Baant’te Rahe

Baant’te Rahein

Kaaton Ke Bich Se

Thoda Sambhal Ke

Nazuk Si Pattiyan

Mil Ke Chhant’te Rahein

Chhant’te Rahein

Dikhe Jab Taare

Tab Sath Hum Rahe

Bujhe Jab Saare

Tab Sath Hum Rahe

Jale Jab Sooraj

Tab Sath Hum Rahein

Dhale Jab Chanda

Tab Sath Hum Rahein

Song Details

Song – Saath Hum Rahein
Singer – Jubin Nautiyal
Music – Devi Sri Prasad
Lyrics – Amitabh Bhattacharya
Album – Drishyam 2
Director – Abhishek Pathak
Label – Panorama Music

Disclaimer:

All Lyrics Published on Lyricspedia are informational and provided for educational purposes only. No representation is made or warranty given as to their content. All lyrics & videos published on Lyricspedia are property and copyright of their respective owners. If you discover any mistake in the lyrics or you have any issue in reading the lyrics then please contact us now.

Follow Us